Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Raasta......!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **Raasta......!

    Asalmaalaikum

    ummid hai aap sub khairyat se honge :d1:

    aap kis Qism ke Rasto per chalna pasnd karte hain apni zindagi ke liye aasaan ya Mushkil ?

    tay kaise karte hain ke koi Rasta Mushkil hai ya aasan?

    Mushil rasto ko or asan rasto ko aap kaise define kareinge?

    From Mother's womb humari jurney of Life start hojaati hai... one year two year three year.....till the end hum chalte hi rehte hain.... chahe kuch na bhi kar rahe ho per waqt hume saath le ker chalta hi rehta hai.... aap ko kabhi laga ke aap thak gaye hain??

    Quraan mein bhi siraat e MustaQeem ka ziker aaya hai... yaani seedha Rasta.... un logo ko Rasta jin per Allah ka fazal raha.... aap ne life ki kisi bhi stage per ghor kiya ke aap kis raste per hai??

    or hum kabhi bhatak jaaye tu hume kaise ilm ho???

    Raste mein aane waali Rukawato hum kaise door kar sakte hain?? or ager na kare tu kya hum aage barh sakeinge??

    Last edited by ummid; 9 January 2010, 11:19.

  • #2
    Re: **Raasta......!

    Originally posted by ummid View Post

    waalikum asslam

    greatttttttt topic

    i love u ummid
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment

    • #3
      Re: **Raasta......!

      ]Asalmaalaikum

      waalikum asslam /dancy

      aap kis Qism ke Rasto per chalna pasnd karte hain apni zindagi ke liye aasaan ya Mushkil ?

      me koi khas mushkil pasand nae hoon ...lakin kya farq parrta hai bhyi ....chalna tou parrta hi hai

      tay kaise karte hain ke koi Rasta Mushkil hai ya aasan?

      khud hi tay hojata hai jahan jahan qadam dagmagayen pata lag jata hai

      Mushil rasto ko or asan rasto ko aap kaise define kareinge?

      mushkil raston me zaroorat parray gi kisi sath ki ...rehnumai ki

      From Mother's womb humari jurney of Life start hojaati hai... one year two year three year.....till the end hum chalte hi rehte hain.... chahe kuch na bhi kar rahe ho per waqt hume saath le ker chalta hi rehta hai.... aap ko kabhi laga ke aap thak gaye hain??
      ji lagta hai lakinnnnnnn..................!

      Quraan mein bhi siraat e MustaQeem ka ziker aaya hai... yaani seedha Rasta.... un logo ko Rasta jin per Allah ka fazal raha.... aap ne life ki kisi bhi stage per ghor kiya ke aap kis raste per hai??
      :alhamd:

      krti hoon ghor .....aajkal shiddat se kar rahi hoon ....muje ek faisla krna hai aap b dua krna mere liye :rose
      or hum kabhi bhatak jaaye tu hume kaise ilm ho???
      dil nafi kray ga

      Raste mein aane waali Rukawato hum kaise door kar sakte hain?? or ager na kare tu kya hum aage barh sakeinge??

      rukawtain door hongi kuch tadbeer se...kuch dua se
      na kren touuuuuuuuuuuuuuuuuuu..................kesay barrh sktay hain:ANYWORD7
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: **Raasta......!

        Originally posted by ummid View Post
        [FONT=Times New Roman]Asalmaalaikum
        Walikum Salam chiips
        Originally posted by ummid View Post
        [FONT=Times New Roman]ummid hai aap sub khairyat se honge :d1:
        Jee aap ki Umeed theek hai :hansi

        Originally posted by ummid View Post
        [FONT=Times New Roman]aap kis Qism ke Rasto per chalna pasnd karte hain apni zindagi ke liye aasaan ya Mushkil ?
        1st yeah k... Koi cheez Mushkil ya aasan nahi hoti :) Hamre Sochne k Mayaar use Mushkil ya Aasan banadeta hai.

        Originally posted by ummid View Post
        [FONT=Times New Roman]tay kaise karte hain ke koi Rasta Mushkil hai ya aasan?
        Apne Hiqmat-e-Amli se :D:

        Originally posted by ummid View Post
        [FONT=Times New Roman]Mushil rasto ko or asan rasto ko aap kaise define kareinge?
        jese k Uper kaha k... Define hamre sochne ka meyar te kerta hai...Humari judgment kerti hai thinkingg

        Originally posted by ummid View Post
        [FONT=Times New Roman]From Mother's womb humari jurney of Life start hojaati hai... one year two year three year.....till the end hum chalte hi rehte hain.... chahe kuch na bhi kar rahe ho per waqt hume saath le ker chalta hi rehta hai.... aap ko kabhi laga ke aap thak gaye hain??
        Jee Laga hai.... Wo tab jab kisi per Trust ho... Or or dishonest ki baat kere tab.

        Originally posted by ummid View Post
        [FONT=Times New Roman]Quraan mein bhi siraat e MustaQeem ka ziker aaya hai... yaani seedha Rasta.... un logo ko Rasta jin per Allah ka fazal raha.... aap ne life ki kisi bhi stage per ghor kiya ke aap kis raste per hai??
        Jee socha hai Diary likhte hue , Namaz per hue :otay:

        Originally posted by ummid View Post
        [FONT=Times New Roman]or hum kabhi bhatak jaaye tu hume kaise ilm ho???
        Jab aap ka Namaz me Dil na lag raha ho...Tab mujhe feel ho jata hai something is Wrong

        Originally posted by ummid View Post
        [FONT=Times New Roman]Raste mein aane waali Rukawato hum kaise door kar sakte hain?? or ager na kare tu kya hum aage barh sakeinge??
        Hum raate me aane wali rekawat ko Mudad-e-Khudadad or apni Matureness se door ker sakte hain blinnk

        Comment

        • #5
          Re: **Raasta......!

          Walekum Salam:hii:
          kabhi kabhi Allah ki taraf se mushkil rasta mutai'an hota he hamare leay to Allah ki madad se hi tey bhi hota he.or seedhe or ghalat raste ki pehchan bhi Allah se mangti hun hamesha,k Allah ki madad k bina wo bhi mumkin nahi.

          Comment

          • #6
            Re: **Raasta......!

            :rose

            Comment

            • #7
              Re: **Raasta......!

              "sirf chalne ki khushi tuhf-e-manzil hai adam*
              Raaste tu subhi dushwaar howa karte hain.."

              Comment

              • #8
                Re: **Raasta......!

                Originally posted by ummid View Post
                Asalmaalaikum

                ummid hai aap sub khairyat se honge :d1:

                aap kis Qism ke Rasto per chalna pasnd karte hain apni zindagi ke liye aasaan ya Mushkil ?

                tay kaise karte hain ke koi Rasta Mushkil hai ya aasan?

                Mushil rasto ko or asan rasto ko aap kaise define kareinge?

                From Mother's womb humari jurney of Life start hojaati hai... one year two year three year.....till the end hum chalte hi rehte hain.... chahe kuch na bhi kar rahe ho per waqt hume saath le ker chalta hi rehta hai.... aap ko kabhi laga ke aap thak gaye hain??

                Quraan mein bhi siraat e MustaQeem ka ziker aaya hai... yaani seedha Rasta.... un logo ko Rasta jin per Allah ka fazal raha.... aap ne life ki kisi bhi stage per ghor kiya ke aap kis raste per hai??

                or hum kabhi bhatak jaaye tu hume kaise ilm ho???

                Raste mein aane waali Rukawato hum kaise door kar sakte hain?? or ager na kare tu kya hum aage barh sakeinge??

                Hamm Kisss gallee jaa rahhay hainnnnn....
                aonnaa koii thikanna nahii haiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

                Naa Rassttay kaa patta haii naa Manzill kaaaaa..buss chall rahhay hainn....:D
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment

                • #9
                  Re: **Raasta......!

                  Originally posted by ummid View Post
                  Asalmaalaikum
                  ummid hai aap sub khairyat se honge
                  Wa allaikum
                  Agar main theek na huwa to aap kya karo lo gi? :think:

                  Originally posted by ummid View Post
                  aap kis Qism ke Rasto per chalna pasnd karte hain apni zindagi ke liye aasaan ya Mushkil ?
                  Main ney apni zindagi mein aasan aur mushkil dono raastey dekhey hain , patah nahin kyun, meri kamyabi ziyada tar mushkil tareen rahon per chal ker hi aaii hai.:dance5: Shayid iska ta'aluq is baat sey hai keh main ney zindagi ko bohat qareeb sey dekha hai aur woh batein apney ooper aazmaii hain jo ham aksar sochtey hain keh aisa bhi hota ho ga...

                  Originally posted by ummid View Post
                  tay kaise karte hain ke koi Rasta Mushkil hai ya aasan?
                  Mera khiyaal hai keh jab insaan key ooper parrti hai, to ussey faasley tay karney HI parrtey hain khaa woh aasan hon ya mushkil :rulz:. Mera yeh hai keh jab kisi kaam ka iradah baandh liya, to kar guzra. Yeh nahin dekha keh yeh mushkil hai keh aasan. Haan har raastey key liyey kisi na kisi type ki planning ka hona zaroori hai - agar aap munh uthaey kisi bhi raastey per chal niklein gey mumkin hai manzil na miley.

                  Originally posted by ummid View Post
                  Mushil rasto ko or asan rasto ko aap kaise define kareinge?
                  Aasan woh hain jin per pehley hi sey manzil ka nisaan muqrar ho - yani jin per chalney sey aap ko patah hai keh aap yeh manzil paa saktey hain, jaisey: koi bhi course karna, koi study karna - waghera in per aap ko patah hai keh is muddat key guzarney key baad aap ko yeh diploma waghera mil sakta hai.

                  Mushkil raastey woh hain, jinki manzil ka koi nishaan na ho magar unki manzil aap khud bnaein. Jaisa pyar key raastey :shyy: :shyy: :shyy:

                  Originally posted by ummid View Post
                  From Mother's womb humari jurney of Life start hojaati hai... one year two year three year.....till the end hum chalte hi rehte hain.... chahe kuch na bhi kar rahe ho per waqt hume saath le ker chalta hi rehta hai.... aap ko kabhi laga ke aap thak gaye hain??
                  Iska aasan sa jawab to yeh hai keh Eshaa ki umer tak pohunch ker sabhi thak jatey hain 372-haha372-haha372-haha

                  aur serious jawab yeh hai keh thakney ka ta'aluq nafsiyat sey hota hai. Jab aap per waqt mushkil aaey aur apni hat'mul'koshish key bawajood aap ko end product na miley to zahiri si baat hai keh thakawat honey lagti hai. Zindagi mein bezaari aa jaey jo aap ki nafisiyaat per haawi honey lagey, aik shadeed aur taweel beemari aap ka daman jhakarr ley, koi aap ko tanha chhorr jaey ya aap kisi wajah sey aik taweel umer umeedon key saharey guzarney lagein to thakawat to hot hai :)

                  Originally posted by ummid View Post

                  Quraan mein bhi siraat e MustaQeem ka ziker aaya hai... yaani seedha Rasta.... un logo ko Rasta jin per Allah ka fazal raha.... aap ne life ki kisi bhi stage per ghor kiya ke aap kis raste per hai??
                  Woh raastey jinka ziker Quran-e-Majeed mein hai keh in per chalo, yani Aati-Ullaha-Wa-aati-Ur-Rasool, per chalo gey to yeh sara sar bhalaii key raastey hain.

                  Mazhabi nuqta-e-nazar sey hat ker main yeh kahoon ga keh har woh raasta jis per aap ka dil mutmaiin hai keh yeh kaam main ney drust kiya hai, to woh sahih raasta hai, jis raastey per chal ker aap ka dil pareshaan rehna shuru kar dey keh Haaaey main ney kya kiya, woh raastah ghalt hai.

                  Originally posted by ummid View Post
                  or hum kabhi bhatak jaaye tu hume kaise ilm ho???
                  Iska jawaab bhi ooper sey related hai keh Deeni muamlaat mein to tashreehat mojood hoon keh kya sahih hai kya ghalt (go yeh har firqey key nazdeek apni apni defination hai :) ) - magar ikhlaaq raaston per bhi jo raasta aap ko pareshaan karey keh haey Allah main ney kya kar diya, woh raasta bhatakney wala hai.

                  Originally posted by ummid View Post
                  Raste mein aane waali Rukawato hum kaise door kar sakte hain?? or ager na kare tu kya hum aage barh sakeinge??
                  Rikawaton ka ta'aluq kis noiyat ka hai? Sab sey pehley is baat ka tayyun zaroori hai. Agar rikawatein aisi hain jo phaddey daalney wali hain, aur aap jantey hain keh aap sahih raah per hain, to un ka muqabila karna chahiyey - zuban sey, haath sey talwaar sey.

                  Magar woh rikawatein jo hamarey nazdeek rikawat hai, magar kisi siyaney key nazdeek wohi raah-e-raast ho, to hamein us per ghaur karna chahiyey.

                  Aaj kal aik bohat aham masla yeh utha hai keh agar larka larki apni pasand sey shadi karna chahtey hain to waldein amooman rikawat hotey hain. Ab yahan per bohat hi danishmandi ki zaroorat hai. Na sirf larkey/larki key liyey balkeh waldein key liyey bhi. Aisi soorat-e-haal mein the best solution is keh mil beth ker islaah aur tafheem key saath koi hal nikala jaey, na keh jabran apni apni marziyaan thons di jaein.
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment

                  • #10
                    Re: **Raasta......!

                    Originally posted by ummid View Post
                    Asalmaalaikum

                    ummid hai aap sub khairyat se honge :d1:

                    aap kis Qism ke Rasto per chalna pasnd karte hain apni zindagi ke liye aasaan ya Mushkil ?

                    tay kaise karte hain ke koi Rasta Mushkil hai ya aasan?

                    Mushil rasto ko or asan rasto ko aap kaise define kareinge?

                    From Mother's womb humari jurney of Life start hojaati hai... one year two year three year.....till the end hum chalte hi rehte hain.... chahe kuch na bhi kar rahe ho per waqt hume saath le ker chalta hi rehta hai.... aap ko kabhi laga ke aap thak gaye hain??

                    Quraan mein bhi siraat e MustaQeem ka ziker aaya hai... yaani seedha Rasta.... un logo ko Rasta jin per Allah ka fazal raha.... aap ne life ki kisi bhi stage per ghor kiya ke aap kis raste per hai??

                    or hum kabhi bhatak jaaye tu hume kaise ilm ho???

                    Raste mein aane waali Rukawato hum kaise door kar sakte hain?? or ager na kare tu kya hum aage barh sakeinge??

                    Great topic

                    I love you ummid 372-haha
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: **Raasta......!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Great topic

                      I love you ummid 372-haha
                      Ya to tu bohat barra fraudiya hai jo Saraah Khatoon sey fraud kar raha hai ya phir tumhari shamat aaney wali hai
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: **Raasta......!

                        Originally posted by Masood View Post
                        Ya to tu bohat barra fraudiya hai jo Saraah Khatoon sey fraud kar raha hai ya phir tumhari shamat aaney wali hai

                        Yaar mujay samaj he nahi aa raha tha ke is ke topic ka kia jawaab doon, phir soocha shayad Saraah ka jawaab sahi ho ga
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #13
                          Re: **Raasta......!

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Yaar mujay samaj he nahi aa raha tha ke is ke topic ka kia jawaab doon, phir soocha shayad Saraah ka jawaab sahi ho ga
                          Saraah Khatoon ney tumhari woh karni hai keh tum yaad rakho gey aur ummid key hathon bhi zalil honey ka poora poora bandobast kar rahey ho :p
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: **Raasta......!

                            walaikum salam ummid

                            I love you 3 / LOL

                            Thread title pe bas aik sheyr :-D

                            Inhi patharoN pe chal ker aa sako tau aao
                            Merey ghar k rastey mey koi kehkash'aN nahi hai

                            aur baqi sabhi k falsafey achey lagey :oldie:
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: **Raasta......!

                              Originally posted by Z. View Post
                              walaikum salam ummid

                              I love you 3 / LOL

                              Thread title pe bas aik sheyr :-D

                              Inhi patharoN pe chal ker aa sako tau aao
                              Merey ghar k rastey mey koi kehkash'aN nahi hai

                              aur baqi sabhi k falsafey achey lagey :oldie:

                              Yahan pe I love you lazmi kehna he kia :garmi:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X