Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

depression in women

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: depression in women

    wow.................
    es tarah b hota hay

    Comment


    • #17
      Re: depression in women

      Originally posted by safia View Post
      aksar khawateen depression ka shikaar hoti hain...... or i can say depression is more common in women as compare to men and i think it is happeining due to disgusting attitude of men to women.......

      khawateen per torture karna...... khawateen ko tang karna...... khawateen kay saath kharab attitude rakhna yeh casuses hain depression ka...... mein jitnay bhi male hain ek din hum khawateen ki baari bhi aae gi aur hum bhi chun chun kay hissab lain gay......................
      wo is liyah kay women na khush rehti hain aur na rehnay deti hain...........Simple:esmile:
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment


      • #18
        Re: depression in women


        Comment


        • #19
          Re: depression in women

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
          wo is liyah kay women na khush rehti hain aur na rehnay deti hain...........Simple:esmile:
          oye mamoun yeh kia keh rehay hoo
          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

          Comment


          • #20
            Re: depression in women

            Originally posted by BadMan View Post
            Asslam^o^Alycum
            Dear Safia.

            As u said that men are responsible for depression in women ???

            So Dear I m not agreed with u ........ :donno:


            Depression chahe kisi mein bhi ho chahe men mein ho ya women mein ho is ki wajah mere khayal se ghalat tawquat hain. IS ke ilawa apne Deen se doori bhi hai.

            Aj ke door mein mein nehi manta ke koi bhi aurat mard ka torture bardasht karti ho geeeeeeeee.
            i respect your point of view..... may be you are right............:salam:
            sigpic

            Comment


            • #21
              Re: depression in women

              women are victims of depression because they are SENSITIVE... men have nothing to do with it...

              Comment


              • #22
                Re: depression in women

                Originally posted by thefire1 View Post
                Assalaam-O-Alaikum

                Koi Uss Say Poochay Jo Ghar Ka baRa Hay
                Woh Kitnay Mahazoo Per Tanha KhaRa Hay!

                Aaj kal kay mehangayi, buray haalat kay dour main depression ka shikaar srif aurat nahi MARD hazraat bhi hain, din bhar bahar roti ki talaash main mazdoori, bachoon ki school fees, ghar ka kiraya, ghar ka raashan waghaira aaj kal kay MARD ko depression main mubtila kar daita hay, roz ki mahantaana (DihaRi) kamanay waala shakhs aayay din ki haRtaloon say sab say ziyada effect hota hay, jab kay haRtal karnay waalay apnay SIYASI MUFADAAT ki aaR main kuch bhi karnay say guraiz nahin kartay.

                Domestic voilence ka shikaar bhi aksar aisi hi aurtain hoti hain jinn ka taaluq aisay hi ghareeb maashray say hota hay jahan bachoon ki education ghurbat kay maaray nahin ho paati aur woh apnay baap ko Maa/beti per haath uthaata dekh kar khudh bhi iss cheeze ko "AURAT KO QABOO MAIN RAKHNAY" kay naam say nawaaztay hain aur hairat ki baat tou yeh bhi hay bohat see MAAYAIN bhi apnay baitoon ko iss kisam kay iqdaam karnay say nahin roktii balkay baitay ko mazeed iss tarah ki pitayi karnay ki talkeen karti hay taakay laRki qaboo main rahay!

                Agar haalat thik hoon, logon kay paas acha rozgaar ho, tou mujhay nahin lagta kay aik ba-shour insaan kisi bhi aurat per haath uthayay, haan agar aisi sourat main bhi koi haath uthaata hay tou meri nazar main woh shaks MENTALLY SICK hi hoga jo apnay say kamzoor aurat per haath utha kar iss FAKHR yaa MARD KI SHAAN samajhta hoga!

                Rahi baat aurat ki baari aayeygi tou woh gin ginn kar hisab lay gi, aisay aag bharkanay waalay statments humain avoid karnay chayeh, kiyonki hisab kitaab lainay ka kaam AURAT ya MARD ka nahin woh USS PAK PARWARDIGAAR ka hay aur yaqeen karain duniya main iss ki saza insaan paaata hay aur aakhirat main tou woh apnay kiye ka HISAAB bakhoobi bhugtay ga!

                May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                FI Amaan ALLAH
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: depression in women

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  oye mamoun yeh kia keh rehay hoo
                  sach kaha aur kuch nahi..All Izz Well:pgame:
                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment


                  • #24
                    Re: depression in women

                    hmmmmmmmmmmmmmmmmm

                    Comment

                    Working...
                    X