Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Aam Aadmi...!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: **Aam Aadmi...!

    Originally posted by Masood View Post
    Rita yehi baat hai jiski wajah sey merey paas hal nahin. Kyun keh filhaal hamarey paas sirf behas ka waqt hai - magar aap ney aik din line mein kharrey ho ker meri soch pakarr li hai keh Pakistan ka sab sey barra problem kya hai? - Jab tak woh nizaam khatam nahin hota, ham aagey nahin barh saktey...
    zaher he agey kese barhen,jab few mints ka kaam ho,aik document theek karna ho,few lines likhni hon or us k leay 3 hours tak intezar karna pare.mera bara khoon khoala he kal372-shed

    Comment


    • #32
      Re: **Aam Aadmi...!

      Originally posted by unity View Post
      zaher he agey kese barhen,jab few mints ka kaam ho,aik document theek karna ho,few lines likhni hon or us k leay 3 hours tak intezar karna pare.mera bara khoon khoala he kal372-shed
      Janti ho Rita yeh batein main ney kuchh saal pehley apney mazameen mein likhi thin... jab insaan ka jaiiz kaam bhi nahin hota, to aisey nizaam ko aag laga deni chahiyey - aur yeh aag aik din lagey gi - bas intizar kijiyey keh kab..

      main ney apney aik mazmon mein likha tha keh Pakistan mein har woh bandah jo kisi kursi per betha hai, chahey woh chaprrasi hi kyun na ho, woh khud ko apney ohdey ka na'khuda samajhta hai... yeh log aisey kaam kartey hain jaisey aap unkey mohtaaj hain aur woh maalik ...
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #33
        Re: **Aam Aadmi...!

        Originally posted by Masood View Post
        Janti ho Rita yeh batein main ney kuchh saal pehley apney mazameen mein likhi thin... jab insaan ka jaiiz kaam bhi nahin hota, to aisey nizaam ko aag laga deni chahiyey - aur yeh aag aik din lagey gi - bas intizar kijiyey keh kab..

        main ney apney aik mazmon mein likha tha keh Pakistan mein har woh bandah jo kisi kursi per betha hai, chahey woh chaprrasi hi kyun na ho, woh khud ko apney ohdey ka na'khuda samajhta hai... yeh log aisey kaam kartey hain jaisey aap unkey mohtaaj hain aur woh maalik ...
        ye sab choty choty firoan hote hen apni apni jagah

        Comment


        • #34
          Re: **Aam Aadmi...!

          Originally posted by unity View Post
          ye sab choty choty firoan hote hen apni apni jagah
          Bilkul drust. Hamarey mulk ki tabahi mein sarmayadar nizaam ka qasoor hai aur mulk ko yarmughaal bnaney waley yehi hain - inkey khilaaf khooni inqilaab bohat zaroori hai...
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #35
            Re: **Aam Aadmi...!

            Originally posted by Masood View Post
            Bilkul drust. Hamarey mulk ki tabahi mein sarmayadar nizaam ka qasoor hai aur mulk ko yarmughaal bnaney waley yehi hain - inkey khilaaf khooni inqilaab bohat zaroori hai...
            wese kal mera dil kar raha tha kuch utha kar aik adh ka sar tor doon,ager maar deti to khooni inqilab ka start to ho hi jata mere hathon:fight:

            Comment


            • #36
              Re: **Aam Aadmi...!

              Originally posted by unity View Post
              wese kal mera dil kar raha tha kuch utha kar aik adh ka sar tor doon,ager maar deti to khooni inqilab ka start to ho hi jata mere hathon:fight:
              to main aap ko salute karta :salam:
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #37
                Re: **Aam Aadmi...!

                Originally posted by Masood View Post
                to main aap ko salute karta :salam:
                chalen next time sahi:garmi:

                Comment


                • #38
                  Re: **Aam Aadmi...!

                  Originally posted by unity View Post
                  chalen next time sahi:garmi:
                  film zaroor bnana :D
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #39
                    Re: **Aam Aadmi...!

                    Originally posted by Masood View Post
                    film zaroor bnana :D
                    yani marun bhi me or film bhi me bnaun:think:me apko bata doon gi ap cam le kar pohanch jaey ga,Numainda-e-pegham news:ekek:

                    Comment


                    • #40
                      Re: **Aam Aadmi...!

                      Originally posted by unity View Post
                      yani marun bhi me or film bhi me bnaun:think:me apko bata doon gi ap cam le kar pohanch jaey ga,Numainda-e-pegham news:ekek:
                      Chalein yeh bhi sahih hai - aap jab chaant marney key liyey haath uthaein to mujhey call kar dena, main aanan fannan wahan pohuncha jaoun ga aur rangey hathon aap ki film bnaa ker police ko batore-e-saboot baich doon ga :dance5:
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #41
                        Re: **Aam Aadmi...!

                        Originally posted by Masood View Post
                        Chalein yeh bhi sahih hai - aap jab chaant marney key liyey haath uthaein to mujhey call kar dena, main aanan fannan wahan pohuncha jaoun ga aur rangey hathon aap ki film bnaa ker police ko batore-e-saboot baich doon ga :dance5:
                        ta k police mujhe pakar le..ese inkilab nahi ane ka:fight:

                        Comment


                        • #42
                          Re: **Aam Aadmi...!

                          waslam
                          ji sab adam ki olad to bahar hal hein lekin farq to rakha gaya hae:)
                          aur yeh farq is lie hey k app ki pechan hosake kae app kitne mukhlis hein apnae rab kae sath:)
                          lehaza insaan ko iss soch se balatar ho kar kae wo aam hey yaa khas apnae aamal ki islah kurna azeez hona chahie:)

                          Comment


                          • #43
                            Re: **Aam Aadmi...!

                            Originally posted by ummid View Post
                            Asalamaalaikum

                            ummid hai sub khairyat se honge...:hairdrayer:

                            me TV per ek serial dekh rahi thi ek Afsaane per base tha woh... "aam aadmi" per..... :think:

                            tu pochna yeh hai ke aam aadmi or khas aadmi kya hota hai...

                            aap kaise define karoge aam aadmi or khas aadmi ko... :oldie:

                            aadmi tu aadmi hota hai.... aadam (AS) ki ulaad....

                            phir yeh farq kahan se, kyun or kaise shoro howa?? or ab shoro howa hai tu mitega kaise??

                            any idea??:lpop:
                            Aam aadmi yani mango man wo hota he jo ziada moaashray mein ziada role playing nahi hota.

                            Khas aadmi, jis ka moaashray pe influence hota he, yeh influence us ki personality, kaar'kardgi, financial status aur bhi bohat se muharkaat ki bina per ho sakta he.

                            Aam aadmi aur khas aadmi mein faraq to hameesha rahay ga he, aur yeh kabi nahi mitay ga. Jhoot boltay hein wo loog jo kehtay hein ke aam aadmi aur khaas aadmi mein koi faraq nahi hota :fight:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: **Aam Aadmi...!

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Aam aadmi yani mango man wo hota he jo ziada moaashray mein ziada role playing nahi hota.

                              Khas aadmi, jis ka moaashray pe influence hota he, yeh influence us ki personality, kaar'kardgi, financial status aur bhi bohat se muharkaat ki bina per ho sakta he.

                              Aam aadmi aur khas aadmi mein faraq to hameesha rahay ga he, aur yeh kabi nahi mitay ga. Jhoot boltay hein wo loog jo kehtay hein ke aam aadmi aur khaas aadmi mein koi faraq nahi hota :fight:
                              zidah moaashray mein ziada role kya hota hai aamir :yaay:

                              Comment

                              Working...
                              X