Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Maafi Nama

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Maafi Nama

    Asalam alaikum dear friends,

    Asal mey, mey soch rahi thi k aaj mey aik maafi nama likhun, aur mujhey ziada kahaniyan nahi likhni ati hain ...sarey alfaaz gad-mad ho jatey hein tau sirf ye kehna chahun gi k agar jaaney, an-jaaney mey kaheen bhooley sey mey ney kisi ka bhi yahan dil dukhaya ho ga tau uss k liye mey dil sey maafi mangti hun :-$

    I'm serious, iss ko mazaq mey nahi leyna aur mujhey aap sab k replies yahan chahiein, not zabardasti ki maafi magar... I know aap log itney generous ho k ... :-D


    Allah pe Amaan :rose
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Maafi Nama

    wasalam

    accepted

    Comment


    • #3
      Re: Maafi Nama

      Wa salaam

      Yeh baat to main ney bhi kisi post mein likhi thi, aur aap ney yaad hai kya kaha tha

      Aur bhaii kabhi behno sey aisey khafa nahin hotey keh unhein muafi deney ki nobat aaey :)
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: Maafi Nama

        Originally posted by ummid View Post
        wasalam

        accepted
        :hug:
        Originally posted by Masood View Post
        Wa salaam

        Yeh baat to main ney bhi kisi post mein likhi thi, aur aap ney yaad hai kya kaha tha

        Aur bhaii kabhi behno sey aisey khafa nahin hotey keh unhein muafi deney ki nobat aaey :)
        pehley thanks :-D

        aur kya kaha tha 372-scare
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Maafi Nama

          Originally posted by Z. View Post
          aur kya kaha tha 372-scare
          ..... keh naey saal per muafi maangey ki kya zaroroat thi :D
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #6
            Re: Maafi Nama

            Originally posted by Z. View Post
            Asalam alaikum dear friends,

            Asal mey, mey soch rahi thi k aaj mey aik maafi nama likhun, aur mujhey ziada kahaniyan nahi likhni ati hain ...sarey alfaaz gad-mad ho jatey hein tau sirf ye kehna chahun gi k agar jaaney, an-jaaney mey kaheen bhooley sey mey ney kisi ka bhi yahan dil dukhaya ho ga tau uss k liye mey dil sey maafi mangti hun :-$

            I'm serious, iss ko mazaq mey nahi leyna aur mujhey aap sab k replies yahan chahiein, not zabardasti ki maafi magar... I know aap log itney generous ho k ... :-D

            Allah pe Amaan :rose
            w/salam.

            :think:

            tum nay kabhi dil he nahe dukhaya to muaf kaisay kardoN :donno:

            aisa karo pehlay mera dil dukhao phir sochoN ga :taali:
            That's Enough...!!

            Comment


            • #7
              Re: Maafi Nama

              Originally posted by Masood View Post
              ..... keh naey saal per muafi maangey ki kya zaroroat thi :D
              :-D

              Sorry!! now i understand k insaan ko kabhi kabhi zaroorat perh jati hai maafi mangney ki :-D :-$
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #8
                Re: Maafi Nama

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                w/salam.

                :think:

                tum nay kabhi dil he nahe dukhaya to muaf kaisay kardoN :donno:

                aisa karo pehlay mera dil dukhao phir sochoN ga :taali:
                bas theek hai... maafi mangney ki list sey aap ka naam hata deyti hun :-D
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: Maafi Nama

                  Originally posted by Z. View Post
                  :hug:

                  you are always welcome :hug:

                  Comment


                  • #10
                    Re: Maafi Nama

                    Originally posted by Z. View Post
                    :-D

                    Sorry!! now i understand k insaan ko kabhi kabhi zaroorat perh jati hai maafi mangney ki :-D :-$
                    yeh samajh tumhein meri post delete karwa ker hi aani thi :D :D :D
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #11
                      Re: Maafi Nama

                      Originally posted by Z. View Post
                      bas theek hai... maafi mangney ki list sey aap ka naam hata deyti hun :-D
                      tumharay andar dil dukhanay ki himmat hai nahe aur aiveen muafiyaaN mangti ho
                      That's Enough...!!

                      Comment


                      • #12
                        Re: Maafi Nama

                        Originally posted by ummid View Post
                        you are always welcome :hug:
                        :rose
                        Originally posted by Masood View Post
                        yeh samajh tumhein meri post delete karwa ker hi aani thi :D :D :D
                        :-D
                        Ainda mey samaj ker kisi post pe reply kiya karun gi
                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        tumharay andar dil dukhanay ki himmat hai nahe aur aiveen muafiyaaN mangti ho
                        Mey ney tau aaj khaney pe bhi sab pe maafi mangi :-$ ...ye alag baat hai k bhai sab kehtey hein k abhi tau shekayaton k daftar khaulney hein ham ney :-D
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #13
                          Re: Maafi Nama

                          Originally posted by Z. View Post
                          Asalam alaikum dear friends,

                          Asal mey, mey soch rahi thi k aaj mey aik maafi nama likhun, aur mujhey ziada kahaniyan nahi likhni ati hain ...sarey alfaaz gad-mad ho jatey hein tau sirf ye kehna chahun gi k agar jaaney, an-jaaney mey kaheen bhooley sey mey ney kisi ka bhi yahan dil dukhaya ho ga tau uss k liye mey dil sey maafi mangti hun :-$

                          I'm serious, iss ko mazaq mey nahi leyna aur mujhey aap sab k replies yahan chahiein, not zabardasti ki maafi magar... I know aap log itney generous ho k ... :-D


                          Allah pe Amaan :rose
                          walekumasslam

                          aisay kesay
                          pehlay mujhe makhan lagao :ys: meray hath pair dabao
                          phir minnaten karo
                          :ys:
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment


                          • #14
                            Re: Maafi Nama

                            Walekum Salam:hii:
                            u itni piyari member ho or meri bohat fav...u kese kisi ka dil dukha sakti ho..mera to kabhi nahi...hamesha khush raho:rose

                            Comment


                            • #15
                              Re: Maafi Nama

                              Originally posted by Z. View Post
                              Asalam alaikum dear friends,

                              Asal mey, mey soch rahi thi k aaj mey aik maafi nama likhun, aur mujhey ziada kahaniyan nahi likhni ati hain ...sarey alfaaz gad-mad ho jatey hein tau sirf ye kehna chahun gi k agar jaaney, an-jaaney mey kaheen bhooley sey mey ney kisi ka bhi yahan dil dukhaya ho ga tau uss k liye mey dil sey maafi mangti hun :-$

                              I'm serious, iss ko mazaq mey nahi leyna aur mujhey aap sab k replies yahan chahiein, not zabardasti ki maafi magar... I know aap log itney generous ho k ... :-D


                              Allah pe Amaan :rose
                              jab aap ne kuch b nahi kia tu maafi kis baat ki .......society mein jitni logon ki care karo gay utni log aap ka dil dukhain gay..... agar life mein iss tarah maafi mangti raho gi tu log aap ko khaa jain gay.....
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X