Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

*********modernization**********

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • *********modernization**********

    salam pegham:hii:

    ap k nazdeek modernization kia hain?


    in our rawaya jaat?

    in our dressing?:smilie2:

    in our talks

    in our behaviour372-shed

    in our livings?

    kia modernization humray in seb facts per aser andaaz hoti hain ya ho sakti hain?:donno:

    :pgame:
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: *********modernization**********

    Originally posted by ashi View Post
    salam pegham:hii:

    ap k nazdeek modernization kia hain?

    waslaam

    مشرف دور کا روشن خیال اعتدال پسند پاکستان
    /oooo
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #3
      Re: *********modernization**********

      Assalaam-O-Alaikum

      Har era main insan ka living standard aur jeenay ka andaaz badla hay, dour wohi raha magar insaan ka mizaaj, uski soch, uskay istimaal kiye jaanay waalay aalaat badaltay rahay hain, pehlay kehti ya farming Bail cart (Ox-cart) say hoti thi ab Trackter aagayay hain, pehlay land line tou ab mobile phone..... jitna insaan ko shour milta gaya woh apnay liye asaaniyan paida karkay MACHINE per inhisaar karta raha... uss ka kaam tou asaan hogaya magar uss ki khudhmukhtaari ko aik bohat baRa jhatka laga, jo shaks dinn main meeloon paidal chal kar apnay kaam ko yaa school jaya karta tha aaj Car ya transport honay ki waja say tandoor paidal tak jaana ganwaara nahin karta... Modernization nay jahan insaan ko har kam jald az jald karnay per amaada kia hay wahi ussay Sust aur kaahil bhi bana dia hay, modernization nay jahan insaan ko aik nayi soch dee hay wahi usski apni values aur apni tehzeeb-o-tamadan ko kahin peechay daal dia hay...

      meri nazar main modernization ka sahi istimaal bohat zaroori hay, we shouldnt get carried away with everything in life. humari apni zindagi main har cheese ki aik haddh muqarrar honi chayeh jinn main social and moral values, religious instruction and prohibitions, respect for elders and love of minors.... sab kuch waqt kay saath saath tabdeel nahin hona chayeh, kiyonki darhaqeeqat WAQT nahin badal raha humari soch ka mayar badal raha hay!!!!

      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

      Fi Amaan ALLAH
      sigpic

      Comment


      • #4
        Re: *********modernization**********

        Originally posted by saraah View Post
        waslaam

        مشرف دور کا روشن خیال اعتدال پسند پاکستان

        /oooo
        aur musharraf sey pehley key 52 years? aur uskey baad key almost 3 years?
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #5
          Re: *********modernization**********

          Comment


          • #6
            Re: *********modernization**********

            Originally posted by saraah View Post
            waslaam

            مشرف دور کا روشن خیال اعتدال پسند پاکستان

            /oooo
            :think: us sy pehly aur us k baad main
            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: *********modernization**********

              Originally posted by ashi View Post
              salam pegham:hii:

              ap k nazdeek modernization kia hain?

              kia modernization humray in seb facts per aser andaaz hoti hain ya ho sakti hain?:donno:

              :pgame:
              Walaikum Assalam...

              - apne app ko current atmosphere me adjust karna...globally, jo changes dunya me arahi he un ko as a nation khud pe apply karna....
              - hoti he, but it depends on you k app is ko kis tarah lete he....har qoum ki kuch apni limitations hoti he...un limitations me rehte hue app modernize ho to koi masla nahi....

              shayd

              Comment

              Working...
              X