Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khawabbbb

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Khawabbbb

    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
    jabb Khawbb poorray naa hoooo...Toot jain ..Bikharr jainnn..

    too takleef hii dettayy hainn janabbbb:lpop:

    banday k paas dekhnay wali nazar ho tou aur b bohat kuch dete hain tootnay bikhrnay k baad b
    ...khairrr no more comments on this statment :rose
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #17
      Re: Khawabbbb

      Originally posted by sarfraz_qamar View Post
      jabb Khawbb poorray naa hoooo...Toot jain ..Bikharr jainnn..

      too takleef hii dettayy hainn janabbbb:lpop:
      kyun na pure ho... me ke tu aaj tak saare khawaab pure hoye.. Allahmdullilah... if you live your dream.... tu kyun pure na honge.... :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Khawabbbb

        Originally posted by saraah View Post
        waalikum asslam

        dono ashaar mukhtalif point of bayan kr rahay hain isska matlab yahi k dono batain theek...kiyon k shaayer wohi kehta jo uss pe beet`ti hai.....tou sab kuch hota iss zindagi me.....kisi k liye zehar, amrit hai aur kisi k liye amrit ,zehar iss se aap yeh nateeja nae akhaz kr sktay k amrit zehar hota hai ya zehar amrit ...kisi sayanay ka qol hai k ''har shakhs apnay tajurbay k mutabiq raye deta hai''

        baqi theek hai aap ki baat b ....tawazan hona chahiye zindagi me.... banday ko realistic hona chhaiye fantasy world me nae rehna chahiye yeh me b kehti hoon

        shukria
        Shukarr haii koi to Ham khiall nikllaaaa....:lpop:
        "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

        Comment


        • #19
          Re: Khawabbbb

          Martin Luther King Jr. ney kahan tha keh: "I have a dream" - khawab insaan ko zindagi mein aagey bharney mein maddad detey hain :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: Khawabbbb

            Originally posted by ummid View Post
            kyun na pure ho... me ke tu aaj tak saare khawaab pure hoye.. Allahmdullilah... if you live your dream.... tu kyun pure na honge.... :thmbup:
            Sarray Khawab kabii pooray nahii hoottayyy....
            aisaa maiin nahii sab admit karrtay hainnnn...

            agar sab khawab poorray hoo jain too yehh dunia
            jannat naa bann jaieyyy
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment


            • #21
              Re: Khawabbbb

              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
              Sarray Khawab kabii pooray nahii hoottayyy....
              aisaa maiin nahii sab admit karrtay hainnnn...

              agar sab khawab poorray hoo jain too yehh dunia
              jannat naa bann jaieyyy
              kyun nahi pure hote sub khawaab.... me ne dekhe the kuch khawaab aaj tabeerein liye baithi ho un ki :alhamd:... kuch khawaab ki tabeerein abhi Raste mein hai per hum tak zaroor aayengi woh.... InshAllah

              Comment


              • #22
                Re: Khawabbbb

                Originally posted by ummid View Post
                kyun nahi pure hote sub khawaab.... me ne dekhe the kuch khawaab aaj tabeerein liye baithi ho un ki :alhamd:... kuch khawaab ki tabeerein abhi Raste mein hai per hum tak zaroor aayengi woh.... InshAllah
                Achhii Baat haii kehh aap kay kafii khawab poorray hoeyy hainnn..........But kuch khawab abb bhii baqii hoo gayyy...

                then aap kaissay kehh sakktii hainn app kayy sarray khawab
                porray hoo chukkay hainnn....
                its imposible ...kuch chezzain pherr bhii rehh jatii hainnnn
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment


                • #23
                  Re: Khawabbbb

                  Originally posted by Masood View Post
                  Martin Luther King Jr. ney kahan tha keh: "I have a dream" - khawab insaan ko zindagi mein aagey bharney mein maddad detey hain

                  may be khawab insan koo aaggay barhnay main madadd dettay hoooo...
                  but point is that..
                  jab khawab sarray poorray naa hooo...too kiaa faida Khawab dekhhnnay kaaa
                  "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                  Comment


                  • #24
                    Re: Khawabbbb

                    Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                    Achhii Baat haii kehh aap kay kafii khawab poorray hoeyy hainnn..........But kuch khawab abb bhii baqii hoo gayyy...

                    then aap kaissay kehh sakktii hainn app kayy sarray khawab
                    porray hoo chukkay hainnn....
                    its imposible ...kuch chezzain pherr bhii rehh jatii hainnnn

                    No.... aap humari statement phir se parhein... I said me ke khawaab ki kuch tabeerein abhi Raste mein hai jo InshALlah hume jald mil jaayegi.... khawab zindagi bhar dekhte rehna hai hume.... khawaab bunne parte hain.... jaise zindagi jeeni parti hai....

                    Comment


                    • #25
                      Re: Khawabbbb

                      Walaikum Assalam

                      Khuab Adhore sahi....
                      khuab sahare to hein...

                      :dance5:

                      Comment


                      • #26
                        Re: Khawabbbb

                        Originally posted by MSA View Post
                        Walaikum Assalam

                        Khuab Adhore sahi....
                        khuab sahare to hein...

                        :dance5:
                        shabash.... :dance5:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Khawabbbb

                          sahi kaha bro
                          khab zarur dekhny chahiye
                          ye na ho to bandy aur machine me ferq hi khatam ho jaye
                          laken is bat se mutfiq nhi k khab real life se bilkul hi mukhtalif hoty hain
                          kuch b pany k liye us ki tamana zarur hoti hy ager ksi cheez ki khahish hi na ho to insan usy hasil kerny ki koshish hi nhi kry ga

                          Comment


                          • #28
                            Re: Khawabbbb

                            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                            asalam o alaikom....
                            aaj 2 ashhar nazzrro sayy guzzrray....

                            khawboo sii dillnawazzzzz haqeeqat nahiii koii
                            yehh bhii naa hoo to dard ka darman bhi na hoo


                            khawab hottay hain dekhnay kay lieyyyy
                            unn main jaa kar magar rahaa naa karoo

                            yehh 2nd shairr 2 mukhtalif point of view biian karr rahhay hainnn........
                            what u say....
                            khawab dekhhnnay chahienn yaa nahiii?

                            my point of view

                            khawab zarror dekhain maggar yehh bhii yaad rakhain real life
                            bohhat hii different aoor talkh haiiii.......



                            :lpop::lpop::lpop:
                            بنیادی طور پر لفظ خواب بے حقیقت اشیاء پر بولا جاتا ہے جب انسان عالم مثال میں اپنے لیے کسی حقیقت کا متلاشی ہو یعنی اپنے تصور یا تخیل کی آنکھ سے کسی ایسی شئے کہ جس کا وجود عدم حقیقت رکھتا ہو کو عدم حقیقت سے حقیقی وجود میں بدلنے کے لیے تخیلاتی سطح سے لے کرفکری اور شعوری سطح تک کوئی تگ و دوکرئے تو اس کی اس کوشش کو خواب کے نام سے تعبیر کیا جاتا ہے جب انسان عالم تصور یا عالم مثال میں شعوری یا فکری طور پر کسی خواب کو بنتا ہے تو پھر انسان کی اپنی کوشش اور کاوش اس خواب کو تعبیر کی صورت میں بے حقیقت سے حقیقت میں تبدیل کردیتی ہے اور جب کوئی انسان لا شعوری طور پر اپنی بہت سی خواہشات کو اپنے اوپر اس قدر طاری کرلے کہ پھر اسکو ان خواہشات کے سحر سے نکلنا آسان نہ رہے تو ایسے میں اسکا بے حقیقت اشیاء کے سحر میں کھو جانا ہی اسکا خوابوں کی دنیا میں رہنا کہلاتا ہے ۔ ۔
                            اول شعر میں شاعر
                            اپنے محبوب کے تخیلاتی وجود کو وصل محبوب کے حسین وجود کی صورت میں پورا ہوتا ہوا دیکھ کر اسے (یعنی خواب کو ) درد دل کا سامان قرار دے رہا ہے اور جبکہ دوسرا شعر خوابوں کی حقیقت کو واضح کررہا ہے ۔ ۔ ۔
                            Last edited by aabi2cool; 3 January 2010, 14:18.
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #29
                              Re: Khawabbbb

                              khwab...nahi dekhne chaey

                              Comment


                              • #30
                                Re: Khawabbbb

                                Originally posted by unity View Post
                                khwab...nahi dekhne chaey
                                Kyun ji? kyun nahin dekhney chahiyey?
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X