Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

    Originally posted by Masood View Post
    yehi tumharey nikammey honey ka saboot hai - tumhein pehley unhein kisi disk per karna chahiyey tha windows per kaun bharosa karta hai?
    yahi to...abb galti ho gai...itni sari cheezo se hath dhona par gaya

    Comment


    • #47
      Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

      اسلام علیکم مسعود بھائی بہت عمدہ تھریڈ
      سب سے پہلے بات ہوجائے ووٹنگ کی

      تو ذاتی طور پر مجھے فن قوالی میں نصرت فتح علی خان ،صابری برادران ،
      عزیز میاں اور قاری سعید چشتی
      بہت زیادہ پسند ہیں لیکن ووٹ فقط ایک ہی کو کرسکتے ہیں لہذا میرا ووٹ نصرت فتح علی خاں صاحب کو جاتا ہے ۔
      جن چاروں کا میں نے اوپر ذکر کیا ہے ان سب کی اس فن میں کوئی نہ کوئی انفرادیت ہے خاں صاحب تو چونکہ خاں صاحب تھے جس طرح سے انھوں کلاسیکل کو قوالی میں متعارف کروا کر قوالی کو ایک نئی جدت اور جہت بخشی وہ انھی کا خاصا ہے جبکہ صابری برادران کی لے سُر اور تال اور انکا اپنا ایک مخصوص انداز انکو دوسروں سے ممتاز کرتا تھا جبکہ عزیز میاں صاحب ان تمام قوالوں میں سے سب سے زیادہ پڑھے لکھے انسان تھے غالبا انھون نے تین مضامین میں ماسٹر کررکھا تھا یہی وجہ تھی کہ انکا اپنا ایک الگ انداز ہونے کے باجود ان کا پڑھا گیا کلام معنوی اعتبار سے بہت ہی بلند ہوا کرتا تھا جسکی مثال اللہ ہی جانے کون بشر ہے ،شرابی میں شرابی وغیرہ ہیں ۔اور قاری سعید چشتی صاحب نے بھی قوالی کو ایک نیا آہنگ دیا ایک تو بیک وقت تین زبانوں یعنی اردو ،عربی اور انگریزی میں قوالی کیا کرتے تھے اور کبھی کبھی فارسی کلام بھی قوالی میں پڑھا کرتے تھے اس کے ساتھ ساتھ کلاسیکل پر بھی ان کو عبور تھا میرے پاس ان کے تمام والیم تھے ۔
      نصرت فتح علی خان صاحب کا پڑھا ہوا پنجابی کا تمام کلام مجھے بہت پسند ہے جیسے ہنجو اکھیاں دے ویہڑے وچ پاندے نے دھمالاں اور سانوں یار دی نماز پڑھ لین دے شرع دی گل فیر دس لئیں ۔
      اسی طرح صابری برادران کا مشھور زمانہ کلام بھر دو جھولی میری اور تاجدار حرم
      اسی طرح عزیز میاں کے کلام میں سے جنت مجھے ملے نہ ملے اور انکا پڑھا ہوا پنجابی کلام اکھ لڑگئی یار نال لڑگئی اور جدوں اکھیاں دی گلی وچوں لنگدا اے سوھنا یہ سب مجھے بہت پسند ہیں
      اسی طرح قاری سعید چشتی کا پڑھا ہوا تمام کلام ہی مجھے پسند ہے مثلا ویخ ویخ کے آویں کوئی ویکھے ناں اورٹھمک ٹھمک کے آویں سار جگ ویکھے اور ساقیاہور پلا ہور پلا ہور پلا اور علی دم دم دے اندر وغیرہ ۔ ۔
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #48
        Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

        Originally posted by Masood View Post
        kuchh bhi tha - tha ain waqt aur moqey per warna hamari raat barbad hoti 372-haha
        chalain aap to bach gay ......372-haha

        Comment


        • #49
          Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

          Abid bhaii mujhey aap ki baton sey mukammil itifaq hai aur dekha jaey to kitney fakher ki baat hai keh hamarey haan aisey barrey barrey funkaron ney janam liya hai. Aap ney Chishti sahib ki baat ki to main in sey waqif nahin hoon.

          Baqi jis jis qawwali ka aap ney ziker kiya hai - woh apney manwi aetbar sey bohat buland muqaam rakhti hain - Akh Larr Gaii Yaar Naal Larr Gaii - mein jazb-o-masti ki kaifiyat hai woh apni misaal aap hai - aur yeh main bohat sunta hoon.

          Being a Pakistan mujhey Fateh Ali Khan per fakhar hai keh unhon ney Pakistan ko duniya mein rushnaas karaya apney fun key hawaley sey aur unka fun aisa hai keh ham to sar dhuntey hi hain, angrez log bhi deewana'war jhoomtey dekhey gaey hain...

          Aziz Miyan ki Bewafa Yun Tera Muskrana Bhool Janey Key Qabil Nahin Hai - sur aur masti mein apni misaal aap hai. Aur Nazar - kya baat hai is ki.
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #50
            Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

            Originally posted by jia View Post
            chalain aap to bach gay ......372-haha
            aisa bacha aisa bacha keh us waqt sey aaj tak BACHA hi hoon 372-haha372-haha
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #51
              Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

              voted for Fateh Ali khan, mey ney sirf unhi ki qawwali suni hai wo bhi bas aik baar
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #52
                Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

                Originally posted by Z. View Post
                voted for Fateh Ali khan, mey ney sirf unhi ki qawwali suni hai wo bhi bas aik baar
                Yeh aap ka un per ehsan hai :khi:
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #53
                  Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

                  Originally posted by Masood View Post
                  Yeh aap ka un per ehsan hai :khi:
                  nahi, ye mera aap pe ehsaan tha
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #54
                    Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

                    Originally posted by Z. View Post
                    nahi, ye mera aap pe ehsaan tha
                    haan aap ney na suni hoti to aaj aap vote kaisey detin - jo keh aap ka jamhoori haq hai :p
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #55
                      Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

                      Originally posted by Masood View Post
                      haan aap ney na suni hoti to aaj aap vote kaisey detin - jo keh aap ka jamhoori haq hai :p
                      haan, ye tau hai
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #56
                        Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

                        Nusrat Fateh Ali Khan
                        becoz wo aik classic qawal hy...
                        bakee takreeban copy kerty hian Un kee.

                        Comment


                        • #57
                          Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

                          Originally posted by Masood View Post
                          372-haha nasha na bhi ho to ham bottle paas rakh ker suntey hain - woh kehtey hain na keh daney daney per khaney waley ki mohr lagi hoti hai :D
                          /hmmm
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #58
                            Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

                            Originally posted by Z. View Post
                            voted for Fateh Ali khan, mey ney sirf unhi ki qawwali suni hai wo bhi bas aik baar
                            ye fateh ali kahn kon hi jeee :garmi:
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #59
                              Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

                              Originally posted by Masood View Post
                              aisa bacha aisa bacha keh us waqt sey aaj tak BACHA hi hoon 372-haha372-haha
                              haan g to or kia us din na bachty to phir kahan bachna tha ...:hehe:

                              Comment


                              • #60
                                Re: ~*~Who is the best Qawwal from Pakistan~*~

                                Originally posted by Khalil View Post
                                bakee takreeban copy kerty hian Un kee.
                                372-haha Kya mushahida hai Waah...

                                Qawwali asal haq Sabri Brothers ney ada kiya hai aur unhein yeh pazeeraii late 50s aur 60s se milti chali aa rahi hai - Qawwali ko zindagi unhon ney bakhshi thi...

                                Fateh Ali Khan koi 70s sey is shoabey sey munsalik they - yeh Kharian mein bhi aaya kartey they Mehdi Shah key mailey per. Inhein log "chhota sa mota sa qawal kehtey they" aur yeh ziyada tar aam mailon per qawaliyaan kartey they.

                                In ko mulk'geer shohrat us waqt mili jab inhon ney apney GHAZLON ki tarz per qawali key album tayyar kiyey.

                                80s mein jab inhon ney riwaiti qawwali mein naii jiddat shamil ki kisi ANGREZ key saath mil ker to ussey duniya mein saraha geya aur qawwali ko aik neya rang mila. Us naii experiment ney Fateh Ali Khan ko aalam'geer funkar bnaa diya.

                                Warna Pakistan mein is sey pehley hamesha 2 qawalon ka urooj raha hai: Sabri Brothers aur Aziz Miyan.
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X