Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Fantasy World...!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Fantasy World...!!!

    Assalam o Alaikum...

    Dua he k sub theakh ho aur mazae me ho....:hohe:

    Kia app ki koi fantasy world he...:donno:....

    aksar raat ko sotey hue, akele beth kar ya awein time pass k lie app kisi dosri dunya me ghomne jatey he...:q:

    jaise kisi jaga jane ka dil chah raha ho to avein aankh bun kur k waha ho kar aa jae....kisi jaga ki saer kar li....kisi se mulaqat kar li......

    Kia app me itni power he...:donno:...visualise karne ki....:q:

    ya app k khayal me yeh fazool he...

    .

  • #2
    Re: Fantasy World...!!!

    Wa allaikum salaam munney tum bohat siyaney hotey jaa rahey ho apna elaj karwao 372-haha

    Achha thread hai. I like it.

    Main bachpan hi sey visualize karta chala aa raha hoon. Aap yaqin nahin karo gey keh Internet key aaney sey pehley meri soch huwa karti thi keh aisa koi tareeqa ho keh koi baat share ki jaey to ussey aik jaggah sey doosri jagah pohnchana aasan ho - Lafz "click" Internet ki eejad hai - magar click hi ki tarha merey zehn mein baat thi keh aik silseley sey doosra silsila chaley - yeh kaam Internet ney dikhaii.

    Main hamesha sochta hoon, visualize karta hoon keh agar main fulan duniya mein hoon to kaisa lagey - aksar sochta hoon keh 700 a.c. ley ker 1500 a.c. tak ki duniya kaisi thi jab Islam urooj per tha. Spain kitna haseen mulk hai, aur woh Islam key tabeh tha, us daur key log kaisey they? Rehn sehn kaisa tha?

    I really like to visualize all that.. Jannat kaisi ho gi? Jahnnum kaisi ho gi? (yeh alag baat hai keh aamir ko dekh ker jahanum ka darogha nazar aa jata hai 372-haha) - yes I do visualize a lot..

    aur waisey hi likhney walon ko visualize karna parrta hai, warna tehreer nahin likhi ja sakti :)
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Fantasy World...!!!

      waalikum asslam

      haan meri fantasy world hai aur bachpan se me kuch cheezon ko visualize krti chali aarahi hoon aur khushi hasil krti hoon....
      lakin wesi fantasy world nahi hai jesi writers poets wgera ki hoti hai
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: Fantasy World...!!!

        Mere khyaal se her koi visualize kerta he and its quite human. To tell you, I use to visualize many things and top of that is poor ppl help. Mein akser apni imagination mein yahi soochta hoon ke kaash mein bohat successful businessman ban jaoon. Mein kuch housing schemes banaon, kuch hospital and schools aur yeh sub prototype hoon. Jin mein munfarid asool hoon aur jo ke maximum human friendly hoon.

        I want to see the poor ppl on the top. Mein chahta hoon ke ghareeb ke buchay aur especially yateem buchay kuch aisa ker dikhaein ke dunia un ki takdeer per rashk karay. Mein insaaniyat ke bohat kaam aana chahta hoon. Apni capacity ke mutabik mein help to kerta hoon, but you see horizon is much more broader than our expectation. Manzil aasman he :d
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Fantasy World...!!!

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Mere khyaal se her koi visualize kerta he

          tumhara khyaal ghalat hai /hmmm
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: Fantasy World...!!!

            Originally posted by saraah View Post
            tumhara khyaal ghalat hai /hmmm
            Phir tumhara jawaab sahi he :shyy:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Fantasy World...!!!

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Mere khyaal se her koi visualize kerta he and its quite human. To tell you, I use to visualize many things and top of that is poor ppl help. Mein akser apni imagination mein yahi soochta hoon ke kaash mein bohat successful businessman ban jaoon. Mein kuch housing schemes banaon, kuch hospital and schools aur yeh sub prototype hoon. Jin mein munfarid asool hoon aur jo ke maximum human friendly hoon.

              I want to see the poor ppl on the top. Mein chahta hoon ke ghareeb ke buchay aur especially yateem buchay kuch aisa ker dikhaein ke dunia un ki takdeer per rashk karay. Mein insaaniyat ke bohat kaam aana chahta hoon. Apni capacity ke mutabik mein help to kerta hoon, but you see horizon is much more broader than our expectation. Manzil aasman he :d
              teray hospital main main free job karonga:taali:
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment

              • #8
                Re: Fantasy World...!!!

                Originally posted by D@y W@lk3r View Post

                kahin tu such to nahi bool raha
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Fantasy World...!!!

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  kahin tu such to nahi bool raha
                  gaer to sach bol raha hain to main bhi sach bol raha hoon:taali:
                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment

                  • #10
                    Re: Fantasy World...!!!

                    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                    gaer to sach bol raha hain to main bhi sach bol raha hoon:taali:
                    Mujay tere jese 1000 aur loogon ki zaroorat he. ja dhoond ke la :shyy:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Fantasy World...!!!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Mujay tere jese 1000 aur loogon ki zaroorat he. ja dhoond ke la :shyy:
                      is dunya main bohat hain, dear ham to muslman hoker is inssaniyaat ki kuch bhi khidmaat nahi ki jo yah goray kar rahay hain. Africa Aisa main baray baray project kar rahay hain. Lufthansa fully support karti hain.................
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment

                      • #12
                        Re: Fantasy World...!!!

                        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                        is dunya main bohat hain, dear ham to muslman hoker is inssaniyaat ki kuch bhi khidmaat nahi ki jo yah goray kar rahay hain. Africa Aisa main baray baray project kar rahay hain. Lufthansa fully support karti hain.................
                        I am witness. Agreed
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Fantasy World...!!!

                          Originally posted by Masood View Post
                          Wa allaikum salaam munney tum bohat siyaney hotey jaa rahey ho apna elaj karwao 372-haha

                          Achha thread hai. I like it.

                          Main bachpan hi sey visualize karta chala aa raha hoon. Aap yaqin nahin karo gey keh Internet key aaney sey pehley meri soch huwa karti thi keh aisa koi tareeqa ho keh koi baat share ki jaey to ussey aik jaggah sey doosri jagah pohnchana aasan ho - Lafz "click" Internet ki eejad hai - magar click hi ki tarha merey zehn mein baat thi keh aik silseley sey doosra silsila chaley - yeh kaam Internet ney dikhaii.

                          Main hamesha sochta hoon, visualize karta hoon keh agar main fulan duniya mein hoon to kaisa lagey - aksar sochta hoon keh 700 a.c. ley ker 1500 a.c. tak ki duniya kaisi thi jab Islam urooj per tha. Spain kitna haseen mulk hai, aur woh Islam key tabeh tha, us daur key log kaisey they? Rehn sehn kaisa tha?

                          I really like to visualize all that.. Jannat kaisi ho gi? Jahnnum kaisi ho gi? (yeh alag baat hai keh aamir ko dekh ker jahanum ka darogha nazar aa jata hai 372-haha) - yes I do visualize a lot..

                          aur waisey hi likhney walon ko visualize karna parrta hai, warna tehreer nahin likhi ja sakti :)
                          zaburdust....

                          phir visualise kar k aane k baad u ko kaisa feel hota he:donno:....
                          koi satisfaction type cheez hoti he...:donno:

                          kabhi future ko visualise kia:q:

                          btw kabhi qabar ko visualise kia372-scare
                          mujhe qabar ko visualise kar k bara dar lagta he

                          Comment

                          • #14
                            Re: Fantasy World...!!!

                            Originally posted by saraah View Post
                            waalikum asslam

                            haan meri fantasy world hai aur bachpan se me kuch cheezon ko visualize krti chali aarahi hoon aur khushi hasil krti hoon....
                            lakin wesi fantasy world nahi hai jesi writers poets wgera ki hoti hai
                            phir u ki fantasy world me kia he:donno:

                            aur kia setup/method hota he visualise karne ka:donno:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Fantasy World...!!!

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Mere khyaal se her koi visualize kerta he and its quite human. To tell you, I use to visualize many things and top of that is poor ppl help. Mein akser apni imagination mein yahi soochta hoon ke kaash mein bohat successful businessman ban jaoon. Mein kuch housing schemes banaon, kuch hospital and schools aur yeh sub prototype hoon. Jin mein munfarid asool hoon aur jo ke maximum human friendly hoon.

                              I want to see the poor ppl on the top. Mein chahta hoon ke ghareeb ke buchay aur especially yateem buchay kuch aisa ker dikhaein ke dunia un ki takdeer per rashk karay. Mein insaaniyat ke bohat kaam aana chahta hoon. Apni capacity ke mutabik mein help to kerta hoon, but you see horizon is much more broader than our expectation. Manzil aasman he :d
                              gud he
                              ustaad u sochte he yeh sub ya visualise bhi karte he:donno:

                              Comment

                              Working...
                              X