Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**sochne ki baat hai.....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **sochne ki baat hai.....!

    Asalamaalaikum

    ummid hai sub khairyat se honge....:hairdrayer:

    me ne aaj ek kitaab mein parha: kya yeh Munasib nahi ke ghalat sochne ki bajaye kuch socha hi na jaaye....? (yaani ghalat sochne se accha hai banda kuch soche hi na )

    aap kya kehte hain is Qool ke baare mein??

    kitna agree karte hain is baat se ager haan tu kyun or ager nahi tu kyun??

    aap ki sochein kaisi hain +ve ya -ve... ?

    aap ki socha ka inhesaar kin baato per hota hai

    aap ko kaise pata chalta hai ke aap sahi soch rahe hain ya ghalat??

    :think:

  • #2
    Re: **sochne ki baat hai.....!

    walikum salam :)

    hmm qool to sahi hay sahi hi fermaya hay jis nay bhi fermaya
    lakin possible hota nahi hay ye sochein to khud ba khudi ati rhati hain na
    meri soch kabhi positive oor kabhi kabhi negitive hoti hay

    Comment

    • #3
      Re: **sochne ki baat hai.....!

      Originally posted by ummid View Post

      :) Wa salaam beti

      Kehney ko sabhi apni apni jaggah sachey hain - drust kaha hai kisi ney keh glas mein aadha pani ho to ussey kaisey biyaan karein gey? The glass is half empty or half full?

      Magar jab jiskey ooper beet rahi hoti hai, us waqt uski takleef ka ehsaas sirf usi ko hota hai - kisi doosrey ko nahin - sochein achhi hoti hai agar unki base achhi ho, agar base achhi nahin to kya khaak achhi hongi?

      Aap ki zaat toot ker bikher rahi ho, to aap kya sochein gey??
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment

      • #4
        Re: **sochne ki baat hai.....!

        Originally posted by Rabi View Post
        walikum salam :)

        hmm qool to sahi hay sahi hi fermaya hay jis nay bhi fermaya
        lakin possible hota nahi hay ye sochein to khud ba khudi ati rhati hain na
        meri soch kabhi positive oor kabhi kabhi negitive hoti hay
        yeh sahi hai ke sochein khud b khud aati hai... per aap yeh faisla kaise karte hain ke aap sahi simat mein soch rahe hain ya ghalaT?

        Comment

        • #5
          Re: **sochne ki baat hai.....!

          Originally posted by Masood View Post
          :) Wa salaam beti

          Kehney ko sabhi apni apni jaggah sachey hain - drust kaha hai kisi ney keh glas mein aadha pani ho to ussey kaisey biyaan karein gey? The glass is half empty or half full?

          Magar jab jiskey ooper beet rahi hoti hai, us waqt uski takleef ka ehsaas sirf usi ko hota hai - kisi doosrey ko nahin - sochein achhi hoti hai agar unki base achhi ho, agar base achhi nahin to kya khaak achhi hongi?

          Aap ki zaat toot ker bikher rahi ho, to aap kya sochein gey??
          sochein acchi hai ya buri... I mean us ka base baqool aap ke....

          tu aap ko kaise pata chalega ke aap ka base sahi hai ya ghalat?

          Comment

          • #6
            Re: **sochne ki baat hai.....!

            Originally posted by ummid View Post
            Asalamaalaikum

            ummid hai sub khairyat se honge....:hairdrayer:

            me ne aaj ek kitaab mein parha: kya yeh Munasib nahi ke ghalat sochne ki bajaye kuch socha hi na jaaye....? (yaani ghalat sochne se accha hai banda kuch soche hi na )

            aap kya kehte hain is Qool ke baare mein??

            kitna agree karte hain is baat se ager haan tu kyun or ager nahi tu kyun??

            aap ki sochein kaisi hain +ve ya -ve... ?

            aap ki socha ka inhesaar kin baato per hota hai

            aap ko kaise pata chalta hai ke aap sahi soch rahe hain ya ghalat??

            :think:
            waalikum asslam

            soch pe ekktayar nae hota usually amal pe tou hota na galat soch b liya tou amal na kro uss pe,yani uss soch ko amli jaama na pehnao uss soch ko follow na kro simple

            meri sochain positive b hain negative b ....me kuch ghalat b soch rahi hoon tou muje maloom hota hai k me ghalat soch rahi hoon aur muje iss pe shrmindagi nae ,

            aur pata kese chalta hai byi jiss cheez ki nafi dil o dimagh dono kr rahay hon tou pata tou chal jaye ga na....specially dil ki gawahi pe yaqeen hota hai muje .....aap ka zameer batata hai aapko .

            ..aur soch ka inhisaar kin baton pe hota hai iss sawaal ki muje smjh nae aayi
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: **sochne ki baat hai.....!

              Originally posted by saraah View Post
              waalikum asslam

              soch pe ekktayar nae hota usually amal pe tou hota na galat soch b liya tou amal na kro uss pe,yani uss soch ko amli jaama na pehnao uss soch ko follow na kro simple

              meri sochain positive b hain negative b ....me kuch ghalat b soch rahi hoon tou muje maloom hota hai k me ghalat soch rahi hoon aur muje iss pe shrmindagi nae ,

              aur pata kese chalta hai byi jiss cheez ki nafi dil o dimagh dono kr rahay hon tou pata tou chal jaye ga na....specially dil ki gawahi pe yaqeen hota hai muje .....aap ka zameer batata hai aapko .

              ..aur soch ka inhisaar kin baton pe hota hai iss sawaal ki muje smjh nae aayi
              hmmm

              socha ka inhesaar..... me bhi ab soch rahi hai ke yeh sawal me ne kya soch ker poocha tha :lol

              sochne do :think:

              Comment

              • #8
                Re: **sochne ki baat hai.....!

                Originally posted by ummid View Post
                Asalamaalaikum

                ummid hai sub khairyat se honge....:hairdrayer:

                me ne aaj ek kitaab mein parha: kya yeh Munasib nahi ke ghalat sochne ki bajaye kuch socha hi na jaaye....? (yaani ghalat sochne se accha hai banda kuch soche hi na )

                aap kya kehte hain is Qool ke baare mein??

                kitna agree karte hain is baat se ager haan tu kyun or ager nahi tu kyun??

                aap ki sochein kaisi hain +ve ya -ve... ?

                aap ki socha ka inhesaar kin baato per hota hai

                aap ko kaise pata chalta hai ke aap sahi soch rahe hain ya ghalat??

                :think:
                W sallam.........

                Not agreeeee......
                Insan hoo... Soch kabhi positive aoor akabhii negative hootii haii
                my furture planzzz...
                "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                Comment

                • #9
                  Re: **sochne ki baat hai.....!

                  Originally posted by ummid View Post
                  Asalamaalaikum

                  ummid hai sub khairyat se honge....:hairdrayer:

                  me ne aaj ek kitaab mein parha: kya yeh Munasib nahi ke ghalat sochne ki bajaye kuch socha hi na jaaye....? (yaani ghalat sochne se accha hai banda kuch soche hi na )

                  aap kya kehte hain is Qool ke baare mein??

                  kitna agree karte hain is baat se ager haan tu kyun or ager nahi tu kyun??

                  aap ki sochein kaisi hain +ve ya -ve... ?

                  aap ki socha ka inhesaar kin baato per hota hai

                  aap ko kaise pata chalta hai ke aap sahi soch rahe hain ya ghalat??

                  :think:

                  Walaikum Asalam me ki ummid de :dance5:

                  mein kahu gi ye qawl meaning full he :think:

                  me is qawl se agree nahi karti :shyy:

                  kyu ke

                  me ne kahi parha tha

                  An idol mind is a devil's workshop :think:

                  ye parha to mein ne 3rd grade me tha samajh kuch saal pehle hi aya :hairdrayer:

                  ap acha socho ya bura ...ye completely pe depend karta he ...it's your mental attitude that admits you into negative thoughts :hairdrayer:

                  or yahi negative thoughts apko grow hone se rok deti hein har aspect me

                  meri soch mostly postive hi hoti he :think:

                  jab me kisi ke baray me bura nahi sochu gi ... or positive attitude ke sath har mushkil se guzru gi to phir mjhe pata chal jata he meri soch theek he :think:

                  likin positive hone ka har giz ye matlab nahi ap har decision ke after effects sochne chore dein :fight:
                  :
                  Last edited by mano_billi; 3 January 2010, 10:57.

                  Comment

                  • #10
                    Re: **sochne ki baat hai.....!

                    Walekum Salam:hii:
                    haan theek kaha jis ne kaha.apni sochon par ham ko nazar rakhni chahey k wo darust simat me ja rahi hon

                    Comment

                    Working...
                    X