Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Kal k leay Aaj

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Kal k leay Aaj

    Aslamoalikum frnds:hii:

    me soch rahi thi(ap kahen ge ye konsa nai bata he aksar hi sochti rehti ho:khi:)to me ye soch rahi thi ham kiun na ye dekhen k ham apne kal k leay aj kia kia kar rahe hen?kisi bhi tarah ka kaam jo ap sochte hon k wo ager aj karen ge to kal faeda ho ga...sab share karen wo kaam:ekek:

  • #2
    Re: Kal k leay Aaj

    maine lotry li hai dekho faeda hota hia :hairdrayer:

    Comment

    • #3
      Re: Kal k leay Aaj

      main ny kal nahana tha aaj naha lia dekho ab kia hota hay

      Comment

      • #4
        Re: Kal k leay Aaj

        Originally posted by Khalil View Post

        oooh hoo ap to eid k eid nahaatay ho na:ys:

        Comment

        • #5
          Re: Kal k leay Aaj

          Originally posted by unity View Post
          Aslamoalikum frnds:hii:

          me soch rahi thi(ap kahen ge ye konsa nai bata he aksar hi sochti rehti ho:khi:)to me ye soch rahi thi ham kiun na ye dekhen k ham apne kal k leay aj kia kia kar rahe hen?kisi bhi tarah ka kaam jo ap sochte hon k wo ager aj karen ge to kal faeda ho ga...sab share karen wo kaam:ekek:
          jo hum abhi aur aaj karein gay uss ka faida yakeen kal ko uthain gay........... aaj hum takaleef uthain gay kal hamara acha hoga.....
          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: Kal k leay Aaj

            Originally posted by Khalil View Post
            main ny kal nahana tha aaj naha lia dekho ab kia hota hay
            ek kaam karein aap eid eid per naha kay dekho........... phir dekhna kia hota hai...372-haha
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Kal k leay Aaj

              Originally posted by unity View Post
              Aslamoalikum frnds:hii:

              me soch rahi thi(ap kahen ge ye konsa nai bata he aksar hi sochti rehti ho:khi:)to me ye soch rahi thi ham kiun na ye dekhen k ham apne kal k leay aj kia kia kar rahe hen?kisi bhi tarah ka kaam jo ap sochte hon k wo ager aj karen ge to kal faeda ho ga...sab share karen wo kaam:ekek:

              Wa Alaikum Aslam,

              Mein ne jo kul kia tha, us ka faida aaj mil raha he. Aur jo mein aaj ker raha hoon us ka faida inshallah kul zaroor milay ga. I want to be a successful businessman. Lets see how God helps me out to counter all the trials and hurdles on the way :think:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Kal k leay Aaj

                Originally posted by Khalil View Post
                main ny kal nahana tha aaj naha lia dekho ab kia hota hay
                Nahanay ke baad ummid kerta hoon ke tera nasha utar gaya ho ga :tasali:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Kal k leay Aaj

                  Originally posted by unity View Post
                  Aslamoalikum frnds:hii:

                  me soch rahi thi(ap kahen ge ye konsa nai bata he aksar hi sochti rehti ho:khi:)to me ye soch rahi thi ham kiun na ye dekhen k ham apne kal k leay aj kia kia kar rahe hen?kisi bhi tarah ka kaam jo ap sochte hon k wo ager aj karen ge to kal faeda ho ga...sab share karen wo kaam:ekek:
                  Wa allaikum salaam friendni :p

                  chhota sa dimagh hai aap ko usko itni takleef na diya karo - kharch ho jaey ga

                  Merey liyey maazi, haal aur mustaqbil is tarha aik doosrey sey jurrey huwey hain jaisey aik mala mein moti. Aap apney maazi ko faramosh nahin kar saktey aur usper agar apney haal ko behtar na karo gey aap bewaqoof ho - jisney haal ko behtar bnaney ki koshish ki hai, uskey liyey mustaqbil mein kamyabi ki zamanat hai.

                  Kal key liyey aaj hi ko base bnaya jata hai - ham logon ney Pakistan ko bigarrney mein yehi per to ghaflat sey kaam liya hai keh jo aaj hai wohi hai - kal kis ney dekhi hai - jabkeh aqalmand qaumein kal ka hi nahin balkeh aajey 100 saal aagey ka sochti hain - aur wohi qaumein kamyaab hain.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: Kal k leay Aaj

                    Originally posted by vvvcute View Post
                    maine lotry li hai dekho faeda hota hia :hairdrayer:
                    achaa gud...is k elawa bhi ager kuch he to bataen
                    Originally posted by Khalil View Post
                    main ny kal nahana tha aaj naha lia dekho ab kia hota hay
                    serious reply chaey mujhe

                    Originally posted by safia View Post
                    jo hum abhi aur aaj karein gay uss ka faida yakeen kal ko uthain gay........... aaj hum takaleef uthain gay kal hamara acha hoga.....
                    wo to he lekin ap ne bataya nahi k ese konse kaam hen jo ap aj kar rahi hen apne kal k leay:think:

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Wa Alaikum Aslam,

                    Mein ne jo kul kia tha, us ka faida aaj mil raha he. Aur jo mein aaj ker raha hoon us ka faida inshallah kul zaroor milay ga. I want to be a successful businessman. Lets see how God helps me out to counter all the trials and hurdles on the way :think:
                    gud..Allah apko kamyab businessman bnaey:dua
                    is k elawa or kuch share karen

                    Comment

                    • #11
                      Re: Kal k leay Aaj

                      Originally posted by unity View Post
                      achaa gud...is k elawa bhi ager kuch he to bataen
                      is k elaawa is k elaawaaa:think:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Kal k leay Aaj

                        Originally posted by Masood View Post
                        Wa allaikum salaam friendni :p

                        chhota sa dimagh hai aap ko usko itni takleef na diya karo - kharch ho jaey ga

                        Merey liyey maazi, haal aur mustaqbil is tarha aik doosrey sey jurrey huwey hain jaisey aik mala mein moti. Aap apney maazi ko faramosh nahin kar saktey aur usper agar apney haal ko behtar na karo gey aap bewaqoof ho - jisney haal ko behtar bnaney ki koshish ki hai, uskey liyey mustaqbil mein kamyabi ki zamanat hai.

                        Kal key liyey aaj hi ko base bnaya jata hai - ham logon ney Pakistan ko bigarrney mein yehi per to ghaflat sey kaam liya hai keh jo aaj hai wohi hai - kal kis ney dekhi hai - jabkeh aqalmand qaumein kal ka hi nahin balkeh aajey 100 saal aagey ka sochti hain - aur wohi qaumein kamyaab hain.
                        ji bilkul sahi farmaya ap nelekin ap ne ghor se nahi parha me ne poocha ese kia "kaam" hen jo ap aj apne kal k leay kar rahe hen:mm:

                        Comment

                        • #13
                          Re: Kal k leay Aaj

                          Originally posted by unity View Post
                          ji bilkul sahi farmaya ap nelekin ap ne ghor se nahi parha me ne poocha ese kia "kaam" hen jo ap aj apne kal k leay kar rahe hen:mm:
                          Parha hai ustani ji - aap ghussa na karein - per ignore kar diya hai keh kuchh vi naii 372-haha372-haha372-haha
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: Kal k leay Aaj

                            Originally posted by vvvcute View Post
                            is k elaawa is k elaawaaa:think:
                            ji is k elawa

                            Comment

                            • #15
                              Re: Kal k leay Aaj

                              Originally posted by Masood View Post
                              Parha hai ustani ji - aap ghussa na karein - per ignore kar diya hai keh kuchh vi naii 372-haha372-haha372-haha
                              :fight:

                              Comment

                              Working...
                              X