Assalam o alaikum
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
late marriage
Collapse
X
-
Re: late marriage
walikuam-o-salam:salam:
buth he khoobsoorat topic start kia hai aap ney....:rose
Girls key shadi na honey ya late honey key sab sey bari waja "Jahez" ka na hona hai.372-shed
yeh ek asey Lanat hai jis ney hamrey porey mulk mein aag lagey hoey hai ab greeb maa baap kia karyin itni mehngai mein....
Dosri waja late shadi key girls k pass Jobs ka na hona aaj kal rishta honey key sab sey bari zamant larki k pass job ka hona hai....:donno:
ab in Halat mein maa baap kia karyin un ko parha he saktey hain farig bithney sey.....I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........
Comment
-
Re: late marriage
Originally posted by safia View PostAssalam o alaikum
tu aap kia factors dekhtay hain delaying marriage mein
specially so called mayaar rishton k hawalay se
khandan me rishtay krnay se katrana yeh trend chal para hai ajkal
ya out of family krnay me mushkil mehsoos krna
jahez ka na hona b ek barri wjah hai
career oriented hona b wjha hoskti haiشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: late marriage
Originally posted by saraah View PostWAALIKUM ASSLAM
specially so called mayaar rishton k hawalay se
khandan me rishtay krnay se katrana yeh trend chal para hai ajkal
ya out of family krnay me mushkil mehsoos krna
jahez ka na hona b ek barri wjah hai
career oriented hona b wjha hoskti hai
Comment
-
Re: late marriage
jub banday/bandi ko lagay wo shadi kay leye tayar hain ..shadi kay bad ki zimmdariyan utha saktay hian to pher karian shadi ...jaldi dair say kia hona hai
or dair say shadi ki wajoohat yeh hoti hian kay
larka /larki ko pasand ka life partner na milna ya munasib rishta na milna
larkay larkeoo ko job ..larkay kaam main set hoo jaian to wo samjhtay hian kay wo pher family ka bhoujh bardast kar sakian gay ..jo kay ghalat bhi nahi hai ....or larkiyoun ki job ka issue zaida nahi hota lekan kahi kahi hota hai
or aksar loog apni family ko support kar rehay hotay hian kay behan/bahi set hoo jaian life main pher ham nay shadi karni hai ..
or education ka bhi a jata hai kay ..susral walye parhnay daian ya na agay ...to pehlay hi say education complete kar kay shadi ki jaye ..
Time..aksar loog life main kafi busy ho jatay hian kay unhay feel hota hai kay shadi kay bad life partner/bachoun ko time nahi day paian gay ..so jin kamoun main busy hian unhay pora kar kay pher shadi ki jaye ..
or aap kay apnay dil ki baat hoti hai kay jub dil nahi shadi ko to nahi kartay :lol:
or or...bus abhi itnay factors yaad hain :think:
Comment
-
Re: late marriage
Originally posted by safia View PostAssalam o alaikum
Ek zamana tha jab 18 saal ki umer se pehlay girls ki shaadi ki jati thein ab zamana yeh k larki 25 saal se bhi oper hojati hai tu maa baap kahte hain lakri abhi parh rahi hai abhi bachi hai taleem complete karnay kay baad job karey gi tab shaadi ka sochain gay….. tu kahnay ka maqsad yah hai
the trend of late marriage is growing year after year in pakistan. Reason kiya hai socioeconomic, women’s social advancement yaa higher educational attainment….. tu aap kia factors dekhtay hain delaying marriage mein
I think you Started a great Topic and this is currently a Big issue :thmbup:
@ Reasons.
- Media / Films ko dekh dekh ker Parents us ko Aplly kerne ki kosish kerte hain k... Abhi hamari beti perh rehe hai...Abhi Umer he kia hai us ki....but wo yeah bhool jate hain k Film/Drama Real life se hatt ker hote hain.
- Again Films dekh ker apne leye perfect Partner ki talaash kerna.
- Amoman Matric k baad Rishta dekhne ki bejaee....Graduation or Masters k baad dekha jata hai....Tab tak Larki ki Age round about 23 se above hoti hai.
- Parents ki umeedain bohut zyada hoti hain k Larka Posh Area me ho + Bank balance ho etc
- Akser Parents...Jo Job kerte hain wo chahte hain k un ka Damad Businessman ho...or jo Businessman ho wo prefer kerte hain Job kerta ho...
- Some Parents apnni Familty me kerna chahte hain to...but after some time kuch wajohaat ki bina per waha nahi ho pata.
Is k elawa bhi or bohut se hain :embarasse
Atlast, I am dead sure k....Is generation bohut mushkalaat ka samna kere ge....kio k....Jis Larki ki shaadi 28 ya 30 me ho ge to wo apne Bacho ki soch ko Follow nahi ker sakain gain. Kio k jab un ka bacha 20 years ka ho ga to to khud 50+ hoon gain...So dodno k soch ka meyaar entirely Different ho ga.
Comment
- Media / Films ko dekh dekh ker Parents us ko Aplly kerne ki kosish kerte hain k... Abhi hamari beti perh rehe hai...Abhi Umer he kia hai us ki....but wo yeah bhool jate hain k Film/Drama Real life se hatt ker hote hain.
Comment