Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

How does it feel?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • How does it feel?

    Asalam alaikum,

    For some reason, ya phir for no reason , aap kabhi apney khud k liye muta'in kerda usoolon k khilaf amal karney lagein? Kaisa mehsoos hota hai?

    Aur kya apney liye muta'in kerda usoolon ki passdari na kerna ... aik ghalat baat ho jati hai?
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: How does it feel?

    Han g aj kal woa he to ker rahi hun jo asol main ne bnaye thay un ko torna pera majbori main .kiu k kud per zulam sehna aur awaz na nekalna aur b zayda zulam aur gonah so ager kbi aysi soret hal ho k ap ek aschay track py ja rahain hain per log chalne na dain to majboren kuch aschay asol kud k lia torne per jatay hai. Is main koi harj nahe
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: How does it feel?

      Originally posted by Z. View Post
      Asalam alaikum,

      For some reason, ya phir for no reason , aap kabhi apney khud k liye muta'in kerda usoolon k khilaf amal karney lagein? Kaisa mehsoos hota hai?

      Aur kya apney liye muta'in kerda usoolon ki passdari na kerna ... aik ghalat baat ho jati hai?
      Walekum Salam:hii:
      without any reason to nahi lekin koi solid reason ho or asool k khilaf karna par jaey to yakinan koi majburi ye karwa sakti he to zaher he acha to phir bhi nahi lage ga.

      Comment

      • #4

        wasalam

        ek baat parhi hoi thi kahein tumhaare is sawaal ke jawab mein yaad aa gai
        Raavi kehte hain: "intehaai Ba'ikhlaaQ mut bano... is liye keh IkhlaaQiyat se buland tar maQasid per Mub'ani ziindagi guzarne mein is Amar ka Ahtmaal hota hai keh tum apni zaat ko bhi dhoka de do..."

        apne banaye hoye asoolo ke khilaaf amal karna waqai tub Mushkil hota hai jub aap had se zyadah humble ho... and In my case I dont consider my self as very humble... am not that great...:embarasse
        Last edited by ummid; 31 December 2009, 12:08.

        Comment

        • #5
          Re: How does it feel?

          Originally posted by Z. View Post
          Asalam alaikum,

          For some reason, ya phir for no reason , aap kabhi apney khud k liye muta'in kerda usoolon k khilaf amal karney lagein? Kaisa mehsoos hota hai?

          Aur kya apney liye muta'in kerda usoolon ki passdari na kerna ... aik ghalat baat ho jati hai?
          wsalam!:hii:
          buri baat apnay muta in karda asoolo kay khilaf amal nhi karna chiaya:hairdrayer: kiun kah ap kia ho aur kia chahtay ho ap ki souch kia ha ya sab apkay mutain karda asolo per amal kar kay hi ap ko aur dosro ko pata chalay ga......warna ap ka asal tu koi jaan hi nahi sakay ga

          Comment

          • #6
            Re: How does it feel?

            Originally posted by ummid View Post
            wasalam

            ek baat parhi hoi thi kahein tumhaare is sawaal ke jawab mein yaad aa gai
            Raavi kehte hain: "intehaai Ba'ikhlaaQ mut bano... is liye keh IkhlaaQiyat se buland tar maQasid per Mub'ani ziindagi guzarne mein is Amar ka Ahtmaal hota hai keh tum apni zaat ko bhi dhoka de do..."

            apne banaye hoye asoolo ke khilaaf amal karna waqai tub Mushkil hota hai jub aap had se zyadah humble ho... and In my case I dont consider my self as very humble... am not that great...:embarasse
            agreed
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: How does it feel?

              Originally posted by ashi View Post
              Han g aj kal woa he to ker rahi hun jo asol main ne bnaye thay un ko torna pera majbori main .kiu k kud per zulam sehna aur awaz na nekalna aur b zayda zulam aur gonah so ager kbi aysi soret hal ho k ap ek aschay track py ja rahain hain per log chalne na dain to majboren kuch aschay asol kud k lia torne per jatay hai. Is main koi harj nahe
              Originally posted by unity View Post
              Walekum Salam:hii:
              without any reason to nahi lekin koi solid reason ho or asool k khilaf karna par jaey to yakinan koi majburi ye karwa sakti he to zaher he acha to phir bhi nahi lage ga.
              Originally posted by ummid View Post
              wasalam

              ek baat parhi hoi thi kahein tumhaare is sawaal ke jawab mein yaad aa gai
              Raavi kehte hain: "intehaai Ba'ikhlaaQ mut bano... is liye keh IkhlaaQiyat se buland tar maQasid per Mub'ani ziindagi guzarne mein is Amar ka Ahtmaal hota hai keh tum apni zaat ko bhi dhoka de do..."

              apne banaye hoye asoolo ke khilaaf amal karna waqai tub Mushkil hota hai jub aap had se zyadah humble ho... and In my case I dont consider my self as very humble... am not that great...:embarasse

              Originally posted by saraah View Post
              agreed
              Shukran all :rose
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: How does it feel?

                Originally posted by Faro View Post
                wsalam!:hii:
                buri baat apnay muta in karda asoolo kay khilaf amal nhi karna chiaya:hairdrayer: kiun kah ap kia ho aur kia chahtay ho ap ki souch kia ha ya sab apkay mutain karda asolo per amal kar kay hi ap ko aur dosro ko pata chalay ga......warna ap ka asal tu koi jaan hi nahi sakay ga
                Okay! :-$
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: How does it feel?

                  yeh to depend karta hai kay asool hain kis kisem kay ? tarmeem ki gunjaish honi chaye ..agar zarorat paray to ..warna khamakhwa main ghalat asloun ko sahi asool samajh kay zindagi nahi guzarni chaye ....zindagi main buhat say change a jatay hian to un ko bhi accept karna chaye ...
                  main is ki aik misaal diti houn kay

                  kuch loog asool bana leytay hian kay larkeoo ko agay nahi parhana ....us waqat hoo sakta hai halaat aisay houn jin ki waja say asool banaya gaya hooo...pher agay chal kay mahool acha hoo jaye or banda usi asool pay ara rehay kay nahi parhna to nahi ..to faida aisay asoloun ka ?
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  Working...
                  X