Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

***such bolany ka andaaz*****

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ***such bolany ka andaaz*****

    hellay:smilie2:

    kia such bolany ka koi andaaz hota hain?:dance5:

    jeb hum mer jain gay aur ALLAH hum sy humri nainsafiyon k jawab mangain gay to kia hum un k semany kisi andaaz sy such bolain gain?:shyy:

    such k liya sabooton ki kis hadh tak ahmiyet hoti hain ap ki nazer main?372-scare

    jhot k pass lakhon saboot hoty hain mager ager such k pass koi saboot na ho to??:garmi:

    kehtyain to seb he yeh hain k such samnay he ajata ahai kisi ko kuch kehny k zarort nhe hoti per hum pher b is baat ko manty kiyon nhe??:fight:

    Ghalt andaaz mein piya jaey to aab-e-hayat bhi zehar hota hai.

    such bolany ka andaaz kia hota hain desain zera koi:donno:

    (bina kisi ki meri zati dushmani k desna)372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: ***such bolany ka andaaz*****

    such boolnay ka koi andaz nahi hota...
    such boolnay k liye saboot ki zaroorat nahi hoti sach boolney se admi ka zameer mutmayin rehta hai....aur sach ka gawah siraf khuda hota hai..

    Comment

    • #3
      Re: ***such bolany ka andaaz*****

      Originally posted by Aurangzeb619 View Post
      such boolnay ka koi andaz nahi hota...
      such boolnay k liye saboot ki zaroorat nahi hoti sach boolney se admi ka zameer mutmayin rehta hai....aur sach ka gawah siraf khuda hota hai..

      :dance5::dance5::dance5:thanku:dance5::dance5::dance5:
      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: ***such bolany ka andaaz*****

        Originally posted by ashi View Post
        hellay:smilie2:

        kia such bolany ka koi andaaz hota hain?:dance5:

        jeb hum mer jain gay aur allah hum sy humri nainsafiyon k jawab mangain gay to kia hum un k semany kisi andaaz sy such bolain gain?:shyy:

        such k liya sabooton ki kis hadh tak ahmiyet hoti hain ap ki nazer main?372-scare

        jhot k pass lakhon saboot hoty hain mager ager such k pass koi saboot na ho to??:garmi:

        kehtyain to seb he yeh hain k such samnay he ajata ahai kisi ko kuch kehny k zarort nhe hoti per hum pher b is baat ko manty kiyon nhe??:fight:

        ghalt andaaz mein piya jaey to aab-e-hayat bhi zehar hota hai.

        such bolany ka andaaz kia hota hain desain zera koi:donno:

        (bina kisi ki meri zati dushmani k desna)372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha
        ہاہاہاہاہاہاہا
        پہلے آپ تو سچ بولیں ؟؟؟؟؟ جو آپ کہنا چاہتی ہیں یا جو پوچھنا چاہتی ہیں اسے بنا دوسروں سے چھپائے کھل کر پوچھیں تو ہم پر بھی آپکا مدعا واضح ہو ؟؟؟؟؟؟
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #5
          Re: ***such bolany ka andaaz*****

          Originally posted by aabi2cool View Post

          main to humasha such he bolti hun tebhe bdnam hun hazum jo nahe ker patay log mera such aur mene to simple q pouchay hai ab ap k apne dil main chor hai to me kia keh sakti hun jo mere sawal u ko samj he nahe aye:)

          • #6

            AGAR BACHE HO TOU SAMAJH AANA MUSHKL HAI?????
            Q K YE SAMAJHDAAR LOGO K LIYE HAI JO SAMJHDAR HO GA WO KHUD HI SAMAJH JAYEGA...........
            :khi::khi::khi::khi::khi::khi::khi:
            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

            Comment

            • #7
              Re: ***such bolany ka andaaz*****

              Originally posted by ashi View Post
              hellay:smilie2:

              kia such bolany ka koi andaaz hota hain?:dance5:

              jeb hum mer jain gay aur allah hum sy humri nainsafiyon k jawab mangain gay to kia hum un k semany kisi andaaz sy such bolain gain?:shyy:

              such k liya sabooton ki kis hadh tak ahmiyet hoti hain ap ki nazer main?372-scare

              jhot k pass lakhon saboot hoty hain mager ager such k pass koi saboot na ho to??:garmi:

              kehtyain to seb he yeh hain k such samnay he ajata ahai kisi ko kuch kehny k zarort nhe hoti per hum pher b is baat ko manty kiyon nhe??:fight:

              ghalt andaaz mein piya jaey to aab-e-hayat bhi zehar hota hai.

              such bolany ka andaaz kia hota hain desain zera koi:donno:

              (bina kisi ki meri zati dushmani k desna)372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha372-haha

              haan is zamane main sach bolne k apne apne andaaz hain..
              agar aaj kal k zamane main sach bolo ge tou bewakoof kehlao ge.
              q k aaj kal k zamane main sach sunne ki himmat kisi main nahi hai. Sirf sach bolna aeham nahi hai sach sunna aor bardasht karna b aeham hai..
              sacha insaan wo b hai jo sach ka sath de achi batein tou har koi karta hai lekin us per jab khud amal karne ka waqt aaye tou pir pata chalta hai k bandaa kitne pani main hai.

              shery {khamosh}
              ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

              Comment

              • #8
                Re: ***such bolany ka andaaz*****

                Originally posted by ashi View Post
                hellay
                ashi u hellay bolti ho me ko lagta he mjhe gali de rahi ho

                Comment

                • #9
                  Re: ***such bolany ka andaaz*****

                  Originally posted by mano_billi View Post
                  ashi u hellay bolti ho me ko lagta he mjhe gali de rahi ho

                  hi ALLAH G main kithay ja k meraan hun lokan no mery masoom jaye hellay tay v itraaz ay:tasali::tasali: u log me ko maar kiyon nhe dyatain jan sy jeb itne he bori lgti hain u seb ko me ki batain372-haha372-haha372-haha372-haha
                  ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: ***such bolany ka andaaz*****

                    sach bolnay k liye andaz ki ussi zaroorat perti ha jo jhoot bolta ho.

                    Comment

                    • #11
                      Re: ***such bolany ka andaaz*****

                      Originally posted by ashi View Post
                      main to humasha such he bolti hun tebhe bdnam hun hazum jo nahe ker patay log mera such aur mene to simple q pouchay hai ab ap k apne dil main chor hai to me kia keh sakti hun jo mere sawal u ko samj he nahe aye:)
                      ab u k thrd main koi kaya kaya jawab day jo jawab day usay tum :jc:
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment

                      • #12
                        Re: ***such bolany ka andaaz*****

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        ab u k thrd main koi kaya kaya jawab day jo jawab day usay tum :jc:
                        lo g ap log apne words py gor nahe kerty per mere words py itraz kiu?any way i have no problem if u dnt wana reply
                        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: ***such bolany ka andaaz*****

                          Originally posted by ashi View Post
                          lo g ap log apne words py gor nahe kerty per mere words py itraz kiu?any way i have no problem if u dnt wana reply
                          آشی ہن ساڈے نال اینج کرنی آاااااا372-scare
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #14
                            Re: ***such bolany ka andaaz*****

                            Originally posted by Max_ View Post
                            sach bolnay k liye andaz ki ussi zaroorat perti ha jo jhoot bolta ho.
                            Sallam!
                            No my dear main ne jo kahan hai us ko ghor se paro such bolne k liye Andaaz is liye zarori hai q k log such sunnna nahi chahte is k liye tumhen andaaz badalna pare ga ta k jis k mutaliq such ho wo use ponch sake...........
                            ~~~~~LOVE~IS~A~PART~OF~LIFE~NOT~LIFE~~~~~

                            Comment

                            • #15
                              Re: ***such bolany ka andaaz*****

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              آشی ہن ساڈے نال اینج کرنی آاااااا372-scare
                              :tasali::tasali::tasali:

                              Working...
                              X