Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lain daian kay mamlaat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Lain daian kay mamlaat

    assalamalikum
    aksar loog lain dain kay mamlaat main dandi maartay hian ...kisi say pesay leye wapas nahi karna qarz ...
    is baray main aap logoo kay kia comments hian kay loog aisa kio kartay hian ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔


  • #2
    Re: Lain daian kay mamlaat

    Originally posted by aanchal View Post
    assalamalikum
    aksar loog lain dain kay mamlaat main dandi maartay hian ...kisi say pesay leye wapas nahi karna qarz ...
    Is baray main aap logoo kay kia comments hian kay loog aisa kio kartay hian ?
    بہت اچھا سوال کیا ہے آپ نے بلکہ بہت ہی اچھا سوال ہے اس کا جواب شیخ رشید صاحب دیں گے
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment


    • #3
      Re: Lain daian kay mamlaat

      Walekum Salam:hii:
      logon se poocho na jo esa karte hen:ekek:hamen kia pata

      Comment


      • #4
        Re: Lain daian kay mamlaat

        Originally posted by unity View Post
        Walekum Salam:hii:
        logon se poocho na jo esa karte hen:ekek:hamen kia pata
        372-haha is sawal is se behtar aur koi jawab ho hi naheen sakta tha 372-haha
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #5
          Re: Lain daian kay mamlaat

          Originally posted by aabi2cool View Post
          372-haha is sawal is se behtar aur koi jawab ho hi naheen sakta tha 372-haha
          ji shukria....me to aik gareebni si insan hun itne lambe laen daen karti hi nahi to mujhe kia pata:shyy:

          Comment


          • #6
            Re: Lain daian kay mamlaat

            Originally posted by unity View Post
            ji shukria....me to aik gareebni si insan hun itne lambe laen daen karti hi nahi to mujhe kia pata:shyy:
            kahir gareebni to tum anheen ho wesay faqeerni bannay ka shouq hi u ko 372-haha
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #7
              Re: Lain daian kay mamlaat

              Originally posted by aabi2cool View Post
              kahir gareebni to tum anheen ho wesay faqeerni bannay ka shouq hi u ko 372-haha
              me ne koi ap se bheek mangi jo mujhe fakeerni ban'ne ka shok he

              Comment


              • #8
                Re: Lain daian kay mamlaat

                jab byemani k pesy se khana khaya jaye ga to pher pakizgi kehan se aye gi

                Comment


                • #9
                  Re: Lain daian kay mamlaat

                  wasalam

                  Qarzdar ko muhalat deni chahiye ho sakta hai kisi wajah se woh Qaraz lota nahi paa raha ho.... :$ hosakta hai us ki isteat na ho.. koi majboori ho...
                  ager us ki isteat na ho Qarz lotane ki tu maof kar de apna Qarz.... :oldie:

                  kuch log Qarz de ker aise react karte hain jaise woh khuda or woh paise unhe waapis na mile tu bhooke mar jaayenge....

                  Qarz dete waqt waapis lene ki fiker karna foozol hai... yeh keh dena chahiye ke "jub istetat ho lota dena" ya yeh ke "aap ka kaam hojaaye tu apni isteat ke mutabiq kisi or ki madad kar dena..."

                  banda apna dil saaf rakhe tu koi pareshaani hi na ho... :wink

                  ya tu phir aap ko itni hi fikar hai apni raqam ki wapsi ki tu Qarz de hi na...

                  waise Qarz or ehsaan ka bojh waqai bauaht bhaari hota hai...

                  Comment


                  • #10
                    Re: Lain daian kay mamlaat

                    Originally posted by unity View Post
                    me ne koi ap se bheek mangi jo mujhe fakeerni ban'ne ka shok he
                    aray u ko ALLAH K FAQEERNI kaha hi bheek manganay wali naee :shyy:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #11
                      Re: Lain daian kay mamlaat

                      Originally posted by ummid View Post
                      wasalam

                      Qarzdar ko muhalat deni chahiye ho sakta hai kisi wajah se woh Qaraz lota nahi paa raha ho.... :$ hosakta hai us ki isteat na ho.. koi majboori ho...
                      ager us ki isteat na ho Qarz lotane ki tu maof kar de apna Qarz.... :oldie:

                      kuch log Qarz de ker aise react karte hain jaise woh khuda or woh paise unhe waapis na mile tu bhooke mar jaayenge....

                      Qarz dete waqt waapis lene ki fiker karna foozol hai... yeh keh dena chahiye ke "jub istetat ho lota dena" ya yeh ke "aap ka kaam hojaaye tu apni isteat ke mutabiq kisi or ki madad kar dena..."

                      banda apna dil saaf rakhe tu koi pareshaani hi na ho... :wink

                      ya tu phir aap ko itni hi fikar hai apni raqam ki wapsi ki tu Qarz de hi na...

                      waise Qarz or ehsaan ka bojh waqai bauaht bhaari hota hai...
                      Waddi aai Khatum Chachi 372-haha
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Lain daian kay mamlaat

                        Originally posted by unity View Post
                        ji shukria....me to aik gareebni si insan hun itne lambe laen daen karti hi nahi to mujhe kia pata:shyy:
                        Tum ghareebni ho? Tum aata mull le ker khati ho gi phir :hairdrayer:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Lain daian kay mamlaat

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          بہت اچھا سوال کیا ہے آپ نے بلکہ بہت ہی اچھا سوال ہے اس کا جواب شیخ رشید صاحب دیں گے
                          Mein aa gaya jani :hairdrayer:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Lain daian kay mamlaat

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            assalamalikum
                            aksar loog lain dain kay mamlaat main dandi maartay hian ...kisi say pesay leye wapas nahi karna qarz ...
                            is baray main aap logoo kay kia comments hian kay loog aisa kio kartay hian ?
                            Wa Alaikum Aslam,

                            Lain dain ka nazaam per he dunia ka kafi hud tak dar'o'madaar he aur is nazam jo jis hud tak saaf suthra rakha jaye usna he behtar he. Zaroorat kisi ko bhi per sakti he, aur jo lain dain ka kharaa ho ga us ki zaroorat ba'aasani aur ba'izat tareekay se puri ho jati he.

                            Allah ka shuker he ke mujay apni life mein shaz'o'nadar he zaroorat pari ho gi udhaar lene ki, jub ke mein udhaar dene mein bohat faraaq dil raha hoon. Mere ander aik aadat he ke mein udhaar de ke maangta nahi hoon aur kuch generosity show ker deta hoon, jis ka loog ghalat faida uthatay hein aur ya to wo udhaar wapis he nahi kerte ya phir udhaar apni mudat puri honay ke kai der baad dete hein. Jub mujay koi udhaar ke paisay wapis kerta he to mujay akser aisa he lagta he jese yeh koi aasman se "unearned money" aai he. Yani mujay akser aukaat tawaku nahi hoti ke koi wapis bhi karay ga. Aur us paisay ko main fazool kaamon mein uraa deta hoon.

                            Lekin ub choonke laakho ka udhaar de chuka hoon loogon ko aur us ka return nahi ho raha, to mein ne decide kia he ke jo loog udhaar wapis nahi kerte unhein ub mein straightly refuse karon ga. Aakhir kaar mehnat ki kamai he "non-returnable udhaar" mein uraana bhi koi akalmandi nahi.
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Lain daian kay mamlaat

                              Originally posted by ummid View Post
                              wasalam

                              Qarzdar ko muhalat deni chahiye ho sakta hai kisi wajah se woh Qaraz lota nahi paa raha ho.... :$ hosakta hai us ki isteat na ho.. koi majboori ho...
                              ager us ki isteat na ho Qarz lotane ki tu maof kar de apna Qarz.... :oldie:

                              kuch log Qarz de ker aise react karte hain jaise woh khuda or woh paise unhe waapis na mile tu bhooke mar jaayenge....

                              Qarz dete waqt waapis lene ki fiker karna foozol hai... yeh keh dena chahiye ke "jub istetat ho lota dena" ya yeh ke "aap ka kaam hojaaye tu apni isteat ke mutabiq kisi or ki madad kar dena..."

                              banda apna dil saaf rakhe tu koi pareshaani hi na ho... :wink

                              ya tu phir aap ko itni hi fikar hai apni raqam ki wapsi ki tu Qarz de hi na...

                              waise Qarz or ehsaan ka bojh waqai bauaht bhaari hota hai...
                              372-haha
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment

                              Working...
                              X