Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

    Originally posted by ummid View Post
    wasalam

    yeh Insaani Nafsiyaat hai... jisey hum log "fear of Rejection" kehte hain......

    in first case as you said kisi ko na pasnd karne per hum saaf saaf keh dete hain at that time we dont have this fear... coz we are rejecting someone..... and we think that we are free to do so...

    where as in second case... liking someone and informing or telling him/her is a tuff task... coz wahan per fear of Rejection aa ajat hai ke what if he/she rejects me....
    isi liye second option mein hum batate hoye darte hain... :
    mera bhi yahi jawab he...

    Comment

    • #17
      Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

      Originally posted by MSA View Post
      Walaikum Assalam....

      pehle case me hum mentally prepare hote he larai k lie...

      dosre case me lar nahi sakte....is lie chapiar khane ka dur lagta he
      Originally posted by MSA View Post
      mera bhi yahi jawab he...
      ShahRukh

      Comment

      • #18
        Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

        Originally posted by ummid View Post
        ShahRukh
        matlab agur me serious jawab deta to yahi deta

        Comment

        • #19
          Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

          Originally posted by ummid View Post
          wasalam

          yeh Insaani Nafsiyaat hai... jisey hum log "fear of Rejection" kehte hain......

          in first case as you said kisi ko na pasnd karne per hum saaf saaf keh dete hain at that time we dont have this fear... coz we are rejecting someone..... and we think that we are free to do so...

          where as in second case... liking someone and informing or telling him/her is a tuff task... coz wahan per fear of Rejection aa ajat hai ke what if he/she rejects me....
          isi liye second option mein hum batate hoye darte hain... :
          :thmbup:

          Comment

          • #20
            Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

            Originally posted by Aanchal View Post
            pehlay case main napasendida shakash say koi expectation bhi to nahi hoti na ..jo bolna hota hai bool deyta hai banda takay ainda wo banda shakal na bhi deekhye to kis ko faraq parna hai :lol:
            or 2nd case main , pasand, expectations zaida hoti hain ...dosray banday kay jawab ki surat main aap ki life pay acha/bora asar par sakta hai ...so is leye banda dair kar deyta hai kehnay main ..so yehi fear rehta hai ..
            Yahi to mujhy pochna hai k aisa kyun, jub hum kisi ko refuse karte hen to hume us shakhs k dil tootne ya disheartness ka khayaaal kyun nahi aata, :donno:

            aur jub hamare saath aisa ho jaaye to phir hum realize karte hen k us shakhs per b yahi guzri hogi jis ko kabhi hum ne refuse kiya tha ...

            Comment

            • #21
              Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

              Originally posted by MSA View Post
              Walaikum Assalam....

              pehle case me hum mentally prepare hote he larai k lie...

              dosre case me lar nahi sakte....is lie chapiar khane ka dur lagta he
              Tumhri to feeling bhi Petrol k price ki tarah hai ......... roz roz change ho jaati hen ... jabhi u chapair khaane k aadi ho chuke ho 372-haha

              Comment

              • #22
                Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

                Originally posted by Mr.Khan View Post
                Yahi to mujhy pochna hai k aisa kyun, jub hum kisi ko refuse karte hen to hume us shakhs k dil tootne ya disheartness ka khayaaal kyun nahi aata, :donno:

                aur jub hamare saath aisa ho jaaye to phir hum realize karte hen k us shakhs per b yahi guzri hogi jis ko kabhi hum ne refuse kiya tha ...
                refuse wali baat to nahi hoo rahi the na yaha :think:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #23
                  Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  refuse wali baat to nahi hoo rahi the na yaha :think:
                  Bibi, mai ne likha to hai k jub hum kisi ko na pasand karte hen to usay ye batane me koi darr mehsoos nahi karte.......

                  to refuse karna ek hi baat hui na :donno:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

                    Originally posted by Mr.Khan View Post
                    Tumhri to feeling bhi Petrol k price ki tarah hai ......... roz roz change ho jaati hen ... jabhi u chapair khaane k aadi ho chuke ho 372-haha
                    yeh neeli neeli aankho ko mujh se chupa lo...
                    hamein zinda rehne do aae husn waloooooo..

                    Comment

                    • #25
                      Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

                      Originally posted by MSA View Post
                      yeh neeli neeli aankho ko mujh se chupa lo...
                      hamein zinda rehne do aae husn waloooooo..
                      Ye koun c qawali hai :hhh:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

                        Originally posted by Mr.Khan View Post
                        Ye koun c qawali hai :hhh:
                        junoon ki he..u ne suni he:q:

                        Comment

                        • #27
                          Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

                          Originally posted by MSA View Post
                          junoon ki he..u ne suni he:q:
                          Nahi jee :donno: ,,,,,, mai ne to woh wali suni hai qawali :p

                          Husn walon se pocho kese jee rahe hen deewanay
                          Husn walon se pocho kese khatam hon ge bahanay

                          Comment

                          • #28
                            Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

                            Originally posted by Mr.Khan View Post
                            Yahi to mujhy pochna hai k aisa kyun, jub hum kisi ko refuse karte hen to hume us shakhs k dil tootne ya disheartness ka khayaaal kyun nahi aata, :donno:

                            aur jub hamare saath aisa ho jaaye to phir hum realize karte hen k us shakhs per b yahi guzri hogi jis ko kabhi hum ne refuse kiya tha ...
                            ajj kisi ne dil tora to hum ko jaise dehyan aaya
                            jis ka dil hum ne tora tha wo jane kaisa ho ga...

                            abb kia sochein kia hona he..
                            jo ho ga acha ho ga

                            Comment

                            • #29
                              Re: Aisa Kyun Hota Hai Bar Bar ......

                              Originally posted by Mr.Khan View Post
                              Nahi jee :donno: ,,,,,, mai ne to woh wali suni hai qawali :p

                              Husn walon se pocho kese jee rahe hen deewanay
                              Husn walon se pocho kese khatam hon ge bahanay
                              to phir batein...kab khatam hon ge bahane

                              Comment

                              • #30

                                Working...
                                X