Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Character....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **Character....!

    Asalamaalaikum

    ummid hai sub khairyat se honge:hairdrayer:

    aap kirdar (Character ) ko kaise define kareinge... ??

    kirdaar Insaan khud banta hai ya inbuilt (by birth) hota hai.... ??

    kirdaar ke acche ya bure hone mein kaun kaun se factors count hote hain??

    accha kirdaar or bura kirdaar mein aap ke MutabiQ kya farq hota hai/ ya hona chahiye...??

    and lastly, kirdaar or shakhsiyat ka koi khas talooq? like ek hi sike ke do rukh... If yes than, how?

  • #2
    Re: **Character....!

    Originally posted by ummid View Post

    W sallamm....
    Insanni shakhsiet main Kirdar hii sabb say ziada importance rakhttaa haiiiiii.........
    i think this is fifty fifty.......
    Kiraddar kayy achhay yaa buraa hoonnay main bohhat sarray factorzz hoottay hainn...sab sayy pehhllay aap kii Parwarish,,tallemotarbiett..aoor sabb say barah kayy aap ki compny,,uthnaa baithaa sabb kuchh count hootaa haiiii
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment

    • #3
      Re: **Character....!

      walaikum salam,

      Character: Aap ki qualities aap ka kirdar banati hain, achi qualties acha kirdar, buri qualities bura kirdar,

      Factors:Achey ya burey kirdar mey mumkin hai k bohot saarey factors count ker saktey hein lekin meyra zaati khayal ye hai k Insaan khud sab sey barha aik "factor" hai, Zindagi hamesha aap ko aik mauqa faraham kerti hai jiss mey aap k pass poori choice hoti hai k aap apni "tarbiyat" khud karein, aur meyra khayal hai k ye wo stage hoti hai jab aap khud apna kirdaar built up ker sakein...

      Achey aur burey kirdar mey farq:
      wahi saari baat khoobiyoN ki hai, aur achey aur burey ka farq aap ko aap ka dil btata hai. Jab tak aap ka dil zinda hai aap achey aur burey mey tameez ker saktey hein.

      Kirdar/Shaksiyat: Jo cheezein aap ki bazahir nazar aa rahi hoti hian wo aap ki shaksiyat kehlati hain. Shaksiyat ka ta'luq aap k Zahir sey hai aur Kirdar ka ta'luq aap k Batin sey hai.

      aik aur cheez jo mey yahan add kerna chahun gi wo hai

      Image/Repute: Kabhi bhi apna image doosroN k hawaley mat karein, matlab kabhi bhi doosron ko ye allow na karein k wo aap ka image banaye, Aap ney apna image khud banana hai, aap ney apni repute khud banani hai iss liye ye cheez aap k hath mey honi chahiye.
      Last edited by Z.; 28 December 2009, 21:48. Reason: Just thought to add lil bit more :-)
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #4
        Re: **Character....!

        Originally posted by sarfraz_qamar View Post
        W sallamm....
        Insanni shakhsiet main Kirdar hii sabb say ziada importance rakhttaa haiiiiii.........
        i think this is fifty fifty.......
        Kiraddar kayy achhay yaa buraa hoonnay main bohhat sarray factorzz hoottay hainn...sab sayy pehhllay aap kii Parwarish,,tallemotarbiett..aoor sabb say barah kayy aap ki compny,,uthnaa baithaa sabb kuchh count hootaa haiiii
        theek :rose

        Comment

        • #5
          Re: **Character....!

          Originally posted by Z. View Post
          walaikum salam,

          Factors:Achey ya burey kirdar mey mumkin hai k bohot saarey factors count ker saktey hein lekin meyra zaati khayal ye hai k Insaan khud sab sey barha aik "factor" hai, Zindagi hamesha aap ko aik mauqa faraham kerti hai jiss mey aap k pass poori choice hoti hai k aap apni "tarbiyat" khud karein, aur meyra khayal hai k ye wo stage hoti hai jab aap khud apna kirdaar built up ker sakein...
          bauhat acchi baat ki hai aap ne :rose

          Comment

          • #6
            Re: **Character....!

            Originally posted by Z. View Post

            Image/Repute: Kabhi bhi apna image doosroN k hawaley mat karein, matlab kabhi bhi doosron ko ye allow na karein k wo aap ka image banaye, Aap ney apna image khud banana hai, aap ney apni repute khud banani hai iss liye ye cheez aap k hath mey honi chahiye.
            yeh kaise possible he...:think:...is ka matlab kia he....:think:

            Comment

            • #7
              Re: **Character....!

              Originally posted by MSA View Post
              yeh kaise possible he...:think:...is ka matlab kia he....:think:
              matlab
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: **Character....!

                Originally posted by Z. View Post
                matlab
                dosro ko kaise rokein ge flan image na banao mera us me mein acha nahi lag raha...

                Comment

                • #9
                  Re: **Character....!

                  Originally posted by MSA View Post
                  dosro ko kaise rokein ge flan image na banao mera us me mein acha nahi lag raha...
                  dekho agar canvas aap ka hai tau brush bhi aap k hath mey hona chahiye :thmbup:

                  ab aa gai samaj
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: **Character....!

                    Originally posted by Z. View Post
                    dekho agar canvas aap ka hai tau brush bhi aap k hath mey hona chahiye :thmbup:

                    ab aa gai samaj
                    matlab app kuch aisa kurein he nahi jis se bura image develop ho...right??

                    Comment

                    • #11
                      Re: **Character....!

                      Originally posted by ummid View Post
                      Asalamaalaikum

                      ummid hai sub khairyat se honge:hairdrayer:

                      aap kirdar (Character ) ko kaise define kareinge... ??

                      kirdaar Insaan khud banta hai ya inbuilt (by birth) hota hai.... ??

                      kirdaar ke acche ya bure hone mein kaun kaun se factors count hote hain??

                      accha kirdaar or bura kirdaar mein aap ke MutabiQ kya farq hota hai/ ya hona chahiye...??

                      and lastly, kirdaar or shakhsiyat ka koi khas talooq? like ek hi sike ke do rukh... If yes than, how?

                      Walaikum Asalam

                      kirdar ki definition

                      The combination of qualities or features that distinguish one person from another

                      kirdar to develop hota rehta he as time passes and until you reach your grave :jc:

                      kirdar ke develop hone ke lye factors

                      a) pehla character to parents hi provide karte hein :dance5:

                      b) dusra character apki teacher .. apke friends ..

                      c) teesra character and so on ..... develop hone me apka apna sab se bara haath hota he :fight:

                      it depends on you ke ap apne lye kis tarah ka environment choose karein ge :d1:

                      ache or buray me farq :

                      acha admi jannat me jaye ga :hphp:

                      bura admi jahanum me jalay ga :hphp:

                      Comment

                      • #12
                        Re: **Character....!

                        Originally posted by mano_billi View Post

                        yeh to machine ki defination ho gai:garmi:

                        Comment

                        • #13
                          Re: **Character....!

                          Originally posted by MSA View Post
                          yeh to machine ki defination ho gai:garmi:

                          MSA jahanum me jaye ga :hphp:

                          mano jannat me jaye gi :hphp:

                          Comment

                          • #14
                            Re: **Character....!

                            Originally posted by mano_billi View Post
                            MSA jahanum me jaye ga :hphp:

                            mano jannat me jaye gi :hphp:
                            me A class jannat me jao ga u B me:hoho:

                            Comment

                            • #15
                              Re: **Character....!

                              Originally posted by MSA View Post
                              me A class jannat me jao ga u B me:hoho:

                              u ne suna nahi

                              MSA jahannum me jaye ga :lot:

                              mano jannat me jaye gi :hphp:

                              Comment

                              Working...
                              X