Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

(***Elections Voting ***)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: (***Elections Voting ***)

    Voted:rose
    sigpic

    Comment


    • #47
      Re: (***Elections Voting ***)

      I've personally voted for Roshni Party
      مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
      نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

      Comment


      • #48
        Re: (***Elections Voting ***)

        Originally posted by Admin View Post
        I've personally voted for Roshni Party
        waise dnt mind manshoor laga dayna ya bhari bhari batain ker k gaib ho jana ye sahe nahe hota ilfaz k sath amel ka huna b zarori hain. Main ne jis party ko vote dia un ke leader in b rahi hai koi khas inqalab to nahe a saka siway un ka thread baton sy bhara raha .mager leader ka in huna aur kam kerty rehna zarori hai .aur ap ne shayd roshni leader ke akheri request nahe read ke k un ke party ko del ker dia jaye . Kiu k wo hesa nahe lay saky pata nahe kiu ap zaberdasti parties ko gusane main lagay hain elections main.falcons party b nahe mager pher b ajeeb zaberdasti hain g .
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment


        • #49
          Re: (***Elections Voting ***)

          Aur jeb insaf ke ferhami k lia polling rekhe gai hai to ye b lazmi huna chaye tha k jo members chup ker k vote dal k apne friends ko ja rahay un k lia lazmi huna chayd k wo sath sath apne khubsort kiyalat ka izhar b kerain k kiu aur kis chez sy mutasir ho k vote diye ja rahay hain aur jin ko nahe diye ja rahay un ke khamiyan b zaror btani chaye ta ky next time wo un khamiyo ko dor ker sakain kia kiaya hai?kuch galet kaha? Mager yahan to bus ha ha ha ha ha insaf he insaf . Inshah Allah hum election main to nahe mager us k bd jeetane wali party k un voted memberan sy interview zaror kerain gay jo waja vote btaye bina vote day rahain just apne friends ko aur jo friends nahe hain un ko vote na dayne ke b waja pouchain gay main overall seb parties ke bat ker rahi hun:)
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment


          • #50
            Re: (***Elections Voting ***)

            Uffffffffffffffffffffffffffff !!!

            anyway voted Alhamdulillah!!

            Comment


            • #51
              Re: (***Elections Voting ***)

              Vote for falcons
              I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

              Comment


              • #52
                Re: (***Elections Voting ***)

                Dear Admin

                Yeh Reply mein pegham k ek member key hesiat sey ker raha hun.Falcons ka member honey key hasiat sey nahi.

                Sir aap ney jo Rulz baney hain muje un sey ikhtliaf nahi hai per kuch batyian asey hain jo kerna zarooori samjta hun.

                Ager Poll Thread banan zaroori tha to phir sab parties ko kaha jata k wo apna manshoor laga dayin us k bad open polling ho jatey jis tarha Pg Compitations mein hoti hai....

                pahley members party ko join karyin then poll thread banan kuch ajeeb sey bat lagti hai........is k laey zaroori tha k phir koi kisi party ka member na hota sirf leaders manshoor lagtey n polling start ho jati like Ashaar compitations

                is tarha ek problem ney janam lia ager koi regular members hai aur us ney party be join ker rakhi hai per due to some problems wo nahi aa saka ti it means us ka vote to gaia

                is tarha problems to aur be hain any way Fun thread hai is laey mein aur kia likhooooooooooooooo

                Best of luck all parties

                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                Comment


                • #53
                  Re: (***Elections Voting ***)

                  voted

                  Comment


                  • #54
                    Re: (***Elections Voting ***)

                    Originally posted by unity View Post
                    voted

                    aap k daant mein dard hai???:khi:
                    I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                    Comment


                    • #55
                      Re: (***Elections Voting ***)

                      jo jo party wo maangy aye gi to is k bad faisla kro ga

                      Comment


                      • #56
                        Re: (***Elections Voting ***)

                        Originally posted by Tanha Hassan View Post
                        Vote for falcons
                        :laarai: sir jee koi faida nehe hain dekho main ny b vote ker diya hain liya polling rekhi gai hain is liya miti pao g
                        Last edited by chaand_nager; 31 December 2009, 08:36.
                        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                        sigpic

                        Comment


                        • #57
                          Re: (***Elections Voting ***)

                          Originally posted by naveed iqbal View Post
                          jo jo party wo maangy aye gi to is k bad faisla kro ga
                          :hathora itne khushfehmiyan:shyy:
                          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                          sigpic

                          Comment


                          • #58
                            Re: (***Elections Voting ***)

                            :salam: Voting To Honi Hi Chaheayy Thee "Woh Election nahin Jis Mai Voting Nahin"
                            Last edited by S.Athar; 31 December 2009, 08:40.
                            :star1:

                            Comment


                            • #59
                              Re: (***Elections Voting ***)

                              Originally posted by SAZ View Post
                              :salam: Voting To Honi Hi Chaheayy Thee "Woh Election nahin Jis Mai Voting Nahin"
                              :lol
                              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                              sigpic

                              Comment


                              • #60
                                Re: (***Elections Voting ***)

                                Assalaam-O-Alaikum

                                Aap ki baat say bilkul AGREE karta hoon, laikin aik baat ki wazaahat karna main nay zaroori samjha taakay aap aur paRhnay waaloon kay zehan main koi bhi doubt ho ussay clear kia jaa sakay.

                                Ashi, hum jaisay log zindagi kay uss mouR per hain jahan apnay aap ko settle karna aur apnay mustaqbil ko roshan banana humari awaaleen tarjeeh hoti hay, magar meri RIWAYTI andaaz aur mera SHOUQ kay main zindagi main bohat kuch seekhoo achi TALEEM kay saath saath achi TARBIYAT bhi haasil karoon aur jo kuch meray paas hay usay auroon tak poohnachaoon taakay jiss tarah main mustafeed ho raha hoon doosray bhi ussay apni PRACTICAL life main implement karain aur kamayabi ko apnay muqaddar banayain, nay mujhay naa srif iss FORUM ko join karnay per aamada kia aur mujhay bohat khushi kay mujhay srif chand mahinoon main itna kuch seekhnay ko mila aur sab say bhaR kay itni hosla afzayi aur mohabbat mili jo kisi aur forum per nazar nahin aati, yehi waja hay kay aaj aap bhi mujhay ahtiraaman mujhay apna baRa bhai kehtay hoyay nahin hichkichaati, kiyonki kisi ko apna Bhai banana aik SHARF ki baat hay, har aira gaira na hi kisi ka BHAI ban sakta hay aur na hi aap kisi ko apna bhai keh kar iss muqaddas rishtay ko ruswa karsakti hain!!!!

                                ROSHNI mera aik KHUWAAB hay mera KHEL nahin, main nay sab say pehlay apnay MANSHOOR ka ailaan kia aur mujhay khushi hay kay aap samaait tamam members nay iss aqedat ki nazar say dekha hay, jo kay meray liye aik bayis-e-izzat baat hay!

                                Main nay iss ELECTION ko aik zarya banaya hay apnay ird gird aisay logon ko jamaa karnay ka jo auroon ki zindagiyon main ROHSNI bharna chatay hain, aik MUNFARID soch bohat see zindagi main tabdeeli laa sakti hay ussay FINANCIALLY nahin tou MORAL SUPPORT tou day saktay hain, achay mashwaaray day saktay hain jiss say ussay khudh apni zindagi ko ROSHAN karnay ka mouqa milay.

                                Main LEADER nahin SUPPORTER banna chata hoon, aur aap sab kay saath mil kar aik aisay kaam ka AGHAAZ karna chahta hoon jo humaray ird gird basnay waalay logon main SHOUR-E-ZINDAGI paida karain.

                                Zindagi aik tohfa hay ALLAH SWT ki taraf say har naya dinn humain ALLAH SWT ka shukar ada karna chayeh kay uss nay humain aik aur dinnn inayat kia kay hum iss dinn main uss ki naimatoon ka shukar ada karain aur kisi aik zindagi main ROSHNI paida karain, apnay iss kaam main aaj bhi MAGAN hoon aur jab tak yeh zindagi hay humesha rahoon ga, yeh election srif aik aaghaz hosakta hay INTIHAA nahin!!

                                May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                                Aap ki duwaoon ka talabgaar, ek khaksaar

                                Fi Amaan ALLAH





                                Originally posted by ashi View Post
                                waise dnt mind manshoor laga dayna ya bhari bhari batain ker k gaib ho jana ye sahe nahe hota ilfaz k sath amel ka huna b zarori hain. Main ne jis party ko vote dia un ke leader in b rahi hai koi khas inqalab to nahe a saka siway un ka thread baton sy bhara raha .mager leader ka in huna aur kam kerty rehna zarori hai .aur ap ne shayd roshni leader ke akheri request nahe read ke k un ke party ko del ker dia jaye . Kiu k wo hesa nahe lay saky pata nahe kiu ap zaberdasti parties ko gusane main lagay hain elections main.falcons party b nahe mager pher b ajeeb zaberdasti hain g .
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X