Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Application for Rishta:::

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Application for Rishta:::

    Originally posted by Masood
    Dua aap ka order book karwa diya geya hai Pegham factory mein jab koi aisa namoona baney ga to aap ki khidmat mein arsaal kar diya jaey ga. Magar aik shart hai: Paison ki adaeegi samaan ki wasooli sey pehley ho, kyun keh baad mein aap ney order per bnaey huwey shohr-e-naamdar ko dekh ker aisi cheekh maarni hai key behosh ho jana hai to hamari mehnat to gharat ho jaey gi na :tauba
    Bhaiya, aap ghalti se pizza post ki bajaye rishta post pe aa gaye ho...dehaan ker dehaan :khi:
    :thmbup:

    Comment


    • #32
      Re: Application for Rishta:::

      Originally posted by munda_sialkoty
      Aap ne ouper jo qualities beyaan ki hein, kia mein pooch sakta hoon ke kahin aap ka ishara meri taraf to nahi :embarasse
      Wah bhai main mojzoon par yaqeen to rakhta hoon par itni jaldi mojza hogaya.....:hathora :hathora
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment


      • #33
        Re: Application for Rishta:::

        Originally posted by Nido Jee
        janna kiya hay hum ko to malom hay

        kya maloom hai :cc:
        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: Application for Rishta:::

          Originally posted by ~*~ Dua ~*~
          me me me

          umm..hayee :blush:

          Adab Arz Hai,

          Mohtarum Guzarish Hai k Me Kanya Kunwari Ik adud shohar ki talaash me dar dar bhatuk rahi hoon. Agar aap k pass munarja zail khoseyaat k saath koi ladka nazer me hai tu barayee meharbani mujh se rabta karain..mujhe ik adud shohar urd noukar ki ashud zaroorat hai.. Khoseyaat darj zeel hain:
          1- Sughar (sare kaam janta hoon or experienced ho)
          2- khoobsurat :blush:
          3- Haan me haan kerne wala
          4-acha kamata hoo :d:

          filhaal in he khoseyaat ko mad-e-nazer rakhte hoye koi khoobsurat noujawan talaash karain..baki tafseel ladka milne k baad.

          Shukriya

          Fa Khut

          Dua :blush:


          :kr: sahi ja rahi ho
          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: Application for Rishta:::

            Originally posted by D@y W@lk3r
            Salam,:phool:
            Dua ji yah khusosiyaat PK boys main to ho hi nahi sakti....:mm:
            Phir bhi mojzay to hotay rehtay hain. hosakta hain kay koi mil jay...:khi:
            Kya baat ker rhaey ho janab , aisey husbands to pakistan mei jaga jaga miltey hain :tauba
            sigpic

            Comment


            • #36
              Re: Application for Rishta:::

              :donno:
              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

              :pr:

              Comment


              • #37
                Re: Application for Rishta:::

                Originally posted by D@y W@lk3r
                Wah bhai main mojzoon par yaqeen to rakhta hoon par itni jaldi mojza hogaya.....:hathora :hathora
                Isay moojza nahi co-incident keh saktay ho bhai :donno:
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Application for Rishta:::

                  KOEE HAY ? :eye:
                  Life is more strict than a teacher
                  A teacher teaches a lesson
                  and takes an exam.
                  But life takes an exam
                  and then teaches a lesson

                  Comment


                  • #39
                    Re: Application for Rishta:::

                    Originally posted by Saima Shaheen
                    Kya baat ker rhaey ho janab , aisey husbands to pakistan mei jaga jaga miltey hain :tauba
                    Jeee meray khayal main mujhay b ubb rushtay k baray main sochna hiii chahiyay......Mujhay mashwra send karna.. Thanks and BYE

                    Comment


                    • #40
                      Re: Application for Rishta:::

                      Originally posted by D@y W@lk3r
                      kiyun littel sister kiya hoya shadi wadhi nahi karni kiya...:mm:
                      hmmm kuch keh nahi sakti hon is bare mai :tomato::shh:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Application for Rishta:::

                        Originally posted by Hala
                        :donno:
                        Aisay to koi bhi nahi milay ga..:mm:
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #42
                          Re: Application for Rishta:::

                          Originally posted by sheem
                          hmmm kuch keh nahi sakti hon is bare mai :tomato::shh:
                          okay :cc: jab irdha ho to batana :khi:
                          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                          Comment


                          • #43
                            Re: Application for Rishta:::

                            Originally posted by munda_sialkoty
                            Isay moojza nahi co-incident keh saktay ho bhai :donno:
                            :hhh: :bteeth:
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment


                            • #44
                              Re: Application for Rishta:::

                              Originally posted by Saima Shaheen
                              Kya baat ker rhaey ho janab , aisey husbands to pakistan mei jaga jaga miltey hain :tauba

                              kisi ik jagah ka pata bata doo :wnk::wk
                              Sab Hi Apni Gharz Say Milte Hain Faraz..
                              Maza Tu Jab Hai K Koi Be-Sabab Mila Kare.
                              :wk

                              Comment


                              • #45
                                Re: Application for Rishta:::

                                :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc: :cc:

                                Comment

                                Working...
                                X