Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~*~ Imtihaan ~*~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~*~ Imtihaan ~*~

    Assalamo Allaikum

    Ham log zindagi mein bohat sarey imtihano sey guzartey hain, balkeh zindagi ba'zaat-e-khud aik imtihan hai. Yeh zindagi khatam ho jati hai magar imtihaan nahin...

    Yeh btaiyey keh aap zindagi mein aisey kaun kaun sey imtihaan hain jin sey ghabratey hain?

    Kya aisa koi imtihaan hai jisko hal karney sey aap ko khof aata hai?

    Madrisey, School, College, Uni mein aisey kaun sey subjects they jin key imtihano sey aap ko khof aata tha ya jinhein detey waqt aap ko pareshani hoti thi?

    In best Zinia-way.... SHOOT IT
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: ~*~ Imtihaan ~*~

    Originally posted by Masood View Post
    Assalamo Allaikum
    walikuam-o-salam:salam:

    Originally posted by Masood View Post
    Ham log zindagi mein bohat sarey imtihano sey guzartey hain, balkeh zindagi ba'zaat-e-khud aik imtihan hai. Yeh zindagi khatam ho jati hai magar imtihaan nahin...
    zindgi naam hai mar mar k jiye janey ka:shyy:

    Originally posted by Masood View Post
    Yeh btaiyey keh aap zindagi mein aisey kaun kaun sey imtihaan hain jin sey ghabratey hain?
    imtihaan koi be ho ghabraht fitri amal hai:donno:

    Originally posted by Masood View Post
    Kya aisa koi imtihaan hai jisko hal karney sey aap ko khof aata hai?
    dunia k imtihaan to guzar he jatey hain per akhirat ka imtihaan mushkilll hai jis key tyariii be nahi hai

    Originally posted by Masood View Post
    Madrisey, School, College, Uni mein aisey kaun sey subjects they jin key imtihano sey aap ko khof aata tha ya jinhein detey waqt aap ko pareshani hoti thi?
    is ko mazaq mat samjey ga hai haqeeqat

    ager yeh papers etc key bat hai to asey tensions tab hoti hain jab banda kuch hosh sambhlta hai

    marey laey sab sey bara imtihaan tab hota tha jab mein 5th class mein tha aur Hamrey teacher mashAllah sey hakeem be thay

    ek village ka Taat culture school oper sey teacher hakeem

    Hum first 7 roll numbers key bari hoti theeee jaari bootiyan akhti karna jab koi dawa tyra karni hoti theeeee yeh real imtihaan tha marey laey jungle jungle aur ek ek jaga ghoomna tab ja k matlooba samna akhta hona aur phir kabi kaber galt zari booti laney k waja sey chitr prade alag
    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

    Comment


    • #3
      Re: ~*~ Imtihaan ~*~

      waalikum asslam

      me boht buzdil hoon har trah k imtihaan se ghabraati hoon
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #4
        Re: ~*~ Imtihaan ~*~

        Originally posted by saraah View Post
        waalikum asslam

        me boht buzdil hoon har trah k imtihaan se ghabraati hoon

        buzdil buzdil:shyy:
        I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

        Comment


        • #5
          Re: ~*~ Imtihaan ~*~

          Originally posted by Tanha Hassan View Post
          buzdil buzdil:shyy:
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #6
            Re: ~*~ Imtihaan ~*~

            Originally posted by Masood View Post
            Assalamo Allaikum

            Ham log zindagi mein bohat sarey imtihano sey guzartey hain, balkeh zindagi ba'zaat-e-khud aik imtihan hai. Yeh zindagi khatam ho jati hai magar imtihaan nahin...

            Yeh btaiyey keh aap zindagi mein aisey kaun kaun sey imtihaan hain jin sey ghabratey hain?

            Kya aisa koi imtihaan hai jisko hal karney sey aap ko khof aata hai?

            Madrisey, School, College, Uni mein aisey kaun sey subjects they jin key imtihano sey aap ko khof aata tha ya jinhein detey waqt aap ko pareshani hoti thi?

            In best Zinia-way.... SHOOT IT
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: ~*~ Imtihaan ~*~

              Yeh Haadisay Jeevan Main kaee Baar Huvay hain
              :oldie:
              S T I L L W A I T I N G
              sigpic

              Comment


              • #8
                Re: ~*~ Imtihaan ~*~

                Originally posted by saraah View Post
                :jc:
                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                Comment


                • #9
                  Re: ~*~ Imtihaan ~*~

                  Originally posted by Masood View Post
                  Assalamo Allaikum

                  Ham log zindagi mein bohat sarey imtihano sey guzartey hain, balkeh zindagi ba'zaat-e-khud aik imtihan hai. Yeh zindagi khatam ho jati hai magar imtihaan nahin...

                  Yeh btaiyey keh aap zindagi mein aisey kaun kaun sey imtihaan hain jin sey ghabratey hain?

                  Kya aisa koi imtihaan hai jisko hal karney sey aap ko khof aata hai?

                  Madrisey, School, College, Uni mein aisey kaun sey subjects they jin key imtihano sey aap ko khof aata tha ya jinhein detey waqt aap ko pareshani hoti thi?

                  In best Zinia-way.... SHOOT IT
                  Walekum Salam:hii:
                  jesa k apne khud kaha k ye puri zindagi hi aik emtehan he,to me har tarah k emteham me Allah se madad mangti hun.dua karti rehti hun k Allah ese kisi bhi emtehan me na dale jo mere leay mushkil ho or ager emtehan me par jaun to Allah meri madad kare.baki subho sawere sardi me bistar se nikalna bhi aik daily ka emtehan he jis me kamyabi Allah ki madad se hi milti he mujhe:shyy:
                  or school life me mujhe maths mushkil lagta tha:garmi:
                  or axams k dino me,mein bilkul relax rehnti thi,jo tension uthani hoti thi wo bas pehle pehle

                  Comment


                  • #10
                    Re: ~*~ Imtihaan ~*~

                    meko exams sy i mean imtihanat sy khof ni ata:manicure:
                    bash result sy na372-scare
                    khof is bat ka hota hai k aww perc gir gai to372-scare
                    grade acha na raha to372-scare
                    sary ques atemp na kr ski to
                    to to to :donno:
                    school life main math sy bri chir thi ina fuzol sub lgta tha372-shed
                    paper dy kr ghar aty hi keh deti questionz easy thay bas solutions ka kuch nai keh skti:manicure:
                    pass ho hi jana hai :manicure:
                    n ami ji b buht pareshan raha krti thi k mujy math q ni psand even main math k paper main b relax rehti n ghar main ami ji room k najany kitny chakar laga chuki hoti

                    n ab to accounts n maths me k fav hainteddy
                    herat hai ina change:think:
                    ab economics k pap main bra dr ;gta hai
                    buht boring hai372-shed

                    Comment


                    • #11
                      Re: ~*~ Imtihaan ~*~

                      Walaikum Asslam...

                      kuch bhi mushkil nahi lagta tha...kyun k paper se pehle unhe dekhta hi nahi tha
                      bus paper se 1'2 din pehle hi mushkil lagta tha infact tension hoti thi pass kaise hounga
                      per paper k bad lagta tha itna halwa paper he agur 2 din perhne se mere 40 number ajein ge to shru se perhta to top kur leta....

                      Comment


                      • #12
                        Re: ~*~ Imtihaan ~*~

                        Walaikum Assalaam Masood Bhai

                        Zindagi main insaan bohat say imtihanaat say guzarta hay, kuch main kamyab hota hay kuch main na-kaam, kamyaabi per khushi aur nakami per afsoos, phir nakaami say seekhta hua phir imithaan main lag jaata hay aur poori kooshish karta hay kay apni nakamiyon say seekhay huay sabaq ko azmaa kar kamyaabi haasil karta rahay aur iss tag-o-doo main poori zindagi basar kar daita hay.

                        Main duniya kay kisi imithaan say nahin ghabraata aur sabar ki dua karta hoon srif aur srif aik hi imithaan say jiss say main bohat ghabraata hoon aur badnaseebi iss baat ki hay uss imithaan ka result duniya main nahin mil sakta, woh tou aakhirat main hi pata chalay ga, ALLAH Rab-ul-IZZAT say yehi dua kay IMAAN per khatma karay kiyonki achay achay aabid bhi KHATMAY kay waqt dagmaga jaatay hain.

                        May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                        FI Amaan ALLAH


                        Originally posted by Masood View Post
                        Assalamo Allaikum

                        Ham log zindagi mein bohat sarey imtihano sey guzartey hain, balkeh zindagi ba'zaat-e-khud aik imtihan hai. Yeh zindagi khatam ho jati hai magar imtihaan nahin...

                        Yeh btaiyey keh aap zindagi mein aisey kaun kaun sey imtihaan hain jin sey ghabratey hain?

                        Kya aisa koi imtihaan hai jisko hal karney sey aap ko khof aata hai?

                        Madrisey, School, College, Uni mein aisey kaun sey subjects they jin key imtihano sey aap ko khof aata tha ya jinhein detey waqt aap ko pareshani hoti thi?

                        In best Zinia-way.... SHOOT IT
                        sigpic

                        Comment


                        • #13
                          Re: ~*~ Imtihaan ~*~

                          Originally posted by unity View Post
                          or school life me mujhe maths mushkil lagta tha
                          math aksar larkiyon ko mushkil hi lagta hai - magar tankhwaa khoob gin leti hain 372-haha 372-haha
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #14
                            Re: ~*~ Imtihaan ~*~

                            Originally posted by Masood View Post
                            math aksar larkiyon ko mushkil hi lagta hai - magar tankhwaa khoob gin leti hain 372-haha 372-haha
                            372-haha

                            Comment


                            • #15
                              Re: ~*~ Imtihaan ~*~

                              :lol
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X