Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

چوری

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • چوری

    Asalam alaikum,

    Aap چوری ko kaisey define kertey hein? Kya ye lafz چوری sirf cheezo.n ki چوری tak mehdood hai ya iss k ander aur bhi bohot saari cheezein ati hein? aur wo aap k nazdeeq kaun kaun si hein?

    shoot it...
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: چوری

    Originally posted by Z. View Post

    chori jasa kay koi aapka dil churaa lay .or phir maanay bhi naa..or aap ki zindagi saari ki saari uss chor ko pakarnay me lag jayee

    Comment

    • #3
      Re: چوری

      Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
      chori jasa kay koi aapka dil churaa lay .or phir maanay bhi naa..or aap ki zindagi saari ki saari uss chor ko pakarnay me lag jayee
      Shabash!! :oldie:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: چوری

        Originally posted by Z. View Post
        Shabash!! :oldie:
        thankuu:shyy:
        mazeed yay kay chori wohi cheez ki jaai ha jo aapki nahi ha ...or aap ussay uss kay maalik ko bagair itelaah kay uthaa laytay hian ..chahay koi bhi cheez ho ...:d1:
        abb me ko star dain :shyy:

        Comment

        • #5
          Re: چوری

          Walaikum Assalam

          kisi se poche bagher us ki cheez ko istemal karna kisi ke kaam/daam/naam/repu. waghera ko:donno:

          Comment

          • #6
            Re: چوری

            Originally posted by Qabil-e-Nafrat View Post
            thankuu:shyy:
            mazeed yay kay chori wohi cheez ki jaai ha jo aapki nahi ha ...or aap ussay uss kay maalik ko bagair itelaah kay uthaa laytay hian ..chahay koi bhi cheez ho ...:d1:
            abb me ko star dain :shyy:
            :clap::clap::clap:

            ab lagta hai u waqaee officer bun gaye ho...:salam:
            Last edited by BhaTaktii RooH; 15 January 2010, 13:50.
            .......................!!!!!

            Comment

            • #7
              Re: چوری

              Walekum Salam:hii:
              kisi ki cheez bagher us ki ijazat k le lena chori he,wo chahe koi shey ho ya kuch bhi,chahe kisi ki ID ya account..sab chori me ata he

              Comment

              • #8
                Re: چوری

                wasalam
                yar me ne ek mazmoon parha tha.... accha howa tha save kar liya tha... ab aap bhi parh lo... :wink

                http://www.pegham.com/gallery/files/...m_original.gif

                Comment

                • #9
                  Re: چوری

                  Originally posted by ummid View Post
                  wasalam
                  yar me ne ek mazmoon parha tha.... accha howa tha save kar liya tha... ab aap bhi parh lo... :wink

                  http://www.pegham.com/gallery/files/...m_original.gif
                  thanx btane ka:thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: چوری

                    Walaikum Assalaam

                    Jaisa kay sab nay hi keh dia kay kisi ko batayay baghair uss ki cheese ka istmaal karna.... iss kay ilaawa aik chori woh bhi hay jo hum sar-e-aam kartay hain jaisay KUNDAY laga kar bijli ki chori karna, namazoon ki chori karna, paRhyee ki chori karna, Naap toul main chori karna, logon ka maal chori karna, telephone connection chori karna, internet connection chori karna, kisi ki bijli chori karna, yaani jahan mouqa mila wahan apnay IMAAN ko dayoo per rakh kar srif yehi socha kay koi nahin dekh raha wahan uss cheese ka istimaal karna jiss per humara koi HAQ nahin magar hum yeh bhool jaatay hain kay jahan koi nahin dekhta wahan aap ki iss chori ka GAWAAH srif aur srif ALLAH SWT hota hay aur woh shakhs waqayi baRa badqimsat hay jiss kay gunaah ki SHAHDAT ALLAH SWT khudh dain :(

                    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                    Fi amaan ALLAH

                    Originally posted by Z. View Post
                    Asalam alaikum,

                    Aap چوری ko kaisey define kertey hein? Kya ye lafz چوری sirf cheezo.n ki چوری tak mehdood hai ya iss k ander aur bhi bohot saari cheezein ati hein? aur wo aap k nazdeeq kaun kaun si hein?

                    shoot it...
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Originally posted by ummid View Post
                      wasalam
                      yar me ne ek mazmoon parha tha.... accha howa tha save kar liya tha... ab aap bhi parh lo... :wink

                      http://www.pegham.com/gallery/files/...m_original.gif
                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Walaikum Assalaam

                      Jaisa kay sab nay hi keh dia kay kisi ko batayay baghair uss ki cheese ka istmaal karna.... iss kay ilaawa aik chori woh bhi hay jo hum sar-e-aam kartay hain jaisay KUNDAY laga kar bijli ki chori karna, namazoon ki chori karna, paRhyee ki chori karna, Naap toul main chori karna, logon ka maal chori karna, telephone connection chori karna, internet connection chori karna, kisi ki bijli chori karna, yaani jahan mouqa mila wahan apnay IMAAN ko dayoo per rakh kar srif yehi socha kay koi nahin dekh raha wahan uss cheese ka istimaal karna jiss per humara koi HAQ nahin magar hum yeh bhool jaatay hain kay jahan koi nahin dekhta wahan aap ki iss chori ka GAWAAH srif aur srif ALLAH SWT hota hay aur woh shakhs waqayi baRa badqimsat hay jiss kay gunaah ki SHAHDAT ALLAH SWT khudh dain :(

                      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                      Fi amaan ALLAH
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #12
                        Re: چوری

                        Originally posted by Z. View Post
                        shoot it...
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: چوری

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          too bad! :oldie:
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: چوری

                            Originally posted by Z. View Post
                            too bad! :oldie:
                            me ko jis ka pata tha us par amal kia chori word to me nay pehli baar suna hai :think:
                            That's Enough...!!

                            Comment

                            • #15

                              Working...
                              X