Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**Ghalat-Fehmi....!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • **Ghalat-Fehmi....!

    Asalamaalaikum

    ummid hai aap sub khairyat se honge...

    Ghalat Fehmi... Ghalat yaani sahi ghalat wala ghalat i.e. wrong
    and fehami lafaz feham yaani aqal w Feham (shoar) se bana hai...
    so ghalat fehmi yaani jub aap ke feham or shoar se koi ghalti hojaaye kisi bhi baat ko le ker logo ko le ker, cheezo ko le ker, zindagi ko le ker.. ya kisi or cheez ko le ker

    poochna yeh hai ke kya aap kabhi kisi ghalat fehmi ka shikar hoye..? logo ko le ker, Rishto ko le ker, jazbo ko le ker (in general)

    jub aap kisi ghalat fehmi ka shikar hote hain tu aap ko kub pata chalta hai?
    pata chalta hai tu aap usey accept kar ke correct karte hain??

    kya kabhi aap ko le ker koi ghalat fehmi ka shikar howa hai?? aap ki wajah se.. .aap ki baato ki wajah se ya jo bhi.. akser jaise hum kehte hain : "I dint mean that..." etc..

    aap ne kabhi us ghalat fehmi ko door karne ki koshish ki... ager ki tu kaise?..

    how does it feel jub apni ghalti na ho sirf is liye samne waale ko explantion dena ke us ne aap ko ghalat sumjha... ?

    I hope is thread ko le ker koi ghalat fehmi (or aamir ki ghalat family) nahi hogi...

    waiting for reply...

  • #2
    Re: **Ghalat-Fehmi....!

    Walekum Salam:hii:
    meri puri koshish to hoti he k meri waja se kisi ko koi ghalat fehmi na hone paey or khud bhi is marz se door rahun.jab ham aik dam kisi bare me nateeja nikal lete hen zeada jane bina to is ka shikar ho sakte hen.to pehle baat ko samjhna chaey phir kisi nateeje par pohanchna chaey.baki insan is se mubara nahi k zindagi me ghalat fehmi ka shikar hi na ho.ho jata he.lekin theek kar lena chaey

    Comment

    • #3
      Re: **Ghalat-Fehmi....!

      Originally posted by ummid View Post

      walaikom Assalam
      mostly mujhay ghalat fehmi nahin hoti .... zyada tar main dosrooN ko margin daiti hoon... keh janay kia situation hogi kisi kay sath .... her waqt her kisi ka behaviour acha nahin rh sakta....phir buht jaldi kisi kay baray mien raye qaim karna koi danishmandi nahin..... her shakhs ka behavious us kay halaat ko reflect karta hai ....phir pehli martaba aap ko ghalat fehmi ho sakti hai dosri martaba ho sakti hai .. maan laitay hain teesri martaba bhi hio gai ... lakin agar koi aik hi jaisa behaviour pose karay tab woh us ki nature ko reflect karta hai ...
      reh gai baat dosroON ki ...tu aisa bhi kam hi hota hai....awal tu main hoon hi straight forward so simply apni baat keh daiti hoon.... aur woh jo main nay u ko kaha tha ... kabhi kabhi explain karnay mein me ko problem hoti .....n u said .... keh hamaray expalain karnay mein hi nahin dosray kay samajhnay mein bhi problem ho sakti hai.... )):
      For New Designers
      وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

      Comment

      • #4
        Re: **Ghalat-Fehmi....!

        Originally posted by unity View Post

        :thmbup:
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #5
          Re: **Ghalat-Fehmi....!

          Originally posted by unity View Post
          Walekum Salam:hii:
          meri puri koshish to hoti he k meri waja se kisi ko koi ghalat fehmi na hone paey or khud bhi is marz se door rahun.jab ham aik dam kisi bare me nateeja nikal lete hen zeada jane bina to is ka shikar ho sakte hen.to pehle baat ko samjhna chaey phir kisi nateeje par pohanchna chaey.baki insan is se mubara nahi k zindagi me ghalat fehmi ka shikar hi na ho.ho jata he.lekin theek kar lena chaey
          thanx :rose

          Comment

          • #6
            Re: **Ghalat-Fehmi....!

            Originally posted by *Rida* View Post
            walaikom Assalam
            mostly mujhay ghalat fehmi nahin hoti .... zyada tar main dosrooN ko margin daiti hoon... keh janay kia situation hogi kisi kay sath .... her waqt her kisi ka behaviour acha nahin rh sakta....phir buht jaldi kisi kay baray mien raye qaim karna koi danishmandi nahin..... her shakhs ka behavious us kay halaat ko reflect karta hai ....phir pehli martaba aap ko ghalat fehmi ho sakti hai dosri martaba ho sakti hai .. maan laitay hain teesri martaba bhi hio gai ... lakin agar koi aik hi jaisa behaviour pose karay tab woh us ki nature ko reflect karta hai ...
            reh gai baat dosroON ki ...tu aisa bhi kam hi hota hai....awal tu main hoon hi straight forward so simply apni baat keh daiti hoon.... aur woh jo main nay u ko kaha tha ... kabhi kabhi explain karnay mein me ko problem hoti .....n u said .... keh hamaray expalain karnay mein hi nahin dosray kay samajhnay mein bhi problem ho sakti hai.... )):
            ahan.... theek... thanx

            Comment

            • #7

              Chal jhooti :fight:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: **Ghalat-Fehmi....!

                Originally posted by ummid View Post
                Asalamaalaikum

                kya kabhi aap ko le ker koi ghalat fehmi ka shikar howa hai??
                Mein to khud shikaari hoon :hairdrayer:

                Originally posted by ummid View Post
                aap ki wajah se.. .aap ki baato ki wajah se ya jo bhi.. akser jaise hum kehte hain : "I dint mean that..." etc..

                aap ne kabhi us ghalat fehmi ko door karne ki koshish ki... ager ki tu kaise?..

                how does it feel jub apni ghalti na ho sirf is liye samne waale ko explantion dena ke us ne aap ko ghalat sumjha... ?

                I hope is thread ko le ker koi ghalat fehmi (or aamir ki ghalat family) nahi hogi...

                waiting for reply...
                Wa Alaikum aslam :hairdrayer:

                waise tum ne ghalat family ko acha eggs-plain kia :d1:

                mujay ghalat fahmi ho ya kisi ko ho, ager mera dil chahay to mein apni ghalat fehmi bhi aur us ki ghalat fehmi bhi baat ker ke door ker deta hoon. Aur ager mera dil na karay to mein Idle he rehta hoon aur kehta hoon ke aur ghalat familiyaan paal loo, saanu ki :hairdrayer:
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: **Ghalat-Fehmi....!

                  Choti Si Galat Fehmi Karde Gi Juda Hum Ko
                  Halaat Itnay Badal Jayenge, Maloom Na Tha Hum Ko :guitar:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: **Ghalat-Fehmi....!

                    walaikum salam ummid,

                    yara doosron ko aik sec. side pe rakhtey hein, kya insaan ko kabhi khud sey bhi like apni zaat k hawaley sey ghalatfehmi ho sakti hai?
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #11
                      Re: **Ghalat-Fehmi....!

                      Originally posted by Z. View Post
                      walaikum salam ummid,

                      yara doosron ko aik sec. side pe rakhtey hein, kya insaan ko kabhi khud sey bhi like apni zaat k hawaley sey ghalatfehmi ho sakti hai?
                      yup...

                      apne hi emotions ko le ker aksar ghalat fehmi hojaati hai... ...

                      ya phir koi oath jo hum le or hume lage ke hum bauaht strong hai usey pura karne ke liye phir ek kamzor lamha or.......

                      ya phir khud apne aap ko le ker... hum aise nahi... per darsal hum waise hi hote hain jaise hum sochte hain ke hum nahi ho sakte....

                      :rose

                      Comment

                      • #12
                        Re: **Ghalat-Fehmi....!

                        Walaikum Assalam....

                        mere khayal me....agur app ka ya kisi ka kisi fehmi se wasta par hi gaya he...chahe ghalat ho ya khush...to behter he app usse clear kur k tension release kur dein...

                        lekin yeh bhi dekhna chahie k ghalt fehmi hui kise he....agur kisi 4th,5th,6th... person ko ho gai he to phir faida nahi door kurne ka...

                        bus 1st,2nd,3rd person tuk kafi he....

                        Comment

                        • #13
                          Re: **Ghalat-Fehmi....!

                          Walaikum Assalaam

                          Kisi bhi rishtay ki sab say aham Bunyad TURST hoti hay aur jahan trust hota hay wahan ghalatfehmi apni jagah nahin bana sakti, magar phir bhi insaan ki fitratan shaki mizaaj hona aksar-O-baishtar usskay zehan main ghalatfehmiyan paida kar daita hay.

                          Agar aisa hota hay tou main humesha maamlay ko foran hi suljha laita hoon iss say pehlay kay woh dili ranjishain paida karay aur kisi bhi kisam ki khalish ka shikar ho.

                          Humain apnay rishtoon ko sanbhalnay aur samajhnay ki koshish karni chayeh aur unki ahmiyat ka ehsaas hona chayeh, jab yeh ehsaas pukhta ho jaata hay tou kabhi bhi GHALAT FEHMI jaisi beemaari iss ko lag nahin sakti.

                          May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                          Fi Amaan ALLAH

                          Originally posted by ummid View Post
                          Asalamaalaikum

                          ummid hai aap sub khairyat se honge...

                          Ghalat Fehmi... Ghalat yaani sahi ghalat wala ghalat i.e. wrong
                          and fehami lafaz feham yaani aqal w Feham (shoar) se bana hai...
                          so ghalat fehmi yaani jub aap ke feham or shoar se koi ghalti hojaaye kisi bhi baat ko le ker logo ko le ker, cheezo ko le ker, zindagi ko le ker.. ya kisi or cheez ko le ker

                          poochna yeh hai ke kya aap kabhi kisi ghalat fehmi ka shikar hoye..? logo ko le ker, Rishto ko le ker, jazbo ko le ker (in general)

                          jub aap kisi ghalat fehmi ka shikar hote hain tu aap ko kub pata chalta hai?
                          pata chalta hai tu aap usey accept kar ke correct karte hain??

                          kya kabhi aap ko le ker koi ghalat fehmi ka shikar howa hai?? aap ki wajah se.. .aap ki baato ki wajah se ya jo bhi.. akser jaise hum kehte hain : "I dint mean that..." etc..

                          aap ne kabhi us ghalat fehmi ko door karne ki koshish ki... ager ki tu kaise?..

                          how does it feel jub apni ghalti na ho sirf is liye samne waale ko explantion dena ke us ne aap ko ghalat sumjha... ?

                          I hope is thread ko le ker koi ghalat fehmi (or aamir ki ghalat family) nahi hogi...

                          waiting for reply...
                          sigpic

                          Comment

                          Working...
                          X