Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

quote

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: quote

    Originally posted by munda_sialkoty
    dekho bagooray ka lafz munasib nahi ho ga mere liye, haan mooka parast keh sakti ho :D aur waise bhi tum se is liye larnay se baag raha hoon ke tum ne maarna to hay nahi, haan tumhari bud'duaon se derta hoon :dua

    mei apney uncles ko bad'dua nahi deti uncle jee :tasali:
    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: quote

      Originally posted by munda_sialkoty
      Mein buchpan se hi bohat syana tha...mere ustaad kaha kertay thay ke munday teri baatein bohat bari hein, yeh chootay dimaagon mein nahi aaein gi :zuban:
      han na aap ka level bara high hai :p aap ki batain sirf aap hi ko samajh a sakti hain
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #33
        Re: quote

        Aaj kal akser dekha gaya hai balkey aisa ho raha hai ke waldein jab aakhri umer ko pohanch jatey hain to is umer mei kuch sakhti kuch chirchira pan sa aa jata hai jis ki kayi wajoohat hoti hain maslan :
        Aulad ke jawan ho her shadi shuda hona, apni family mei zada masroof ha jana aur parents ko ignore kerna, is soorat mei akser aisa hota hai ke parents humesha khudh ko insecure feel kertey hain aur bachon per control rakhney ke liyeh sakhti ikhtiyar kertey hain, In return bachey parents ki baat baat per nuktachini, dant aur dakhal andazi se tang aa jatey hain, aur akser oun se chutkara paney ke liyeh ounhein " Old homes" jesi jaghon per chor aatey hain, kabhi kabhar ounhein zehni torr per unfit sabit ker ke mental hospitals tak chor aatey hain.
        Is liyeh kehtey hain ke bacho'n per control rakehin magar outna jitna zarori ho, oun ki islah bhi ki jayeh to dostana rawaiyeh se na ke typical parent ki tarah. Ounehin zindagi ke her morh per guidance di jayeh magar faislo ka ikhtiyar oun per chora jayeh, oudher umer mei bhi oun ke sath wese bhi dostana rawaiyah barta jayeh, kiu ke aakhir mei is umer mei ounhein kahan aur kaisey rakhna hai yeh bachon ke hath mei hota hai.

        Mei ki naqis si samajh mei itna aaya :p
        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: quote

          Originally posted by Saima Shaheen
          mei apney uncles ko bad'dua nahi deti uncle jee :tasali:
          so nice of you aunty :salam:
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: quote

            Originally posted by Aanchal
            han na aap ka level bara high hai :p aap ki batain sirf aap hi ko samajh a sakti hain
            :cc: kahin aap meri bisti kerne ki nakaam kooshish to nahi ker rahein :mm:
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: quote

              Originally posted by Saima Shaheen
              Aaj kal akser dekha gaya hai balkey aisa ho raha hai ke waldein jab aakhri umer ko pohanch jatey hain to is umer mei kuch sakhti kuch chirchira pan sa aa jata hai jis ki kayi wajoohat hoti hain maslan :
              Aulad ke jawan ho her shadi shuda hona, apni family mei zada masroof ha jana aur parents ko ignore kerna, is soorat mei akser aisa hota hai ke parents humesha khudh ko insecure feel kertey hain aur bachon per control rakhney ke liyeh sakhti ikhtiyar kertey hain, In return bachey parents ki baat baat per nuktachini, dant aur dakhal andazi se tang aa jatey hain, aur akser oun se chutkara paney ke liyeh ounhein " Old homes" jesi jaghon per chor aatey hain, kabhi kabhar ounhein zehni torr per unfit sabit ker ke mental hospitals tak chor aatey hain.
              Is liyeh kehtey hain ke bacho'n per control rakehin magar outna jitna zarori ho, oun ki islah bhi ki jayeh to dostana rawaiyeh se na ke typical parent ki tarah. Ounehin zindagi ke her morh per guidance di jayeh magar faislo ka ikhtiyar oun per chora jayeh, oudher umer mei bhi oun ke sath wese bhi dostana rawaiyah barta jayeh, kiu ke aakhir mei is umer mei ounhein kahan aur kaisey rakhna hai yeh bachon ke hath mei hota hai.

              Mei ki naqis si samajh mei itna aaya :p
              Mein ne urdu ki kahwat booli thi khilao soonay ke chamchay se, lekin dekho shair ki aankh se...lekin aap ki naqis samaj mein meri baatein kub aati hein...
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: quote

                Originally posted by munda_sialkoty
                Mein ne urdu ki kahwat booli thi khilao soonay ke chamchay se, lekin dekho shair ki aankh se...lekin aap ki naqis samaj mein meri baatein kub aati hein...

                Aap ki itlaa ek lieyh arz hai ke yahan "Quote VS quote " ka competition nahi chal raha , ja ker Aanchal ki post dobara read kero :tauba

                And mere replies mei tang araney se baaz aao :hathora
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: quote

                  Originally posted by Aanchal
                  aik quote parha hai abhi to aap loog bhi parhaye or is pay apna point of view bhi bata saktay hain :rose


                  Be friendly with your kids, they choose your home when you are old!

                  Children are the sing of hope. Without them life would be like a tree without fruits. :rose
                  u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                  :pr:

                  Comment


                  • #39
                    Re: quote

                    Originally posted by Aanchal
                    heheh acha bad main bata deena :wk
                    okiez theek hai :D :blush:

                    Comment


                    • #40
                      Re: quote

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      Mein buchpan se hi bohat syana tha... :zuban:
                      Ab khali ho gaya...
                      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                      Comment


                      • #41
                        Re: quote

                        Originally posted by Hala
                        Children are the sing of hope. Without them life would be like a tree without fruits. :rose
                        :thmbup: Kabhi kabhi kitni badi baat bol jati hian Hala
                        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                        Comment


                        • #42
                          Re: quote

                          Originally posted by Spy009
                          :thmbup: Kabhi kabhi kitni badi baat bol jati hian Hala

                          thanks Spy ji :) ... itni be badi nahi haii
                          u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                          :pr:

                          Comment


                          • #43
                            Re: quote

                            Originally posted by Saima Shaheen
                            Aap ki itlaa ek lieyh arz hai ke yahan "Quote VS quote " ka competition nahi chal raha , ja ker Aanchal ki post dobara read kero :tauba

                            And mere replies mei tang araney se baaz aao :hathora
                            Mein kisi ki tang mein apna reply nahi arata...nahi yakeen to meri ammi se pooch lo
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: quote

                              Originally posted by Spy009
                              Ab khali ho gaya...
                              :tauba yahan per koi aik ho to usay samjaoon :tauba
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #45
                                Re: quote

                                Originally posted by Spy009
                                Ab khali ho gaya...

                                :kr: :kr:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X