Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khawabbbb

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khawabbbb

    Asalam O Alaikom....
    Aaj 2 ashhar nazzrro sayy guzzrray....

    Khawboo sii Dillnawazzzzz Haqeeqat nahiii koii
    yehh bhii naa hoo to dard ka darman bhi na hoo

    Khawab Hottay hain dekhnay kay lieyyyy
    Unn main jaa kar magar rahaa naa karoo

    yehh 2nd shairr 2 mukhtalif point of view Biian karr rahhay hainnn........
    what u say....
    Khawab dekhhnnay chahienn yaa nahiii?

    my point of view

    Khawab Zarror dekhain maggar yehh bhii yaad rakhain real life
    bohhat hii different aoor talkh haiiii.......

    :lpop::lpop::lpop:
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

  • #2
    Re: Khawabbbb

    Wa allaikum salaam

    Is per mujhey apni likhi hui aik nazam yaad aati hai:

    Khawaab

    Khawabon ki apni tabeerein hain sajan
    khawaab bhi sachey hotey hain
    khawabon ko jaisa socho gey tum
    khawaab to waisey hotey hain
    khawaab haqeeqat, khawaab fsana
    khawaab to lamhey hotey hain
    khawaab hain amrat, khawaab zehar
    khawaab to mohlak hotey hain
    khawaab hain gham, khawaab khushi
    khawaab hi to aansu hotey hain
    jab aankh khuli to jana main ney
    sabhi khawaab saraab hotey hain

    Mera zaati nuqta-e-nazar yeh hai keh khawaab zaroor buneney chahiyey. Magar is tarha keh un mein haqeeqat ka rang dala jaa sakey. Ab agar koi yeh khawab dekhey keh main K2 paharr ko apni jaggah sey hata doon, to yeh mumkin nahin, magar yeh mumkin hai keh K2 ko fatah kiya jaa sakey..

    Pyar ka khawaab dekhna koi buri baat nahin, magar pyar ko paaney key liyey traddud BHI karna zaroori hota hai - achhi zindagi key khawaab dekhna achhi baat hai, magar zindagi ko achha bnaney key liyey koshish bhi zaroori hai...
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Khawabbbb

      Originally posted by Masood View Post

      Aap ki Nazzam Ki last line bohht powerful haii....

      Sabhii Khaab sarrab hoottay hainn..

      Masood bhai Khawab sarrab hii hoottay hainn...inn kayy peechhay iinssan bhaggataa haii ...aakhir yehh insann koo thakaa dettay hainnnnnnn....woh barra mashoor shairr haiiiii

      Hazarroo Khawhishain aisse keh harr khawhish par dam nikllay
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment

      • #4
        Re: Khawabbbb

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post

        Hazarroo Khawhishain aisse keh harr khawhish par dam nikllay
        Khawahish mein aur khawaab mein farq hota hai :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: Khawabbbb

          Originally posted by Masood View Post
          Khawahish mein aur khawaab mein farq hota hai

          Khawhishain hii inssan koo Khawab dekhnnay parr majboor
          karrtii haiiiii......
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #6
            Re: Khawabbbb

            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
            Khawhishain hii inssan koo Khawab dekhnnay parr majboor
            karrtii haiiiii......
            Zaroori hai?????

            Meri khawahish hai keh Pakistan mein asal jamhooriyat aaey.. (jo keh mera khawab nahin)

            mera khawab hai keh Pakistan ko islami mumkalat bnaya jaey - dono mein farq hai
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: Khawabbbb

              khawab... I live my dreams...

              Comment

              • #8
                Re: Khawabbbb

                Originally posted by Masood View Post
                Wa allaikum salaam

                Is per mujhey apni likhi hui aik nazam yaad aati hai:

                Khawaab

                Khawabon ki apni tabeerein hain sajan
                khawaab bhi sachey hotey hain
                khawabon ko jaisa socho gey tum
                khawaab to waisey hotey hain
                khawaab haqeeqat, khawaab fsana
                khawaab to lamhey hotey hain
                khawaab hain amrat, khawaab zehar
                khawaab to mohlak hotey hain
                khawaab hain gham, khawaab khushi
                khawaab hi to aansu hotey hain
                jab aankh khuli to jana main ney
                sabhi khawaab saraab hotey hain

                Mera zaati nuqta-e-nazar yeh hai keh khawaab zaroor buneney chahiyey. Magar is tarha keh un mein haqeeqat ka rang dala jaa sakey. Ab agar koi yeh khawab dekhey keh main K2 paharr ko apni jaggah sey hata doon, to yeh mumkin nahin, magar yeh mumkin hai keh K2 ko fatah kiya jaa sakey..

                Pyar ka khawaab dekhna koi buri baat nahin, magar pyar ko paaney key liyey traddud BHI karna zaroori hota hai - achhi zindagi key khawaab dekhna achhi baat hai, magar zindagi ko achha bnaney key liyey koshish bhi zaroori hai...
                objection.....:oldie:

                no if and buts for DREAMS...

                khawaab zindagi ko maqasd dete hain....

                Comment

                • #9
                  Re: Khawabbbb

                  khawaab deekhnay chaye ..khawaab deekhian gay to us pay amal karnay ka suchian gay un ki tabeer panay kay leye :guitar:
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: Khawabbbb

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    khawaab deekhnay chaye ..khawaab deekhian gay to us pay amal karnay ka suchian gay un ki tabeer panay kay leye :guitar:
                    Manna kayy khawab dekhain gayy tabb h iitabbeer paa sakkttay haiinnnnnnnnnnnnnnn,,,But real life is very cruel...yeh sabb battain kiabboo aoor kahanioun main hii achhii laggtee haiiiiii.....real life main Baqool Masood bhaii Khawab Sarrab hoottay hainnn
                    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                    Comment

                    • #11
                      Re: Khawabbbb

                      Originally posted by ummid View Post
                      objection.....:oldie:

                      no if and buts for DREAMS...

                      khawaab zindagi ko maqasd dete hain....
                      Khawab Zindagee koo Maqsadd dennay kii bajaieyy
                      aorr bhii mushkill banna dettay hainnnn
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment

                      • #12
                        Re: Khawabbbb

                        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                        Khawab Zindagee koo Maqsadd dennay kii bajaieyy
                        aorr bhii mushkill banna dettay hainnnn
                        oh hello.... khawaab koi Mushkil nahi banate zindagi.... zindagi ko aap ki irrational thoughts Mushkil banati hai.... khawaab tu bus zindagi ko ek rasta dete hain ke aage barho or apne khawaab jiyo...

                        Comment

                        • #13
                          Re: Khawabbbb

                          Originally posted by Masood View Post
                          Zaroori hai?????

                          Meri khawahish hai keh Pakistan mein asal jamhooriyat aaey.. (jo keh mera khawab nahin)

                          mera khawab hai keh Pakistan ko islami mumkalat bnaya jaey - dono mein farq hai
                          yehh kiaa baat hoiii.....
                          kann ko eik side sayy naa pakroo 2nd side sayy pakarr looo..

                          Baat to aik hii haii masood bhaii
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment

                          • #14
                            Re: Khawabbbb

                            Originally posted by sarfraz_qamar View Post
                            Asalam O Alaikom....
                            Aaj 2 ashhar nazzrro sayy guzzrray....

                            Khawboo sii Dillnawazzzzz Haqeeqat nahiii koii
                            yehh bhii naa hoo to dard ka darman bhi na hoo

                            Khawab Hottay hain dekhnay kay lieyyyy
                            Unn main jaa kar magar rahaa naa karoo

                            yehh 2nd shairr 2 mukhtalif point of view Biian karr rahhay hainnn........
                            what u say....
                            Khawab dekhhnnay chahienn yaa nahiii?

                            my point of view

                            Khawab Zarror dekhain maggar yehh bhii yaad rakhain real life
                            bohhat hii different aoor talkh haiiii.......

                            :lpop::lpop::lpop:
                            waalikum asslam

                            dono ashaar mukhtalif point of bayan kr rahay hain isska matlab yahi k dono batain theek...kiyon k shaayer wohi kehta jo uss pe beet`ti hai.....tou sab kuch hota iss zindagi me.....kisi k liye zehar, amrit hai aur kisi k liye amrit ,zehar iss se aap yeh nateeja nae akhaz kr sktay k amrit zehar hota hai ya zehar amrit ...kisi sayanay ka qol hai k ''har shakhs apnay tajurbay k mutabiq raye deta hai''

                            baqi theek hai aap ki baat b ....tawazan hona chahiye zindagi me.... banday ko realistic hona chhaiye fantasy world me nae rehna chahiye yeh me b kehti hoon

                            shukria
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Khawabbbb

                              Originally posted by ummid View Post
                              oh hello.... khawaab koi Mushkil nahi banate zindagi.... zindagi ko aap ki irrational thoughts Mushkil banati hai.... khawaab tu bus zindagi ko ek rasta dete hain ke aage barho or apne khawaab jiyo...
                              jabb Khawbb poorray naa hoooo...Toot jain ..Bikharr jainnn..

                              too takleef hii dettayy hainn janabbbb:lpop:
                              "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                              Comment

                              Working...
                              X