Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

A Word Of Appreciation

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: A Word Of Appreciation

    Originally posted by thefire1 View Post
    Walaikum Assalaam

    Bohat hi khoobsuart baat kahi hay aap nay, waqayi humaray chand tareefi alfaaz kisi kay kaam ko sanwarnay aur kisi ki zindagi sanwaarnay main madadgaar saabit hosaktay hain....

    Iss kay saath saath humain iss baat ka bhi khayal rakhna chayeh kay jab hum kisi per TANQEED karain tou uss main bhi tahmul mizaaji say kaam laina chayhe, zaroori nahi kay har shaks aap ki baat ko ussi tarah samjhay jiss tareeqay say hum samjhaana chatay hain, everyone have their own mentality of seeing and understanding.... main nay iss forum per aksar note kia hay kay humaray senior members/moderator aur even ADMIN sahab ka bhi aik nukta-e-nazar hay "I DONT CARE IF YOU LEAVE!!" yeh kehnay main tou chand lafaaz hain magar inn chand alfaaz say naa srif aap aik SEEKHNAY waalay ko yahan say RUKHSAT kar saktay hain balkay ussay samaajh may aisay hi alfazoon kay nazar kardaitay hain kay woh zindagi main yeh seekhta hay kay "Main jo keh raha hoon uss per amal karo waran I DONT CARE"

    Admin sahab and dear moderators: YOU CARE and YOU REALLY CARE thats why members like me are here and learning a lot of good things from all the members and yourselves.... magar aap hi humain yeh sikhayain kay koi HUMARI BAATON KO NAHIN SUNTA TOU I DONT CARE!!! tou kia yeh aik POSITIVE response hay......

    Main pichlay chand dinoo say iss FORUM per regular nahi hoon, main nay ROSHNI party banayi uss ko aagay nahin chalaya.... main aisa nahin chahta tha magar main yeh seekh raha hoon yahan per jo aap sikhaana cha rahay hain I DONT CARE....

    Zaroori nahin aap ki baatain sab ko itni asaani say samajh aajayain, kisi ko mind ko clear karna aur sahi baat ko poora karna, uss kay doubts clear karna, yehi hota hay na matlab SEEKHNAY ka....!

    Mujhay nahin pata kay meray message ko kis nazryeh say liya jaata hay, pata nahin kahin yeh bhi ussi I DONT CARE ki nazar naa ho jayay?!

    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

    Fi Amaan ALLAH
    Ali bhai naraaz hain..372-scare.admin uncool inhein manao...
    .......................!!!!!

    Comment

    • #17

      Tanqeed wali baat say mein bhi agree karti hoon....:thmbup:
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #18
        Re: A Word Of Appreciation

        Rania, main naraaz nahin hoon, jo CARE kartay hain woh kabhi NARAAZ nahin hotay, khush rahyeh :) agar main CARE nahin karta tou mujhay itna kuch likhnay ki zaroorat hi paish nahi aati ... I want to be a integral part of this PEGHAM FAMILY and want to see everyone gets the right and perfect message to make their life seccessful and prosper!!!

        Originally posted by bhataktii rooh View Post
        Ali bhai naraaz hain..372-scare.admin uncool inhein manao...
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: A Word Of Appreciation

          Shukriya Rida, mera maqsad srif aur srif aik hay aur woh hay MOHABBAT aur IKHLAAQ say diloon ko jeetna, khush rahyeh

          Originally posted by *Rida* View Post
          Tanqeed wali baat say mein bhi agree karti hoon....:thmbup:
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: A Word Of Appreciation

            Originally posted by thefire1 View Post
            Walaikum Assalaam

            Bohat hi khoobsuart baat kahi hay aap nay, waqayi humaray chand tareefi alfaaz kisi kay kaam ko sanwarnay aur kisi ki zindagi sanwaarnay main madadgaar saabit hosaktay hain....

            Iss kay saath saath humain iss baat ka bhi khayal rakhna chayeh kay jab hum kisi per TANQEED karain tou uss main bhi tahmul mizaaji say kaam laina chayhe, zaroori nahi kay har shaks aap ki baat ko ussi tarah samjhay jiss tareeqay say hum samjhaana chatay hain, everyone have their own mentality of seeing and understanding.... main nay iss forum per aksar note kia hay kay humaray senior members/moderator aur even ADMIN sahab ka bhi aik nukta-e-nazar hay "I DONT CARE IF YOU LEAVE!!" yeh kehnay main tou chand lafaaz hain magar inn chand alfaaz say naa srif aap aik SEEKHNAY waalay ko yahan say RUKHSAT kar saktay hain balkay ussay samaajh may aisay hi alfazoon kay nazar kardaitay hain kay woh zindagi main yeh seekhta hay kay "Main jo keh raha hoon uss per amal karo waran I DONT CARE"

            Admin sahab and dear moderators: YOU CARE and YOU REALLY CARE thats why members like me are here and learning a lot of good things from all the members and yourselves.... magar aap hi humain yeh sikhayain kay koi HUMARI BAATON KO NAHIN SUNTA TOU I DONT CARE!!! tou kia yeh aik POSITIVE response hay......

            Main pichlay chand dinoo say iss FORUM per regular nahi hoon, main nay ROSHNI party banayi uss ko aagay nahin chalaya.... main aisa nahin chahta tha magar main yeh seekh raha hoon yahan per jo aap sikhaana cha rahay hain I DONT CARE....

            Zaroori nahin aap ki baatain sab ko itni asaani say samajh aajayain, kisi ko mind ko clear karna aur sahi baat ko poora karna, uss kay doubts clear karna, yehi hota hay na matlab SEEKHNAY ka....!

            Mujhay nahin pata kay meray message ko kis nazryeh say liya jaata hay, pata nahin kahin yeh bhi ussi I DONT CARE ki nazar naa ho jayay?!

            May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

            Fi Amaan ALLAH
            thefire uncil ne dhamaka kar dia:fly:

            Comment

            • #21
              Re: A Word Of Appreciation

              Originally posted by thefire1 View Post
              Walaikum Assalaam

              Iss kay saath saath humain iss baat ka bhi khayal rakhna chayeh kay jab hum kisi per TANQEED karain tou uss main bhi tahmul mizaaji say kaam laina chayhe, zaroori nahi kay har shaks aap ki baat ko ussi tarah samjhay jiss tareeqay say hum samjhaana chatay hain, everyone have their own mentality of seeing and understanding.... main nay iss forum per aksar note kia hay kay humaray senior members/moderator aur even ADMIN sahab ka bhi aik nukta-e-nazar hay "I DONT CARE IF YOU LEAVE!!" yeh kehnay main tou chand lafaaz hain magar inn chand alfaaz say naa srif aap aik SEEKHNAY waalay ko yahan say RUKHSAT kar saktay hain balkay ussay samaajh may aisay hi alfazoon kay nazar kardaitay hain kay woh zindagi main yeh seekhta hay kay "Main jo keh raha hoon uss per amal karo waran I DONT CARE"

              Wa allaikum salaam Ali :)

              Mujhey is baat per bohat khushi hai keh kisi ney to merey Pegham ko serious liya hai aur meri baat ko samajhney ki koshish ki hai.

              Yes main ney kaii baar is baat ka izhar kiya hai keh "i don't care if you or anyone leave" - is key peechhey kya haqeeqat chhupi hai keh main Admin ho ker aisa kyun kehta hoon????

              Aap woh tumaam posts parhiyey, phir sey parhiyey jahan per main ney yeh alfaaz kahey hain. Unki base bhi maloom kijiyey keh woh kaun si wajoohat thi?

              Misaal letey hain latest episode ki jo hamari aik pyari sey behna ashi key hawaley sey pesh aaii.

              Ashi ko Pegham per main laya tha. Ussey apna ilm, apni batein, apna waqt members key saath share karney ki targheeb main ney di thi. Ussey ja'baja encourage main ney kiya. Ussey protection dilwaney ki koshish ki (beshak kuchh kamon mein der sawair ho jati hai) - mumkin hai kuchh baton mein mujh sey kotahi rah gaii ho - bohat mumkin hai - magar jo rawiyya ashi ney uskey baad ikhtiyaar kiya, woh na'qabil-e-bardasht tha!

              Jab election waldey phaddey mein main ney aik message chhorra aur asal culprit ko warning di, to ashi ko koi haq nahin pohnchta tha keh woh ussey mazeed aag deti - merey ander bardasth bohat ziyada hai Ali, main apni zaat per galiyaan tak sun sakta hoon magar kisi ko jawaban gali nahin deta. Magar jahan per baat Pegham key mahol ko kharab karney ki hai, to main kisi ko muaf nahin kar sakta - chahey woh ashi ho, sarfraz-qamar ho Eshaa Chaudhry ho, Aabid bhaii hon EVEN woh Masood hi kyun na ho. (aur main ney aik baar Masood ko bhi Pegham sey alag kar diya tha :))

              Main ney hamesha aik nuqtah-e-nazar apnaya hai: merey liyey yeh baat qatan fakhar ki nahin keh Pegham 1000ron members hain, mujhey fakhar is per hai keh Pegham per 10, 20 suljhey huwey aur tameezdar members hain jo yahan per is niyyat sey aatey hain keh chand lamhon ki tafreeh karein aur apney apney dil ka bojh halka karein, seekhein aur jo kuchh unkey paas hai woh aagey puhnchaein - magar within the limits! Koi bhi limits sey bahir nikla, uskey liyey Pegham per koi jaggah nahin :)

              Hope keh yeh Pegham aap key dil per asar karey ga keh Pegham kya hai?
              مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
              نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

              Comment

              • #22
                Re: A Word Of Appreciation

                Munasab tareef mein koi harj nahi (incase agla banda deserve kerta ho), lekin hooshamad buri bala he :bwink:

                Waise net se copy paste kerne walay loogon ko mein ziada appreciate nahi kerta
                :thmbup:

                Comment

                • #23
                  Re: A Word Of Appreciation

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Munasab tareef mein koi harj nahi (incase agla banda deserve kerta ho), lekin hooshamad buri bala he :bwink:

                  Waise net se copy paste kerne walay loogon ko mein ziada appreciate nahi kerta
                  Unkey liyey honi bhi nahin chahiyey - balkeh unki dil'shkini honi chahiyey!

                  Aur baat munasib tareef ya khushaamad ki nahin, balkeh response ki hai keh aap ney aik kavish dekhi, us per apna rad-e-amal biyaan karo, achhi hai to tareef karo, buri hai ya achhi nahin ya jo nuqs hai ussey biyaan karo shaistgi sey takeh agley bandey ko hosla mila keh haan mera kaam dekha geya hai :)
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #24
                    Re: A Word Of Appreciation

                    Assalaam-O-Alaikum

                    Admin sahab aap ki positive response ka bohat bohat shukriya, mujhay bhi pegham say utna hi lagayo hochuka hay jitna aap ko hay, bas farq itna hay kay aap nay isay TAKHLEEQ kia hay aur main nay iss TAKHLEEQ SHUDA tohfay ko apni zindagi main kuch seekhnay aur sikhaanay kay liye istimaal kia hay.

                    Meray liye sab aik family members hain aur main apnay kisay family member say chand lamhay khafa tou hosakta hoon magar ussay apnay GHAR say nikaal nahi sakta, kuch aulaad hoti hain jo kay na-samajh hoti hain aur aisi ghaltiyan kar daiti hain jiss say baap unhain AAQ bhi kardaita hay magar unko jab aqal aati hay tou baap unhain muaf karnay ka bhi darja rakhta hay.... magar main baap nahin, main aik bhai ki hesiyat say sab ko dekhta hoo isi liye khuwa jitni bhi anbhan Baap baitay main hojayay aik bhai ka dil utna hi hasas rahay ga... go kay meri poori support BAAP kay liye hogi magar meri mohabbat kabhi kam nahin hosakti.

                    Yaqeen karain jiss pyar say mujhay Rania, Rida, Z., Ashi, Tanha Hassan, Mr. Khan bhai keh kar bulaatay hain meri khushi ki intihaa nahin hoti kay kia aik anjaan shaks jiss ki aap sab nay shakal bhi nahin dekhi, kahan rehta hay, kia haal hay, kaisa hay.... mehaz haar cheese say baykhabar hokar itnay MOHTRAM AUR MUQADDAS rishtay say pukaara jayay waqayi aik AIZAAZ ki baat hay aur main iss AIZAAZ ko humesha barqarar rakhna chahta hoon main nahi chahta kay meri koi bhi bhai yaa behan iss forum per moujood na hoo....!

                    Main aakhir main maazrat chahoon ga kay agar aap ko kuch hurt feel hua hoo aap ki baatain aur aap ka dil MASHALLAH bohat hi acha hay aur yehi dua hay kay ALLAH SWT aap ko mazeed MOHABBAT bhara dil ata karay kiyonki MOHABBAT BHARA dil hona bhi ALLAH SWT ki naimat-e-uzma hay jiss dil main mohabbat nahi hogi woh auroon ko kia mohabbat baatain ga.

                    Aap ka bohat bohat shukriya khush rahyeh :)

                    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                    Fi Amaan ALLAH

                    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                    Originally posted by Admin View Post
                    Wa allaikum salaam Ali :)

                    Mujhey is baat per bohat khushi hai keh kisi ney to merey Pegham ko serious liya hai aur meri baat ko samajhney ki koshish ki hai.

                    Yes main ney kaii baar is baat ka izhar kiya hai keh "i don't care if you or anyone leave" - is key peechhey kya haqeeqat chhupi hai keh main Admin ho ker aisa kyun kehta hoon????

                    Aap woh tumaam posts parhiyey, phir sey parhiyey jahan per main ney yeh alfaaz kahey hain. Unki base bhi maloom kijiyey keh woh kaun si wajoohat thi?

                    Misaal letey hain latest episode ki jo hamari aik pyari sey behna ashi key hawaley sey pesh aaii.

                    Ashi ko Pegham per main laya tha. Ussey apna ilm, apni batein, apna waqt members key saath share karney ki targheeb main ney di thi. Ussey ja'baja encourage main ney kiya. Ussey protection dilwaney ki koshish ki (beshak kuchh kamon mein der sawair ho jati hai) - mumkin hai kuchh baton mein mujh sey kotahi rah gaii ho - bohat mumkin hai - magar jo rawiyya ashi ney uskey baad ikhtiyaar kiya, woh na'qabil-e-bardasht tha!

                    Jab election waldey phaddey mein main ney aik message chhorra aur asal culprit ko warning di, to ashi ko koi haq nahin pohnchta tha keh woh ussey mazeed aag deti - merey ander bardasth bohat ziyada hai Ali, main apni zaat per galiyaan tak sun sakta hoon magar kisi ko jawaban gali nahin deta. Magar jahan per baat Pegham key mahol ko kharab karney ki hai, to main kisi ko muaf nahin kar sakta - chahey woh ashi ho, sarfraz-qamar ho Eshaa Chaudhry ho, Aabid bhaii hon EVEN woh Masood hi kyun na ho. (aur main ney aik baar Masood ko bhi Pegham sey alag kar diya tha :))

                    Main ney hamesha aik nuqtah-e-nazar apnaya hai: merey liyey yeh baat qatan fakhar ki nahin keh Pegham 1000ron members hain, mujhey fakhar is per hai keh Pegham per 10, 20 suljhey huwey aur tameezdar members hain jo yahan per is niyyat sey aatey hain keh chand lamhon ki tafreeh karein aur apney apney dil ka bojh halka karein, seekhein aur jo kuchh unkey paas hai woh aagey puhnchaein - magar within the limits! Koi bhi limits sey bahir nikla, uskey liyey Pegham per koi jaggah nahin :)

                    Hope keh yeh Pegham aap key dil per asar karey ga keh Pegham kya hai?
                    sigpic

                    Comment

                    • #25
                      Re: A Word Of Appreciation

                      Kaisa dhamaka MSA, meri aadat kay mutaabiq jo dil main tha keh dia, aur khushi iss baat ki hay kay Admin nay issay bohat positive lia aur meray dil ka tamam boojh halka kardiya :) May ALLAH SWT give him long and healthy life AMEEN (these a my word of appreciation to our BELOVED ADMIN :))

                      Originally posted by MSA View Post
                      thefire uncil ne dhamaka kar dia:fly:
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: A Word Of Appreciation

                        Walaikum Salaam WR WB

                        Buhat achi baat ki hai aap ne aur ye PEgham ki zarorat hai ke hum har members ke kaam per unko appreciate karen unki hosla afzaii karen khuwa woh koi little effort ho ya koi huge one..... After all a little grain of sands make a mighty ocean.

                        Comment

                        • #27
                          Re: A Word Of Appreciation

                          Originally posted by Masood View Post
                          Unkey liyey honi bhi nahin chahiyey - balkeh unki dil'shkini honi chahiyey!

                          Aur baat munasib tareef ya khushaamad ki nahin, balkeh response ki hai keh aap ney aik kavish dekhi, us per apna rad-e-amal biyaan karo, achhi hai to tareef karo, buri hai ya achhi nahin ya jo nuqs hai ussey biyaan karo shaistgi sey takeh agley bandey ko hosla mila keh haan mera kaam dekha geya hai :)
                          I agree with your point but in the meantime we should discourage those who are always willing to take material from net and then post it on the forum. I have seen many members starting threads in bulk with the material taken from Net. So for those I simply can't use "VERY NICE, Thank you for sharing" etc etc.
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #28
                            Re: A Word Of Appreciation

                            Comment

                            • #29
                              Re: A Word Of Appreciation

                              Originally posted by ummid View Post
                              yeh post barhnay wala thread nahi hai appreciate karoo logoun ko :shyy:
                              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                              Comment

                              • #30
                                Re: A Word Of Appreciation

                                Originally posted by thefire1 View Post
                                Kaisa dhamaka MSA, meri aadat kay mutaabiq jo dil main tha keh dia, aur khushi iss baat ki hay kay Admin nay issay bohat positive lia aur meray dil ka tamam boojh halka kardiya :) May ALLAH SWT give him long and healthy life AMEEN (these a my word of appreciation to our BELOVED ADMIN :))
                                uncil matlab tha u ne buhat achi baat ki he:garmi:....
                                mein bhi yahi kehna chahta tha per itne achae alfaz nahi the...:garmi:
                                gud job...

                                Comment

                                Working...
                                X