Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindgi Ka Haasil

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Zindgi Ka Haasil

    Originally posted by saraah View Post
    آپ میں سے کیا کوئی بتائے گا کیا زندگی کا حاصل ہوتا کیا ہے ؟؟؟
    hum sub aap ko zindgi ka hasil heee bata rahe thay..... ab zaroori tu nahi jo aap kay dil mein zindgi ka hassil ka maqsad hai vo heee hum batain tab jaa kay aap satisfy hoon...... the purpose of life differs person to person..... some people think life is nothing except entertainment.... some people think they have come her for worship of Allah.... some people think they have to earn money........... etc kuch log zindgi kay hassil ko khuda ki taraf mansoob karte hain aur kuch duniya ki taraf..... zindgi kay maqsad hatmi nahi..... it actually depends on you what you want to get the desired result.............
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: Zindgi Ka Haasil

      W.Salam Saraah

      mere mutabiq tu zindgi ka hasil ye hai ke Insaan aakhirat mein ALLAH ke samne surkhrooh ho jaye

      Comment

      • #18
        Re: Zindgi Ka Haasil

        meri zindagi ka hasil hain k main apni zindagi ko paa lon
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Zindgi Ka Haasil

          Walaikum Assalaam respected Saraah and Assalaam-O-Alaikum All

          Aap ka sawal paRha sab kay response bhi paRhay, apni rayay say agaha karna chata hoon aabi2cool kay style main, paishgi mazrat kay saath :)

          Zindagi ka haasil kia hay aur zindagi ka maqsad kia hay yeh do alag cheesain hain aur inn dono ki alag alag tafseel hain choonkay sawal zindagi kay haasil ka hi kia gaya hay iss liye main apnay jawaab ko zindagi kay haasil tak ki mehdood rakhoon ga.

          Zindagi ka haasil ki tashreeh ki jayay tou saaf zahir hota hay kay aisi baat jiss per insaan apnay aap say mutmayeen hokay uss ki zindagi ka yeh haasil raha hay aur woh iss say bayhadh mutmayeen hay kay jo kuch bhi uss nay iss zindagi main haasil kia hay uss ka ZAMEER usko uski malamat nahin karta aur jahan zameer nay malamat ki wahan sab haasil la-haasil hojaata hay aur woh apni zindagi ko AIK KOURA KAAGHAZ samajhta hay kay jahan uss nay likha tou bohat kuch magar haasil-e-tehreer srif aur srif aik SAADA KOURA KAAGHAZ!

          Meri zindagi ka MAQSAD yeh hay kay main apnay ZAMEER ko mutmayeen karoon, agar mera zameer mujh say mutmayeen hojaayay ga tou mera zindagi ki HAASIL mujhay mil jayay ga...

          Zameer ko mutmayeen karna itna asaan nahin hay, apnay aap say andar hi andar kitnay jahad karnay paRtay hain, magar phir bhi kabhi iss jang main haar jaata hoon tou kabhi fatah yaab hojaata hoon! Apnay zameer ko mutmayeen kar lia yaani aap nay TAQWA haasil kar lia, jiss nay TAQWA haasil kar lia uss nay IMAAN haasil karliya, jiss nay IMAAN haasil kar lia, uss nay iss FAANI zindagi ka haasil tou aik taraf apni abadi zindagi ka bhi haasil paa lia!!!

          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

          Fi Amaan ALLAH
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: Zindgi Ka Haasil

            Originally posted by thefire1 View Post

            aabi 3cool agaye hain:hairdrayer:
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment

            • #21
              Re: Zindgi Ka Haasil

              Originally posted by safia View Post
              if you want to ask that what on earth am i here for..... then i would like to say that my purpose of life is just to live and get the taste of life as eating, walking, studying and worshipping.............. aur kabhi kabhi tu zindgi ka haasil fazool sa lagta hai aur some time i feel proud but this all depend on mood....................
              Its mean k life totally depends on MOOOD......
              Isnt so?

              Comment

              • #22
                Re: Zindgi Ka Haasil

                Originally posted by bhataktii rooh View Post
                12 hotey tu behtar hota...:esmile:
                na tu,ko koi problem........................:esmile:
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment

                • #23
                  Re: Zindgi Ka Haasil

                  dead
                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment

                  • #24
                    Re: Zindgi Ka Haasil

                    No comments!
                    :oldie:
                    S T I L L W A I T I N G
                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: Zindgi Ka Haasil

                      Walekum Salam:hii:
                      zindagi ka hasil ye k Allah mujh se razi or me Allah se razi

                      Comment

                      • #26
                        Re: Zindgi Ka Haasil

                        Let me think .........

                        ...............

                        .....

                        ...

                        .

                        ERROR FOUND :(

                        Comment

                        • #27
                          Re: Zindgi Ka Haasil

                          zindagi ka haasil ishq ka gham
                          zindagi ka haasil chashm-e-purnam
                          zindagi ka haasil naghma-o-chang
                          zindagi ka haasil suroord-o-sargum
                          zindagi ka haasil aah-o-sitam
                          zindagi ka haasil ham aur tum
                          Last edited by Admin; 8 February 2010, 16:32.
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #28
                            Re: Zindgi Ka Haasil

                            Walekam-Aslam
                            hmmmmmmmm, well, well
                            in my opinion zindagi ka hasil is when u know how to live a balanced life.
                            matlab if u want make up some positive rules and follow them.
                            aap ko pata hona chaiye ke kia cheez aap ko duniya mein bhi success de sakti hai and akhrat mein bhi.

                            meri zindagi ka hasil yeh hai...... ke........believe in destiny..........
                            jo kismat mein hai woh hoker rahay ga and jo nahi woh nahi hoga:p
                            simple is that......
                            aur jab insan kismat per believe kerta hai then woh na tou kabhi kise say jealous hota hai, na kise ka bura chahta hai and most important apne aap ko ALLAH ke hawale ker dete hai and woh he kerta hai jo ALLAH chahta hai!
                            meri zinadagi ka tou yeh he hasil hai

                            Comment

                            Working...
                            X