Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lets Talk About "3 IDIOTS"...!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Lets Talk About "3 IDIOTS"...!

    Originally posted by Faro View Post
    kiun bhi meri kiun?372-shed
    bas aisey hi :shyy::shyy::shyy:(title hi aisa hai) 372-haha
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #17
      Re: Lets Talk About "3 IDIOTS"...!

      Originally posted by Masood View Post
      Mohtram aur mukarram SAZ sahib :)

      Agar tabah-e-nazuk per nagwar na guzrey to yeh na'cheez kuchh kehney ki ijazat chahta hai. Umeed hai keh aap meri talkh-o-rookhi baat ko ta'hamul sey sunein gey...
      Paaaaa jeeee itni okhey okhey words aaap ko kasey yad reah jatey hain:think::think:
      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment


      • #18
        Re: Lets Talk About "3 IDIOTS"...!

        walaikum salam,
        Roshan bhai ney aik acha tabsara kiya. Mey sirf ye kahun gi k bas aik bollywood movie hi thi :lol

        Taarey Zameen per k baad 3idiots dekhi hai aur dono ki dekhney ki waja ummid :-D hai, I must say Taarey Zameen per mey ney agey apney friends ko recommend ki thi magar 3 idiots nahi ki ... :-$
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #19
          Re: Lets Talk About "3 IDIOTS"...!

          dekhi.... acchi movie hai... :rose...

          Comment


          • #20
            Re: Lets Talk About

            Walaikum Assalam...

            Film buhat achi thi.......is ko dekhne k bad me ki knowledge me kafi izafa hua...aur me ko apna buchpan yaad agaya ...

            kher aik chez jo seekhi...jis word ka matlab na pata ho wo use nahi karna chahie...warna chamatkar ho jata he

            Comment


            • #21
              Re: Lets Talk About

              Originally posted by MSA View Post
              Walaikum Assalam...

              Film buhat achi thi.......is ko dekhne k bad me ki knowledge me kafi izafa hua...aur me ko apna buchpan yaad agaya ...

              kher aik chez jo seekhi...jis word ka matlab na pata ho wo use nahi karna chahie...warna chamatkar ho jata he
              372-haha372-haha
              sigpic

              Comment


              • #22
                Re: Lets Talk About

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                372-haha372-haha
                u ko kis bat pe hasi aae

                Comment


                • #23
                  Re: Lets Talk About

                  Originally posted by MSA View Post
                  u ko kis bat pe hasi aae
                  u ki iak baat yaad aagaeey thi :lol
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: Lets Talk About

                    Originally posted by thefire1 View Post
                    Walaikum Assalaam

                    Main nay dekhi hay woh MOVIE aur main movie jab bhi dekhta hoon uss say koi message seekhta hoon, gokay entertainment aik aham part hota hay, ab chahay movie english ho, arabic ho, pakistani ho, ya phir indian.

                    3 Idiots is a must watch movie, jaisay "taaray zameen per" thi aur "Paa".

                    Iss main jo bohat hi aham baat batayain gayin hain unmay sab say pehli yeh hay kay INSAAN humesha SUCCESS kay peechay bhagta hay, aur jo kuch aur jinn marahil say woh guzarta hay apni success kay liye woh unn cheeson ko bas sarsari tour per zehanasheen karlaita hay, jabkay usoolan insnaan ko success nahin balkay EXELLENCE ko apnana chahyeh, zindagi kay har IMITHAAN ko enjoy karna chayeh aur comfortfully har cheese ko aik challenge samajh kar face karna chayeh, taakaay aap EXELLENCE ko apna sakain kiyonki jab aap EXELLENT hogain tou SUCCESS khudh ba khudh aap kay qadam choomay gi.

                    Aik aur message jo iss film say mila kay Apnay DIL ko kabhi bhi kisi bhi parishaani aur gham say overcome naa honay do kiyonki kamzoor dil insaan ko bhi kamzoor bana daita hay aur praishaani uss kay sochnay samajhnay ki quwaat ko khatam kardaiti hay, isi liye jab bhi koi parishaani aati thi woh sab "Aaal Izzz Welll" means "All is well" keh kar ussay dour kartay thay aur usay hal karnay kay liye apnay zehan ka istimaal kartay thay!

                    Aap ko jiss zindagi main jiss field main satisfaction hoo usay apnayeh aur apnay bachoon ko bhi pressurised naa karain kay aap ko Doctor banna hay, aap ko engineer banna hay waghaira waghaira, balkay jiss main bacha khush hoo ussay usi kaam ko karnay ki ijaazat dain iss say woh DIL say kaam karay ga aur apni field main exellence paida karay ga!

                    Darr insaan ka sab say baRa dushman hota hay, isi liye darr ko dil say nikaal kar insaan ko humesha POSITIVE thinking rakhni chayeh.

                    Education main relaxation dainay say bachoon kay zehan bohat mazboot hotay hain jab kay taleem ko bojh samajh kar paRhnay say aksar insaan apnay aap ko pairshanion main mubtulla kar laita hay aur over-pressure baaz auqaat uss ko KHUDHKHUSHI per bhi amaada kar daiti hay.

                    Mohabbat karoo tou uss ka izhaar na karoo. larki khudh karay giiii aur woh bhi pooray DAS saal baad :lol yeh samajh nahin aaya waisay 372-haha

                    Thanks for your patience, baaqi RESPECTED SAARAH khudh batayain giin :)

                    Take care

                    Fi Amaan ALLAH
                    mery khayal maiN mujhay film he daikh layni chaheay
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #25
                      Re: Lets Talk About

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                      mery khayal maiN mujhay film he daikh layni chaheay
                      tu pher zaror dekhn :D

                      Comment


                      • #26
                        Re: Lets Talk About "3 IDIOTS"...!

                        Originally posted by saraah View Post
                        asslamoalikum Respected Members/shade
                        • aap me se kis kis ne indian movie 3 idots dekhi hai
                        • aap ki kya raaye hai iss movie k baray me
                        • kya aap iss pe ek achaa tabsara krnay k qabil hain???

                        agar hain tou kijiye :thmbup:
                        • agar tabsra nae kr sktay tou yeh batayen aapko kesi lagi
                        • aap ne kya seekha
                        • aap ko iss me achaa kya laga
                        • aur bura kya laga

                        its a serious topic...keep in mind :thmbup:
                        Mein ne nahi dekhi Saraah bibi :think:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Lets Talk About

                          Originally posted by MSA View Post
                          Walaikum Assalam...

                          Film buhat achi thi.......is ko dekhne k bad me ki knowledge me kafi izafa hua...aur me ko apna buchpan yaad agaya ...

                          kher aik chez jo seekhi...jis word ka matlab na pata ho wo use nahi karna chahie...warna chamatkar ho jata he
                          Bachpan matlab, aap jawabn kab huway humain tou pata hi nahin chala :lol 372-haha

                          lolzz @ chamatkar
                          sigpic

                          Comment


                          • #28
                            Re: Lets Talk About

                            :lol
                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            mery khayal maiN mujhay film he daikh layni chaheay
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Lets Talk About

                              ap bhi dekh lain, magar be careful... kuch aisay thofay hain jo qubool nahin karna I mean ankhoon per haath rakh laina :lol

                              Originally posted by Nadia khan View Post
                              tu pher zaror dekhn :D
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Lets Talk About

                                Originally posted by thefire1 View Post
                                Bachpan matlab, aap jawabn kab huway humain tou pata hi nahin chala :lol 372-haha

                                lolzz @ chamatkar
                                to me ne kia app ko bata k jawan hona tha372-haha

                                Comment

                                Working...
                                X