Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Christmas.....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Christmas.....

    Assalaam Alaikum :salam:

    Umeed hai aap sub kheriyat se hon ge :)

    25th December ko hum log Quaid's Day celeberate karte hen .......

    But iske elawa 25t Dec esaaii log bhi is Day ko celeberate karte hen. Jisay woh " Christmas Day " kehte hen.

    Hum logon ki na-ehli ki baat ye hai ke esaaiiyon ke saath kitne hi hazaron laakhon muslim bhi hen jo esaaiiyon ke saath mil kar ye din celeberate karte hen.....

    Mujhy aap logon se ye pochna tha k kiya aap logon ko pata hai k " Christmas " ka matlub kiya hai?

    OR isay wish karna kitna bara gunah hai???
    Last edited by Mr.Khan; 25 December 2009, 14:32.

  • #2
    Re: Christmas.....

    Originally posted by Mr.Khan View Post
    Assalaam Alaikum :salam:

    Umeed hai aap sub kheriyat se hon ge :)

    25th December ko hum log Quaid's Day celeberate karte hen .......

    But iske elawa 25t Dec yahodi log bhi is Day ko celeberate karte hen. Jisay woh " Christmas Day " kehte hen.

    Hum logon ki na-ehli ki baat ye hai ke yahodiyon ke saath kitne hi hazaron laakhon muslim bhi hen jo yahodiyon ke saath mil kar ye din celeberate karte hen.....

    Mujhy aap logon se ye pochna tha k kiya aap logon ko pata hai k " Christmas " ka matlub kiya hai?

    OR isay wish karna kitna bara gunah hai???
    walaikum salam,

    Jee :thmbup:


    btw khan bhai, ye din mazhaban yahudi nahi esaai manatey hein :-D
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #3
      Re: Christmas.....

      Originally posted by Z. View Post
      walaikum salam,

      Jee :thmbup:


      btw khan bhai, ye din mazhaban yahudi nahi esaai manatey hein :-D
      han jee esaaiii hi manatay hen but ab ye tehwaar Internationaly celeberate kiya jata hai :)

      Comment


      • #4
        Re: Christmas.....

        Originally posted by Mr.Khan View Post
        han jee esaaiii hi manatay hen but ab ye tehwaar Internationaly celeberate kiya jata hai :)
        yep! iss liye mey ney lafz mazhaban likha :-D
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #5
          Re: Christmas.....

          Originally posted by Z. View Post
          yep! iss liye mey ney lafz mazhaban likha :-D
          shukran , mai ne edit kar dya :)

          Comment


          • #6
            Re: Christmas.....

            Originally posted by Mr.Khan View Post
            shukran , mai ne edit kar dya :)
            :-D

            ye haqeeqat hai k ye din sirf gifts exchange kerney aur aik family dinner tak mehdood ho giya hai. Aur iss sey barh ker dec. k pehley din sey ki jani wali decorations. Mey personally tau nahi celebrate kerti magar jab friends aur khas ker neighbours invite kertey hein tau bas 5 min. ka visit like ja ker hello bol diya aur gift(choclates) pakkra diya. Ab ye nahi maloom mujhey k neighbourly relations k liye aeysa ker saktey hein ya nahi? :-$
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #7
              Re: Christmas.....

              Originally posted by Z. View Post
              :-D

              ye haqeeqat hai k ye din sirf gifts exchange kerney aur aik family dinner tak mehdood ho giya hai. Aur iss sey barh ker dec. k pehley din sey ki jani wali decorations. Mey personally tau nahi celebrate kerti magar jab friends aur khas ker neighbours invite kertey hein tau bas 5 min. ka visit like ja ker hello bol diya aur gift(choclates) pakkra diya. Ab ye nahi maloom mujhey k neighbourly relations k liye aeysa ker saktey hein ya nahi? :-$
              Sub se pehle to ye ke hum jub koi din celebrate karte hen to us ke peechay koi reason hota hai like koi birthday ya koi success ki celebration...

              It means k celebration k peechay kisi reason ka hona zarori hai......

              or 25th dec ko agar hum khaas kar ye decoration ya koi party rakhna ya is tarak ka koi silsila apnaana to mere nazdeek ghalat hai.....

              kyun k agar mehaz ek enjoyment k liye aisa kiya jaaye to is ke liye 25th Dec hi kyun:?? koi or day kyun nahi???

              Comment


              • #8
                Re: Christmas.....

                lakin main ny to nhe manai :donno: aur khan bhai ap ny me ko aur b bohats y logo ko chrismas ka gift send mail pata nhe kia the wo send ki the:garmi::garmi:
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: Christmas.....

                  Originally posted by ashi View Post
                  lakin main ny to nhe manai :donno: aur khan bhai ap ny me ko aur b bohats y logo ko chrismas ka gift send mail pata nhe kia the wo send ki the:garmi::garmi:
                  Koun c mail ??? subject kia tha :donno:
                  Last edited by Mr.Khan; 25 December 2009, 15:09.

                  Comment


                  • #10
                    Re: Christmas.....

                    Originally posted by Mr.Khan View Post
                    Assalaam Alaikum :salam:

                    Umeed hai aap sub kheriyat se hon ge :)

                    25th December ko hum log Quaid's Day celeberate karte hen .......

                    But iske elawa 25t Dec esaaii log bhi is Day ko celeberate karte hen. Jisay woh " Christmas Day " kehte hen.

                    Hum logon ki na-ehli ki baat ye hai ke esaaiiyon ke saath kitne hi hazaron laakhon muslim bhi hen jo esaaiiyon ke saath mil kar ye din celeberate karte hen.....

                    Mujhy aap logon se ye pochna tha k kiya aap logon ko pata hai k " Christmas " ka matlub kiya hai?

                    OR isay wish karna kitna bara gunah hai???
                    Originally posted by Z. View Post
                    :-D

                    ye haqeeqat hai k ye din sirf gifts exchange kerney aur aik family dinner tak mehdood ho giya hai. Aur iss sey barh ker dec. k pehley din sey ki jani wali decorations. Mey personally tau nahi celebrate kerti magar jab friends aur khas ker neighbours invite kertey hein tau bas 5 min. ka visit like ja ker hello bol diya aur gift(choclates) pakkra diya. Ab ye nahi maloom mujhey k neighbourly relations k liye aeysa ker saktey hein ya nahi? :-$
                    wasalam

                    yeah...
                    even I go... sirf christmas nahi.... almost saare hi other Religon ke festivals...... humare dost Muslims jo hai woh hai per hindu, esaai, yahoodi, jain, buddh, punjabi taqreeban saare hi mazhab ke hai.... :think:... aise mein kya kiya jaaye..... humare kuch dost tu saath roze bhi rakhte hain jo ofcourse ghair mazhab ke hain... ... hum un ke rituals follow nahi karte per as a neighbour or freind kya hum un ke saath kuch der un ke festivals mein jaa bhi nahi sakte ya unhe wish karna un ki khushi ke liye???

                    confused :donno:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Christmas.....

                      Originally posted by Mr.Khan View Post
                      Koun c mail ??? subject kia tha :donno:
                      lo ab to main ny del b ker di yaad b nhe us main likha tha k chrismis k gift perchase kerain may b gakti sy agi ho
                      ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                      sigpic

                      Comment


                      • #12
                        Re: Christmas.....

                        Originally posted by Mr.Khan View Post
                        Assalaam Alaikum :salam:


                        Mujhy aap logon se ye pochna tha k kiya aap logon ko pata hai k " Christmas " ka matlub kiya hai?

                        OR isay wish karna kitna bara gunah hai???
                        W/SALAAM naee mjhy ane epata aap hi bata dijiyee k kaya matlab hi is ka aur kitna bara gunah hi yee?
                        :salam:
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #13
                          Re: Christmas.....

                          Originally posted by ashi View Post
                          lo ab to main ny del b ker di yaad b nhe us main likha tha k chrismis k gift perchase kerain may b gakti sy agi ho
                          Mai ek Advirtisment company ka member bhi hon.. is liye latest technologies ki products ki email fwd hoti hai direct........ shayad woh aap ko aaii ho gi

                          Comment


                          • #14
                            Re: Christmas.....

                            Originally posted by Mr.Khan View Post
                            Mai ek Advirtisment company ka member bhi hon.. is liye latest technologies ki products ki email fwd hoti hai direct........ shayad woh aap ko aaii ho gi
                            hmm g shyed
                            ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: Christmas.....

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              W/SALAAM naee mjhy ane epata aap hi bata dijiyee k kaya matlab hi is ka aur kitna bara gunah hi yee?
                              :salam:
                              Abid bhai , Christmas k silsilay me Dr Zakir Nayek ek bayaan share kar raha hon , umeed karta hon ke sub ke liye mufeed sabit hoga.....

                              Click image for larger version

Name:	z.gif
Views:	1
Size:	41.3 KB
ID:	2414100
                              Click image for larger version

Name:	z[1].gif
Views:	1
Size:	57.1 KB
ID:	2414101

                              Comment

                              Working...
                              X