Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Jurm

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Jurm

    Assalamalikum
    insaan jurm kio karta hai ? (bachay , jawab, burhay sabhi shamil hain is main )
    jurm koon koon sa keye jatay hian ? kia sirf Qanoon toorna hi jurm kehlata hai ?
    kabhi kisi jurayam pesha afraad say wasta para hai ?
    juraim ki rook thaak kay leye kia karna chaye ?
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: Jurm

    Originally posted by Aanchal View Post

    Wa allaikum salaam

    Jurm har us fail ko kaha jaey ga, jo ikhlaqi, insani, qanooni, muashrti, samaji aur mazhabi asoolon sey tazad karta huwa ho ga. Aur yehi wajah hai keh is mein har tabqey key log, regardless of male/female/(no-ALE (hijrrey) 372-haha) hotey hain.

    Haan ji. Mera aik dost tha, ussey Islamabad Airport per smugling key jurm mein pakar kar 5 saal jail ki saza hui thi. Uski zindagi ka nateeja dekha hai.

    Juraiim ki rok thaam key liyey Adliyah ko mazboot hona chahiyey aur insaaf sey kaam lena chahiyey, Police ka shoaba ba'roab hona chahiyey, murad yeh keh Police ka mehkma mazboot ho, aur awwam per police ka khof ho!!
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #3
      Re: Jurm

      zindagi jaber-e-musalsel ki terhan kati hain
      jane kis jurm ki pai hain saza yaad nhe
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Jurm

        Originally posted by Aanchal View Post
        Assalamalikum
        wasalam...yeh mujrimana sawal aap ke zehan mein aaya kaise... LOl

        insaan jurm kio karta hai ? (bachay , jawab, burhay sabhi shamil hain is main )
        jurm ke reason kai hote hain... per ek common factor jo me ne study kiya hai woh hai.. faulty upbringing... like child not having good relation with parents or siblings..... or too much of expectations... poverty... unemployment... etc etc are the more common factors or causes of crime...

        jurm koon koon sa keye jatay hian ? kia sirf Qanoon toorna hi jurm kehlata hai ?
        "jurm" se muraad Qanoon torna... chahe woh Qanoon man made ho ya nature ka... aam feham mein jurm hi kehlata hai

        kabhi kisi jurayam pesha afraad say wasta para hai ?
        basically me ka wasta ab tak juvenile deliQuent se para hai... they are under 18 criminals.... In.shAllah next year se crminals se bhi mil longi... (waiting for mama's permission... :D)

        juraim ki rook thaak kay leye kia karna chaye ?

        social + moral support and acceptance

        Comment

        • #5
          Re: Jurm

          walaikum salam

          Aanchal
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Jurm

            Originally posted by Z. View Post
            walaikum salam

            Aanchal
            kia masla hai

            newspaper parh rahi the to jurayam ki news theian :guitar:
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: Jurm

              Originally posted by Aanchal View Post
              kia masla hai

              newspaper parh rahi the to jurayam ki news theian :guitar:
              wahi soch rahi thi k akhir logon k sath kya massla hai jo ye sab kertey hein :oldie:
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Jurm

                Originally posted by Aanchal View Post
                Assalamalikum
                insaan jurm kio karta hai ? (bachay , jawab, burhay sabhi shamil hain is main )
                Walaikum Assalam....
                shayd majboori me, ya badla lene k lie, ya shook me tafreeh k lie...

                jurm koon koon sa keye jatay hian ? kia sirf Qanoon toorna hi jurm kehlata hai ?
                gunah bhi jurm me aata he shayd, law toorna waghera ho sakte he...

                kabhi kisi jurayam pesha afraad say wasta para hai ?
                me ne kabhi goor hi nahi kia:think:....parra to hoga:think:

                juraim ki rook thaak kay leye kia karna chaye ?
                agur koi agae peeche nahi he to datt k muqabla kurna chahie
                agur koi agae peeche he to darr k muqabla kurna chahie372-scare

                Comment

                Working...
                X