Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Luxuries??

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Luxuries??

    Aslamoalikum:hii:
    kese hen sab?:d1:aj aik baat soch rahi thi to khayal aya k ap sab se bhi pooch loon akher mere pale pale dost henteddy
    to ye bataen k insan ki zarurat or khwahish me kia farq hota he?:think:kese pata chalta he k kia cheez zarurat he or kia khwahish he?yani luxuries me kia kia ata he or need me kia kia?:think:dono me kese line khenchen ge?


  • #2
    Re: Luxuries??

    Walaikum Salaaam

    abhi soch ke batata hon

    Comment


    • #3
      Re: Luxuries??

      Originally posted by Mr.Khan View Post
      Walaikum Salaaam

      abhi soch ke batata hon
      achaa

      Comment


      • #4
        Re: Luxuries??

        Originally posted by unity View Post
        Aslamoalikum:hii:
        kese hen sab?:d1:aj aik baat soch rahi thi to khayal aya k ap sab se bhi pooch loon akher mere pale pale dost henteddy
        to ye bataen k insan ki zarurat or khwahish me kia farq hota he?:think:kese pata chalta he k kia cheez zarurat he or kia khwahish he?yani luxuries me kia kia ata he or need me kia kia?:think:dono me kese line khenchen ge?
        waalikum asslam meli paali si dost teddy

        achaa topic hai be happy shappy :rose

        faraq apni soch se hi peda hota hai ..i think hum khud mutayyan krtay hain apnay liye apni zarooriyaat ... like aap kitnay me guzara krtay ho aur kitnay me khush hotay ho
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #5
          Re: Luxuries??

          Wa Alaikum Assalam

          Hazrat Abu Bakar Siddique(R.A) Musalmano k khaleefa ban'nay se pehlay kaproN ki tijarat kartay thay aur us ki amdani se ghar waloN ka guzara hota tha .Jab Aap (R.A) khaliifa banay to tamam buzurgoN k mashwaray se sarkarii khazanay se Aap(R.A) k liey wazeefa muqarrar kar diya gaya .................................................. .................. Lekin Wazeefa itna mamooli tha k is say aik aadmi ka bhi guzara mushkil se hota ...
          Aik Roz Aap(R.A) ki zauja mohterma nay kaha k :
          "Jee chahta hay koi meethhi cheez pakaeey jaaey "
          Aap(R.A) nay jawab diya " Mujhay sarkarii khazanay se jo wazeefa milta hay is mein gunjaish nahiin k koi meethi cheez pakaey ja sakay "

          is baat ko kaeey roz guzar gaey , Aik Roz Hazrat Abu Bakar (R.A) nay ghar mein halwa daikha Aap (R.A) baray hairaan huey aur bivi se poocha k" ye halwa kahan se aaya "
          Is per bivi nay kaha k "Mainey roz k kharch se thora thora sa aata bachana shuru kar diya , jab kuch aata jama ho gaya to mainey ye halwa tyar kiya "
          jawab mein Hazrat Abu Bakar Siddiq nay farmaya " To is ka matlab hay k sarkaree khazay se jitna aatta milta hay us say kamm mein bhi hamara guzara ho sakta hay ........"

          Aur phir hazrat Abu Bakar (R.A) nay apnay wazeefay mein se itna ata kamm kar diya jitna Aap(R.A) ki bivi nay rozana bachaya tha ....


          to dear yehee hay khwahish aur zarurat :rose
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Luxuries??

            walaikum salam,

            Luxury vs Need: Needs sey insaani zindagi k box mey spaces filled ki jati hain. Luxuries uss box k bahar ki saari cheezein hein.
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: Luxuries??

              Need ______________ Lusxury
              Food ______________chicken biryaani
              clothing_____________Armaani's suite
              shelter ______________1 bunglow
              security______________wealth, property or money
              Love and affection______demanding or forcing

              juts a basic example..... :oldie:

              Comment


              • #8
                Re: Luxuries??

                Originally posted by unity View Post
                Aslamoalikum:hii:
                kese hen sab?:d1:aj aik baat soch rahi thi to khayal aya k ap sab se bhi pooch loon akher mere pale pale dost henteddy
                to ye bataen k insan ki zarurat or khwahish me kia farq hota he?:think:kese pata chalta he k kia cheez zarurat he or kia khwahish he?yani luxuries me kia kia ata he or need me kia kia?:think:dono me kese line khenchen ge?
                W sallamm..........
                i think koii khass farqq nahii....Zaroorriiat hii khawhishhat koo jannam dettii hainnnn..........
                harr shakhs Luxurious life guzzarnaa chahtaa haii...
                bakii sabb kittabii battain hainn...
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment


                • #9
                  Re: Luxuries??

                  Originally posted by unity View Post
                  Aslamoalikum:hii:
                  kese hen sab?:d1:aj aik baat soch rahi thi to khayal aya k ap sab se bhi pooch loon akher mere pale pale dost henteddy
                  to ye bataen k insan ki zarurat or khwahish me kia farq hota he?:think:kese pata chalta he k kia cheez zarurat he or kia khwahish he?yani luxuries me kia kia ata he or need me kia kia?:think:dono me kese line khenchen ge?
                  w/salam,

                  bohot achay sawalat haiN, insha'Allah koi na koi jawab zaroor day day ga
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • #10
                    Re: Luxuries??

                    Originally posted by unity View Post
                    Aslamoalikum:hii:
                    kese hen sab?:d1:aj aik baat soch rahi thi to khayal aya k ap sab se bhi pooch loon akher mere pale pale dost henteddy
                    to ye bataen k insan ki zarurat or khwahish me kia farq hota he?:think:kese pata chalta he k kia cheez zarurat he or kia khwahish he?yani luxuries me kia kia ata he or need me kia kia?:think:dono me kese line khenchen ge?
                    و عليكم السلام و رحمة الله

                    .......................!!!!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: Luxuries??

                      ZAROORAT WO JO PURI HOJAY AUR KHATAM HOJAY AUR KHAWAHISH WO JO K KHATAM HONAY KA NAAM HI NAHEEN LAYTI :garmi:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #12
                        Re: Luxuries??

                        Wa allaikum salaam

                        Main bhi luch talu ga 372-haha

                        Har woh shay jo aap ki zaroorat sey ziyada hai, woh LUGZARY (luxury) hai. Ab insaan ki zaroorat kya hai? Iska tayyun karna mushkil hota hai. Africa key kuchh elaqon mein logon ki soch do waqt roti hai, unkey liyey yehi luxuary hai, hamarey haan kuchh logon key liyey jitna ho kam hai...

                        Agar aap bohat ahsan tareeqey sey ghar sey kaam per bus key zariyey manage kar saktey hain, to garri rakhna luxury hai - haan agar aap ma'zoor hain aur busses istimaal nahin kar saktey to garri rakhna aap ki zaroorat hai...

                        Jaisa keh merey liyey garri meri zaroorat hai aur helikopter luxuary 372-haha372-haha372-haha
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: Luxuries??

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          Wa Alaikum Assalam

                          Hazrat Abu Bakar Siddique(R.A) Musalmano k khaleefa ban'nay se pehlay kaproN ki tijarat kartay thay aur us ki amdani se ghar waloN ka guzara hota tha .Jab Aap (R.A) khaliifa banay to tamam buzurgoN k mashwaray se sarkarii khazanay se Aap(R.A) k liey wazeefa muqarrar kar diya gaya .................................................. .................. Lekin Wazeefa itna mamooli tha k is say aik aadmi ka bhi guzara mushkil se hota ...
                          Aik Roz Aap(R.A) ki zauja mohterma nay kaha k :
                          "Jee chahta hay koi meethhi cheez pakaeey jaaey "
                          Aap(R.A) nay jawab diya " Mujhay sarkarii khazanay se jo wazeefa milta hay is mein gunjaish nahiin k koi meethi cheez pakaey ja sakay "

                          is baat ko kaeey roz guzar gaey , Aik Roz Hazrat Abu Bakar (R.A) nay ghar mein halwa daikha Aap (R.A) baray hairaan huey aur bivi se poocha k" ye halwa kahan se aaya "
                          Is per bivi nay kaha k "Mainey roz k kharch se thora thora sa aata bachana shuru kar diya , jab kuch aata jama ho gaya to mainey ye halwa tyar kiya "
                          jawab mein Hazrat Abu Bakar Siddiq nay farmaya " To is ka matlab hay k sarkaree khazay se jitna aatta milta hay us say kamm mein bhi hamara guzara ho sakta hay ........"

                          Aur phir hazrat Abu Bakar (R.A) nay apnay wazeefay mein se itna ata kamm kar diya jitna Aap(R.A) ki bivi nay rozana bachaya tha ....


                          to dear yehee hay khwahish aur zarurat :rose
                          Quote the authentic source
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #14
                            Re: Luxuries??

                            Originally posted by unity View Post
                            Aslamoalikum:hii:
                            kese hen sab?:d1:aj aik baat soch rahi thi to khayal aya k ap sab se bhi pooch loon akher mere pale pale dost henteddy
                            to ye bataen k insan ki zarurat or khwahish me kia farq hota he?:think:kese pata chalta he k kia cheez zarurat he or kia khwahish he?yani luxuries me kia kia ata he or need me kia kia?:think:dono me kese line khenchen ge?
                            Zaroorat ke bagair guzara mushkil hota he, jub ke khawahish mein zaroorat + luxury sub kuch aa jata he.

                            Aik jagah aik quote perhi thi ke "apnay aap ko zarooraton tak mehdood rakho, kyoon ke zarooratein to faqeeron ki bhi puri ho jati hein jub ke khawahishein baadshahoon ki bhi puri nahi hotein"
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Luxuries??

                              Originally posted by ummid View Post

                              shelter ______________1 bunglow


                              juts a basic example..... :oldie:
                              aik mujhey bhi dilwa do :hii:
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X