Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

shaadi mein khana

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • shaadi mein khana

    shaadi mein jo khana serve kiya jata hai hum uss per aisay tooooot partay hain jese hum ghar mein khana nahi khatay...... kuch log tu plate per K-2 ka pahaar bana letay hain..... aur jab khatay hain tu adhi plate bhi nahi nahi khatay aur itna khana lalach yaa hirras ki wajah se zaya kar detay hain...... jab khana ho tu agar plate bhar lay tu phir bhi theek hai lakin jab insaan khaa bhi nahi sakta tu itna khana plate mein rakhnay ki kiya zaroorat hoti hai.................. aap kiya kahte hain????
    sigpic

  • #2
    Re: shaadi mein khana

    Pehli Bar itna daloo k dosri baar milley ga nahi aur dosri bar itna daloo jasey pehli bar kahiaa he kuch nahi :dance2:

    yeh naadar asool hai logooo ka shadi mein khana kahney k laey372-haha
    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

    Comment

    • #3
      Re: shaadi mein khana

      Originally posted by safia View Post
      shaadi mein jo khana serve kiya jata hai hum uss per aisay tooooot partay hain jese hum ghar mein khana nahi khatay...... kuch log tu plate per K-2 ka pahaar bana letay hain..... aur jab khatay hain tu adhi plate bhi nahi nahi khatay aur itna khana lalach yaa hirras ki wajah se zaya kar detay hain...... jab khana ho tu agar plate bhar lay tu phir bhi theek hai lakin jab insaan khaa bhi nahi sakta tu itna khana plate mein rakhnay ki kiya zaroorat hoti hai.................. aap kiya kahte hain????

      Hamrey han logoo ka asla maqsad hota hai Khana khilaney waloo key besti kerna zaroori nahi hai k wo shadi he ho hum kisi be taqreeb k muqa per asey he Muzihra kartey hain

      darasal Khan to hum wohi khaa saktey hain jo hum daily khatey hain baqi ka khana hum gahr walooo ko tang karney k laey daltey hain ta k bad mein in ka khana kaam ho aur yeh shrmindgey mehsoos karyin
      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment

      • #4
        Re: shaadi mein khana

        insan ka pait bhat jata hain laiken niyat nehi bharti

        Comment

        • #5
          Re: shaadi mein khana

          Originally posted by safia View Post
          shaadi mein jo khana serve kiya jata hai hum uss per aisay tooooot partay hain jese hum ghar mein khana nahi khatay...... kuch log tu plate per K-2 ka pahaar bana letay hain..... aur jab khatay hain tu adhi plate bhi nahi nahi khatay aur itna khana lalach yaa hirras ki wajah se zaya kar detay hain...... jab khana ho tu agar plate bhar lay tu phir bhi theek hai lakin jab insaan khaa bhi nahi sakta tu itna khana plate mein rakhnay ki kiya zaroorat hoti hai.................. aap kiya kahte hain????

          is liya ap ki baat sy inspire ho k main ye faysela kia hain k meri chaleswain py lanuch boxes bana k diye jain gy ta k kkhna zayda b na ho aur log nadeedon ki terhan tootain b na khany pay :okq:
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment

          • #6
            Re: shaadi mein khana

            Assalaam-O-Alaikum

            Aap nay bohat hi aham mozuu per humari tawajoo dilwayi jis ka bayhadh shukriya.

            Jahan tak Shadi main khanay ki baat hay tou aksar log waqayi kaafi ziyda bhar laitay jaisay aik dost kisi dost say keh day kay yaar itni lambi line hay tu hi 2-3 logo kay liye lay aa, yaani aisay genuine case bhi hotay jaisay mujhay kabhi khana lainay kisi nay jaanay hi nahin diya, sab dost, bhai waghaira nahin ALI aap baithay hum lay aatay hain :) tou main gaya hi nahin aur waqayi jab woh aatay hain tou unki plate K2 kay pahaR say mushbihat rakhti thi... magar ALHAMDULILLAH hum jo laatay hain ussay khatam bhi kartay hain :)

            Aksar aisa bhi hota hay kay MAA/BAAP apnay bachoon kay liye bhi aik hi plate main khana bhar laitay hain jiss say plate main NORMAL say ziyada hi khana hojaata hay aur aap ko tou maloom hay bachay aksar KHEL KOOD main masroof rah kar khanay ki taraf kam hi mutwaja hotay hain aur khana bach jaata hay, isi liye WALDAIN ko chayeh kay woh bachoon ki fikar thoRi kam karain aur unki FITRAT ko pehchantay huway khanay kay ziya say parhaiz karain.

            Baaqi agar koi TAFREEH yaa MAIZBAAN ko neecha dikhanay kay liye aisa kar raha hay tou yeh bohat hi GHALAT aur TEHZEEB say giri hoyee harkat hay jisay humain AVOID karna chayeh.

            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

            FI Amaan ALLAH

            Originally posted by safia View Post
            shaadi mein jo khana serve kiya jata hai hum uss per aisay tooooot partay hain jese hum ghar mein khana nahi khatay...... kuch log tu plate per K-2 ka pahaar bana letay hain..... aur jab khatay hain tu adhi plate bhi nahi nahi khatay aur itna khana lalach yaa hirras ki wajah se zaya kar detay hain...... jab khana ho tu agar plate bhar lay tu phir bhi theek hai lakin jab insaan khaa bhi nahi sakta tu itna khana plate mein rakhnay ki kiya zaroorat hoti hai.................. aap kiya kahte hain????
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: shaadi mein khana

              Originally posted by thefire1 View Post

              aap nay umda wazahit ki............... mein chahti hoon kay jo log wakai khaasakte hain vo zaroor plate bhar kay khain agar plate bhar lee aur thora khaya aur baaki zaya kiya vo acha nahi hota..............
              sigpic

              Comment

              • #8
                Re: shaadi mein khana

                Originally posted by ashi View Post
                is liya ap ki baat sy inspire ho k main ye faysela kia hain k meri chaleswain py lanuch boxes bana k diye jain gy ta k kkhna zayda b na ho aur log nadeedon ki terhan tootain b na khany pay :okq:
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: shaadi mein khana

                  yup i agree... moti moti paendo auraton ko ban ker daena chahiey at the time of feast... i HATE 'EM...

                  Comment

                  • #10
                    Re: shaadi mein khana

                    Originally posted by safia View Post
                    shaadi mein jo khana serve kiya jata hai hum uss per aisay tooooot partay hain jese hum ghar mein khana nahi khatay...... kuch log tu plate per K-2 ka pahaar bana letay hain..... aur jab khatay hain tu adhi plate bhi nahi nahi khatay aur itna khana lalach yaa hirras ki wajah se zaya kar detay hain...... jab khana ho tu agar plate bhar lay tu phir bhi theek hai lakin jab insaan khaa bhi nahi sakta tu itna khana plate mein rakhnay ki kiya zaroorat hoti hai.................. aap kiya kahte hain????
                    phir baad me shaapar me daalna hota hia na is liye :ys:

                    Comment

                    • #11
                      Re: shaadi mein khana

                      This is the most annoying thing I observe in different occasions especially in marriage halls. People should eat decently like normal human being.
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: shaadi mein khana

                        khana kahin bhi khaya jaey tameez or tehzeeb se hi khana chaey,kuch log bare gandey tareeke se khate hen shadiyon me,bhai khana free he par paet to apna zati he na:fight:

                        Comment

                        • #13
                          Re: shaadi mein khana

                          Originally posted by unity View Post

                          waise mein sooch raha hoon is forum pe to saaray shareef buchay ban rahay hein, jo loog khana kharaab kerte hein wo kis forum pe hotay hein 372-scare
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: shaadi mein khana

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            waise mein sooch raha hoon is forum pe to saaray shareef buchay ban rahay hein, jo loog khana kharaab kerte hein wo kis forum pe hotay hein 372-scare
                            Strawberry ka reply parhen,ese log serf khate hen or par kar so jate hen,moty moty log:khi:

                            Comment

                            • #15
                              Re: shaadi mein khana

                              Originally posted by unity View Post
                              Strawberry ka reply parhen,ese log serf khate hen or par kar so jate hen,moty moty log:khi:
                              shuker he mera shumaar mootay loogon mein nahi hota 372-scare
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X