Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

AzaaN

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • AzaaN

    Aslamoalikum :hii:

    aik sawal poochna tha larkon se k ap me se kisi ne kabhi Azaan di?or kia azaan dena serf molvi sahab ka kaam hota he?ham aik taraf molvi sahab ko bara bura bhala bhi kehte hen lekin doosri taraf azaan dene ka kaam unhi k zime laga dia gya he...kia Islam me ye aik baqaida duty he k aik hi shaks de?:think:

  • #2
    Re: AzaaN

    Originally posted by unity View Post

    Wa Alaikum Aslam,

    Ji mein ne kabi aazan nahi di.

    Aur masaajad mein azaan koi bhi de sakta he, jo bhi pehlay aur waqt pe masjid aa jaye, aisi koi kahani nahi he ke aik he molvi ko azan dene ka theeka de diya jaye
    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: AzaaN

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      to theka kon deta he?parhe likhe log jo baten bari bnate hen ye kaam kiun nahi karte?subho sardi ho ya garmi azaan k leay molvi k hi mohtaj kiun hote hen?:think:

      Comment

      • #4
        Re: AzaaN

        Originally posted by unity View Post
        to theka kon deta he?parhe likhe log jo baten bari bnate hen ye kaam kiun nahi karte?subho sardi ho ya garmi azaan k leay molvi k hi mohtaj kiun hote hen?:think:
        o baba aisa nahi hota. Hamari masjid mein molvi sahab azan kum he dete hein, aksar aazan doosray akhbaab dete hein. Waise mein regular masjid janay walon mein se nahi hoon. Trendy hoon, jub dil hota he to regular ho jata hoon aur jub choorta hoon to kai kai weeks nai jata (siwaye jumma ki namaz ke). Aur waise bhi mujay azan dene mein thoori si hitch'kichahat he, akamat kerwa leta hoon :shyy:
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: AzaaN

          جی ہاں میں نے بہت مرتبہ اذان دی ہے اور بہت سی جگہاؤں پر دی ہے وجہ اسکی یہ ہے کہ اللہ پاک نے مجھے خوبوصورت آواز کا تحفہ دے رکھا ہے اس لیے لوگ فرمائش کرکے مجھ سے اذان دلواتے تھے اپنے محلے کی مسجد میں اکثر مغرب کی اذان یا پھر فجر کی اذان میں ہی دیا کرتا تھا اور جمعہ والے دن جمعہ کی دوسری اذان تو تھی ہی میرے ذمہ میرے قبلہ والد محترم علیہ رحمہ بہت خوش ہوا کرتے تھے میرے ازان دینے سے میری اذان میرے گاؤں بلکہ ساتھ والے دیہاتوں میں بھی مشہور تھی مگر اب بہت عرصہ بیت گیا اذان دیئے ہوئے اذان دینے کی بہت فضیلت آئی احادیث میں اللہ کریم کا آقا مدنی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کے توسط سے مجھ گناہ گار پر بہت خاص کرم تھا کہ مجھے یہ سعادت لوگوں کی فرمائش کے زریعے سے حاصل ہوتی رہی اور بار بار ہوتی رہی ۔ ۔
          باقی اذان دینا کسی مولوی کا کام نہیں مگر چونکہ یہ بہت زمہ داری کا کام ہے اور وقت مقررہ پر ہونا چاہیے اسی لیے ہر مسجد میں اس کے لیے علیحدہ سے ایک بندہ مقرر ہوتا ہے اور یہ اسکی ڈیوٹی ہوتی ہے ۔ ۔ ۔
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment

          • #6
            Re: AzaaN

            Originally posted by aabi2cool View Post

            Yaar tumhari khoobsoorat awaaz ka to mein bhi kail hoon. Rani mukerji jesi awaaz he teri :shyy:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: AzaaN

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Yaar tumhari khoobsoorat awaaz ka to mein bhi kail hoon. Rani mukerji jesi awaaz he teri :shyy:
              chawleen na mar meri awaz aur azan dono hi achi theen bahlay asad aur khalil se pouch layna
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment

              • #8
                Re: AzaaN

                Originally posted by aabi2cool View Post
                chawleen na mar meri awaz aur azan dono hi achi theen bahlay asad aur khalil se pouch layna
                Mujay yaad aaya Khalil ke brother ka accident hua he. Mein call ker ke poochta hoon, tu bhi call ker le
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: AzaaN

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Mujay yaad aaya Khalil ke brother ka accident hua he. Mein call ker ke poochta hoon, tu bhi call ker le
                  inna lilah e wa inna ilehe rajeooon ALLAh paak reham karay main to ab kal hi call karon ga
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment

                  • #10
                    Re: AzaaN

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    inna lilah e wa inna ilehe rajeooon ALLAh paak reham karay main to ab kal hi call karon ga
                    Just talked to Khalil. His brother got multiple fractures on Thigh, Shoulder, got operated but thank God he is out of danger.
                    Last edited by Mr. Sialkoty; 3 February 2010, 21:15.
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: AzaaN

                      Originally posted by unity View Post
                      Aslamoalikum :hii:

                      aik sawal poochna tha larkon se k ap me se kisi ne kabhi Azaan di?or kia azaan dena serf molvi sahab ka kaam hota he?ham aik taraf molvi sahab ko bara bura bhala bhi kehte hen lekin doosri taraf azaan dene ka kaam unhi k zime laga dia gya he...kia Islam me ye aik baqaida duty he k aik hi shaks de?:think:
                      meinay bhi kabhi azaan nahi di........ :lol
                      sigpic

                      Comment

                      • #12
                        Re: AzaaN

                        و عليكم السلام و رحمة الله

                        Originally posted by safia View Post
                        meinay bhi kabhi azaan nahi di........ :lol
                        par me jub chotti thii tu ghar main azaanein hii detii phirtii thii...:lol
                        .......................!!!!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: AzaaN

                          Originally posted by bhataktii rooh View Post
                          و عليكم السلام و رحمة الله

                          par me jub chotti thii tu ghar main azaanein hii detii phirtii thii...:lol
                          azaanein do kisam (kind) ki hoti hain ek azaan jo masjid mein molvi sahib detay hain aur dosri azaan subah saveray murga azaan deta hai..... yeh uss azaan ka zikar kar rehe hain jo masjid mein azaan hoti hai.... murgi wali azaan ki baat nahi kar rahe hain...............:garmi:
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: AzaaN

                            Originally posted by safia View Post
                            azaanein do kisam (kind) ki hoti hain ek azaan jo masjid mein molvi sahib detay hain aur dosri azaan subah saveray murga azaan deta hai..... yeh uss azaan ka zikar kar rehe hain jo masjid mein azaan hoti hai.... murgi wali azaan ki baat nahi kar rahe hain...............:garmi:
                            behna main bhi usiii azaan ka keh rahii hoon...:ys:
                            .......................!!!!!

                            Comment

                            • #15
                              Re: AzaaN

                              Originally posted by safia View Post
                              azaanein do kisam (kind) ki hoti hain ek azaan jo masjid mein molvi sahib detay hain aur dosri azaan subah saveray murga azaan deta hai..... yeh uss azaan ka zikar kar rehe hain jo masjid mein azaan hoti hai.... murgi wali azaan ki baat nahi kar rahe hain...............:garmi:
                              Hamaray aabi bhai pehlay masjid mein aazan diya kerte thay, lekin jub in ki awaz Rani Mukerji jesi ho gai to phir loogon ne inhein Murghay wali azan per laga dia
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X