Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Mashwara chayee...
Collapse
X
-
Re: Mashwara chayee...
Originally posted by Nadia khan View Postagar aap ko dunia ka sab se ameer admi bana hai tu sab se pele aap ko bahut mehnat karni pare gi jitni aap mehnat karo ge utni hi ziada taraqi hogi
aur bahut sari dolaat mile gi
begar mehnat ke kuch asal nahi hota :shyy:Last edited by MeemSheenAlif; 18 February 2010, 18:03.
Comment
-
Re: Mashwara chayee...
Originally posted by MSA View Postagur mehnut karne se bunda ameer bun raha hota to Ajj dunya ka sub se Ameer Tareen...GADHA hota...
agar aap dosre tareqe se ameer bana chao tu eik raat main ban sakte ho
but halal tareqe se kamyabi asal karne ke liye mehnat zarori hai
mere kheyal se :ekek:
Comment
-
Re: Mashwara chayee...
Originally posted by Nadia khan View Posthar kaam keliye aap ko mehnat karni parti hai
agar aap dosre tareqe se ameer bana chao tu eik raat main ban sakte ho
but halal tareqe se kamyabi asal karne ke liye mehnat zarori hai
mere kheyal se :ekek:
aur bhi buhat se factors hote he
wese dosre tareke se aik raat me ameer kese bun sakte he???
Comment
-
Re: Mashwara chayee...
Originally posted by MSA View PostBaqo'l Shah Mehmood Qureshi...
"Ameer hona kia he mere bhai, its a mindset - agur app ki soch ameerana ho gi to app ki harkat ameerana ho gi - app khud ko ameer mehsoos karein gein"
yani agur app gurbat ki waja se bhoke soein ge lekin app ki soch ameerana ho gi to app ko lagae ga app dieting kar rahe he....:garmi:
yun app ameer ho gae na:shyy:
bilkul theek hee kaha hay.
i like ur
but its fake....i want to be a billioner
Comment
-
Re: Mashwara chayee...
Originally posted by Nadia khan View Postagar aap ko dunia ka sab se ameer admi bana hai tu sab se pele aap ko bahut mehnat karni pare gi jitni aap mehnat karo ge utni hi ziada taraqi hogi
aur bahut sari dolaat mile gi
begar mehnat ke kuch asal nahi hota :shyy:
Comment
Comment