Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

    Walaikum Assalaam respected Saraah

    Meri nazar main ISHQ ka srif aik hi taqaaza hay aur woh hay TOUHEED!!!

    Ishq-e-haqeqi main itni shiddat kay ALLAH SWT kay saath kisi ko shareek na karna.

    Ishq-e-Nabwi main itni chahat kay ALLAH SWT kay Nabi-e-Karim SAW per apni jaan-O-maal sab kuch qurbaan kardaina aur Nabi-e-Karim SAW ko ALLAH SWT ka aakhri Nabi maanna.

    Ishq-e-dunyaawi main aik hi shakhs ko mehboob banayay rakhna.
    Mohabbat main bhi Touheed kay qayil hain Faraaz
    Aik hi shakhs ko mehboob banayey rakhna.........!


    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

    Fi Amaan ALLAH
    sigpic

    Comment


    • #17
      Re: عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

      Walaikum salam Sarah!
      Mujhey tum kitab ka naam bata do, mey kitab hi perh leyti hun :-D
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #18
        Re: عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

        Originally posted by Khalil View Post
        pakistan main to eshak na mumkin hay
        yehan pr bus roti mil jay to osi sy eshak hota hay...
        sory oftopc
        :lol
        :thmbup:

        Comment


        • #19
          Re: عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

          Originally posted by BUS U HE View Post
          bas yehi k insaan ko khud ko marna parta hai aur usko apne ander zinda rakhna parta hai jis se insaan ishq karay
          :rose

          Originally posted by Masood View Post
          Wa allaikum salaam Saraah Khatoon :)

          Is per main ghanton bol sakta hoon magar shayid un alfaaz ka koi faidah nahin jo kissi key dil mein na utrein :)

          Warna ISHQ ko janeney key liyey Khalil-Ullah ki misaal samney rakh lijiyey - ishq ki samajh aa jaey gi :).

          Tafseel chahiyey keh itna kaafi hai?
          tafseel chahiye

          Originally posted by unity View Post
          Walekum Salam:hii:

          apne nafs se jihad ko isi leay bara jihad kaha gya he k ye aik musalsal jidojehad he .apne aap ko dhalte rehna musalsal Allah or us ki Rasool SAW k raste par
          :rose

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Wa Alaikum Aslam,

          Pain or Love is to feel not to express :bwink:

          Is ke taqazay Ishq kerne wala he beyaan ker sakta he, kyoon ke mein to aisa larka he nahi hoon jo.....aaho
          :rose

          Originally posted by Aanchal View Post
          pata nahi
          :rose

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
          yah taqazay ka kiya mean hain ahin????
          demands

          Originally posted by ummid View Post
          "Tu"

          I think yahi TaQaza hai Ishq ka... :rose
          :donno:

          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
          W sallam............
          iShaq ki 2 qissmain hain..Ishq e haqeeqe aorr Ishq e majaziii..........

          Ishq e haqeqii kay taqazzay yehh hain kehh Allah kii Razzaa kay mutabiqq zindagee bassar karrnaa....

          aor ishq e Mjazi kay hawallay say kissi poet nay kia khoob kaha hai........

          Yeh Ishq o mohabbat Mehro wafaa yeh sab rasmii battain hain
          Har shakhas Khudii kii mastti main bass apnii khatirr jeeta haiii
          :think:

          Originally posted by safia View Post
          mujhe ziyada pata nahi aur nahi mein detail mein discuss kar sakti hoon bus itna zarro kahon gi kay eshq/muhabbat kay taqazay ek dosray ki respect important honi chahiye....... mazeed i dont know...:donno:
          :rose

          Originally posted by Khalil View Post
          pakistan main to eshak na mumkin hay
          yehan pr bus roti mil jay to osi sy eshak hota hay...
          sory oftopc

          :rose
          Originally posted by _Dard_Aashna_ View Post
          fata nai :hohe:
          :rose

          Originally posted by thefire1 View Post
          Walaikum Assalaam respected Saraah

          Meri nazar main ISHQ ka srif aik hi taqaaza hay aur woh hay TOUHEED!!!

          Ishq-e-haqeqi main itni shiddat kay ALLAH SWT kay saath kisi ko shareek na karna.

          Ishq-e-Nabwi main itni chahat kay ALLAH SWT kay Nabi-e-Karim SAW per apni jaan-O-maal sab kuch qurbaan kardaina aur Nabi-e-Karim SAW ko ALLAH SWT ka aakhri Nabi maanna.

          Ishq-e-dunyaawi main aik hi shakhs ko mehboob banayay rakhna.
          Mohabbat main bhi Touheed kay qayil hain Faraaz
          Aik hi shakhs ko mehboob banayey rakhna.........!

          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

          Fi Amaan ALLAH
          hmmmm :rose

          Originally posted by Z. View Post
          Walaikum salam Sarah!
          Mujhey tum kitab ka naam bata do, mey kitab hi perh leyti hun :-D


          ''عشق کا عین سے اقتباس ، علیم الحق حقی
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #20
            Re: عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

            Originally posted by saraah View Post
            :rose



            tafseel chahiye



            :rose



            :rose



            :rose



            demands



            :donno:



            :think:



            :rose




            :rose


            :rose



            hmmmm :rose





            ''عشق کا عین سے اقتباس ، علیم الحق حقی
            Saariyaan mujjan nu iko laathi :rosenaal e haank dita e 372-haha
            :thmbup:

            Comment


            • #21
              Re: عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

              Originally posted by saraah View Post





              ''عشق کا عین سے اقتباس ، علیم الحق حقی
              Noted
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #22
                Re: عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

                Originally posted by Z. View Post
                Noted
                parh kar jo samjh main aya na wo mujhy pm kar k batana aur jab main nay koi sawal pouchna hua to phir apna pm aoption band kardayna ok
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #23
                  Re: عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

                  Originally posted by aabi2cool View Post
                  parh kar jo samjh main aya na wo mujhy pm kar k batana aur jab main nay koi sawal pouchna hua to phir apna pm aoption band kardayna ok
                  :khi:xai aisa bhi kerti he
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #24
                    Re: عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    parh kar jo samjh main aya na wo mujhy pm kar k batana aur jab main nay koi sawal pouchna hua to phir apna pm aoption band kardayna ok
                    :lol

                    okay
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: عشق کے تقاضے کیا ہوتے ہیں

                      :guitar:ishq ka rutba rutba
                      ishq he janay :guitar:
                      :thmbup:

                      Comment

                      Working...
                      X