Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Stay Safe...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Stay Safe...!!

    Assalam o Alaikum

    Dua he k app ka har naya din guzre hue din se acha ho....

    kuch serious bat karni thi, ho sakta he buhat se logo ko ikhtelaf, agar he to.....hota rahae

    Hum kisi na kisi tarah se internet pe pae jate he, koi FORUMS pe hota he koi FACEBOOK/ORKUT jaise sites pe to koi kisi advertisement ki side pe...

    hum jane anjane me apni buhat se info share karte rehte he, hum samjhte he k yeh info sirf aik khas group of people tuk hi rahe gi jub k aisa hota nahi he...

    FACEBOOK pe log apni sari info, Pics, Address waghera share kurte he....jis ka effect kafi bura hota he....jaise BILAWAL BHUTTO ka dekha app ne...

    FORUMS pe bhi...me direct bat kuro ga.......yaha per buhat se auntian apni PICTURE share kurti he aur likhti he k isse copy na kurein....jub k koi bhi pic agur NET pe aagae to wo aik PUBLIC PROPERTY hojati he u cant stop anyone from using it....aur IMAGE MANIPULATION ki aik simple se example app ko www.photofunia.com se mil sakti he...

    aur agur app ko app ki family ko is baat se koi fark nahi parta k ap ki pic u publicize ho rahi he bhi i guess yeh aik UN-ISLAMIC act bhi he jis ki ijazut hamae shayd mazhab bhi nahi deta...

    issi se related aik video bhi he .... app log bhi zaroor dekhie ga....LINK

    kher me ne bus yahi kehna tha .....app log plz apni personal info share kurne me ehtiat kure....

    aik Email Id banane me 5 min lagte he, kisi dosre ki id use kurne k bajae apni Id banae....
    Apni Personal Pic/Info kisi bhi open site, Forum, Social Networking site pe share na kurein....

    baki app khud samjhdar hounge....

    Fe'Amaan'Allah
    Last edited by MeemSheenAlif; 11 January 2010, 17:22.

  • #2
    Re: Stay Safe...!!

    :thmbup:

    Comment

    • #3
      Re: Stay Safe...!!

      :thmbup:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: Stay Safe...!!

        Originally posted by MSA View Post
        Assalam o Alaikum

        Wa allaikum salaam :rose

        Main ney aapki sari post ko quotation sey nikaal diya hai is liyey nahin keh aap ney jo baat ki hai woh ghalt hai, balkeh quotation lambi thi aur baat bohat hi aala ki hai aap ney.

        Net per jahan bohat sari khoobiyan hain wahan bohat dher sari khamiyaan bhi hai - aisa har medium key saath hai. TV per bhi achhi batein hain to buri bhi hain.

        Baat yeh hai keh ham jis shay ko jis andaaz mein istimaal kartey hain, woh waisey hi result hamarey liyey nikalti hai.

        Main ney apney zaati tajarbey sey yeh seekha hai keh net per aap ko un un baton ka samna karna parr sakta hai, jo batein aap ney kabhi kahi hi nahin na aap ka un sey door door tak koi wasta hai - yeh meri apni zaat per beeti hai :) Main ney apni zaat sey wabasta aisi aisi emails, chats parhi dekhi hain jo main ney kabhi ki hi nahin :) :)

        Insaan aik doosrey sey bohat jald munsalik ho jatey hain, aur isi base per ham apni personal life un sey share karney lagtey hain, magar har insaan trust key qabil nahin hota - is duniya mein larkiyaan BEHNEIN ban ker aur larkey BHAII ban ker chot lagatey hain - yeh duniya do dhaari talwaar hai.

        Sach hai keh ham kisi ko kuchh nahin kah saktey, magar hamein khud koi bhi qadam uthaney sey pehley soch lena chahiyey keh iskey consequences kya ho saktey hain....

        Tasweerein sirf usko deni chahiyey jis per aap ko sacha aetbar ho - main yahan tak kahoon ga keh MSN per un ko lana chahiyey jin per aetbar ho...
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: Stay Safe...!!

          Comment

          • #6
            Re: Stay Safe...!!

            Originally posted by Masood View Post

            egg'jakt'lee....

            yahi kehna tha...yaha members jo pic post karte he wo aik awami property hojati he...usse magazine wale, internet magazine wale bari asaani se apne magazine me add kurte he kyun k koi copyright issue nahi hota...phir wahi magazine hota hota app k kisi relative tuk bhi pohanch sakta he..dunya bhar me phir sakta he....

            plus yahoo chat comunities me yahi tasweerein log APNI tasweer keh kur share kurte rehte he...

            aur sirf Tasweerein hi nahi personal info bhi khasosan larkion k lie .... buhat important ho sakti he.....aur un ko access karna ajj kal itna mushkil nahi he....

            Comment

            • #7

              sirf magazine waley hi nahin, aam log bhi chahein to un sey kya kya nahin kar saktey? sar kisi aur ka jism kisi aur ka - aur agar aap sach mein maahir hain to aap to safaii sey kisi ko badnaam kar saktey ho...
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: Stay Safe...!!

                Originally posted by Masood View Post
                sirf magazine waley hi nahin, aam log bhi chahein to un sey kya kya nahin kar saktey? sar kisi aur ka jism kisi aur ka - aur agar aap sach mein maahir hain to aap to safaii sey kisi ko badnaam kar saktey ho...
                bilkul..

                bus yeh batein logo' ki samjh nahi ati..

                Comment

                • #9
                  Re: Stay Safe...!!

                  Originally posted by MSA View Post
                  bilkul..

                  bus yeh batein logo' ki samjh nahi ati..
                  aa jaein gi, jab munh ki parri to aa jaein gi :tasali: kuchh log doosron sey seekhney ki bjaey khud per aazmana chahtey hain...
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: Stay Safe...!!

                    Originally posted by Masood View Post
                    aa jaein gi, jab munh ki parri to aa jaein gi :tasali: kuchh log doosron sey seekhney ki bjaey khud per aazmana chahtey hain...

                    Comment

                    • #11
                      Re: Stay Safe...!!

                      otayz:yaay:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Stay Safe...!!

                        Walaikum salam :-D
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: Stay Safe...!!

                          Originally posted by Z. View Post
                          Walaikum salam :-D

                          Comment

                          • #14
                            Re: Stay Safe...!!

                            Originally posted by MSA View Post
                            Assalam o Alaikum

                            Dua he k app ka har naya din guzre hue din se acha ho....

                            kuch serious bat karni thi, ho sakta he buhat se logo ko ikhtelaf, agar he to.....hota rahae

                            Hum kisi na kisi tarah se internet pe pae jate he, koi FORUMS pe hota he koi FACEBOOK/ORKUT jaise sites pe to koi kisi advertisement ki side pe...

                            hum jane anjane me apni buhat se info share karte rehte he, hum samjhte he k yeh info sirf aik khas group of people tuk hi rahe gi jub k aisa hota nahi he...

                            FACEBOOK pe log apni sari info, Pics, Address waghera share kurte he....jis ka effect kafi bura hota he....jaise BILAWAL BHUTTO ka dekha app ne...

                            FORUMS pe bhi...me direct bat kuro ga.......yaha per buhat se auntian apni PICTURE share kurti he aur likhti he k isse copy na kurein....jub k koi bhi pic agur NET pe aagae to wo aik PUBLIC PROPERTY hojati he u cant stop anyone from using it....aur IMAGE MANIPULATION ki aik simple se example app ko www.photofunia.com se mil sakti he...

                            aur agur app ko app ki family ko is baat se koi fark nahi parta k ap ki pic u publicize ho rahi he bhi i guess yeh aik UN-ISLAMIC act bhi he jis ki ijazut hamae shayd mazhab bhi nahi deta...

                            issi se related aik video bhi he .... app log bhi zaroor dekhie ga....LINK

                            kher me ne bus yahi kehna tha .....app log plz apni personal info share kurne me ehtiat kure....

                            aik Email Id banane me 5 min lagte he, kisi dosre ki id use kurne k bajae apni Id banae....
                            Apni Personal Pic/Info kisi bhi open site, Forum, Social Networking site pe share na kurein....

                            baki app khud samjhdar hounge....

                            Fe'Amaan'Allah
                            W sallam.......

                            Nice sharing.....i will try to avoid.......
                            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                            Comment

                            • #15
                              Re: Stay Safe...!!

                              Originally posted by MSA View Post
                              Mujhey facebook sey related saari suni, perhi gai kahaniyan yaad a gai hain :lol

                              Jahan tak Stay safe ki baat hai tau ye sirf Internet tak mehdood nahi hai, Tum mobiles dekh lo, barhti hui technology jahan asani lai hai zindagi mey waheen inhi ka ghalat istemaal zindagiyon mey pareshani ka bais bhi banta hai. Aaj kal tau bachon k liye cameras nikley hein, uss k ander video making with audio hai, photo editing hai, games and etc etc ... ye bohot hi khatarnaak cheez hai... and if i'm not wrong ye device aap pc k sath bhi connect ker saktey hein...ab hota hai ye hai k bachey sara din photos aur videos banatey hein aur raat mey mothers beth ker un ko delete kerti rehti hein :lol

                              Working...
                              X