Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

New Year Resolutions!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: New Year Resolutions!

    No Resolution

    Comment


    • #17
      Re: New Year Resolutions!

      Originally posted by ummid View Post
      No Resolution
      only revolution :hoho:
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment


      • #18
        Re: New Year Resolutions!

        Originally posted by Aanchal View Post
        only revolution :hoho:

        Comment


        • #19
          Re: New Year Resolutions!

          Originally posted by ummid View Post
          No Resolution
          yani tumhara shumaar teesri category mey hota hai?
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #20
            Re: New Year Resolutions!

            Originally posted by Z. View Post
            yani tumhara shumaar teesri category mey hota hai?
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment


            • #21
              Re: New Year Resolutions!

              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
              what was this for?
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #22
                Re: New Year Resolutions!

                Originally posted by Z. View Post
                yani tumhara shumaar teesri category mey hota hai?
                Not exactly...
                Hakuna Matata :lol

                Comment


                • #23
                  Re: New Year Resolutions!

                  Originally posted by ummid View Post
                  Not exactly...
                  Hakuna Matata :lol
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #24
                    Re: New Year Resolutions!

                    Walaikum Assalaam

                    Aap ka topic paRha tou yehi khayaal aaya kay aap ka sawal hoga kay aap sab ki new year resolutions kia hain etc etc.

                    PaRh kar khushi hoyee kay aisa kuch aap nay nahin pooocha, aur aap nay apnay sawaal main hi jawaab day dia hay kay jo log resolution kay mohtaaj hotay hain woh bas isi kay intizaar main apni zindagi kay qeemti lamhaat zaya kar daitay hain.

                    Resolution insaan ko sust bana daita hay, insaan ko apni zindagi ko behtar bannanay kay liye kisi resolution ki nahin balkay struggle ki zaroorat hoti hay, 'Kal karay so aaj, aaj karay so ab' waala attitude hi insaan ko taraqi ki un manziloon per lay jaata hay jahan kay us nay khuwab bhi nahin dekhay hotay, a right attitude can change your life forever and a worst attitude can destroy it forever!!!!

                    Mera shumar bhi unhi logon main say hay jo zindagi main SUST RAWI ko nahin apnaatay, apnay maqaasid ko poora kartay hain aur zindagi bharpoor andaaz main jeetay hain kia pata aglay saal hum iss duniya main hoon ya na hoon aur humaray resolution srif aur srif diary main aik safhay per andhairay aur tareeki nazar hojayain!!!

                    May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                    Fi Amaan ALLAH

                    Originally posted by Z. View Post
                    Asalam alaikum,

                    kehtey hein k sust insaan hamesha resolutions banata hai, uss ney sab kuch kerna hota hai magar "kal"

                    Aeysey bhi insaan hotey hien jo resolutions banatey hein aur un ko poora kertey hein.

                    Aur aeysey bhi log hotey hein jo resolutions banatey hi nahi ... wo sirf kuch lafzon pe yaqeen rakhtey hein : Get up! and do it!


                    Sawal ye hai k Aap ka shumar kin lgoon mey hota hai?
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: New Year Resolutions!

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Walaikum Assalaam

                      Aap ka topic paRha tou yehi khayaal aaya kay aap ka sawal hoga kay aap sab ki new year resolutions kia hain etc etc.

                      PaRh kar khushi hoyee kay aisa kuch aap nay nahin pooocha, aur aap nay apnay sawaal main hi jawaab day dia hay kay jo log resolution kay mohtaaj hotay hain woh bas isi kay intizaar main apni zindagi kay qeemti lamhaat zaya kar daitay hain.

                      Resolution insaan ko sust bana daita hay, insaan ko apni zindagi ko behtar bannanay kay liye kisi resolution ki nahin balkay struggle ki zaroorat hoti hay, 'Kal karay so aaj, aaj karay so ab' waala attitude hi insaan ko taraqi ki un manziloon per lay jaata hay jahan kay us nay khuwab bhi nahin dekhay hotay, a right attitude can change your life forever and a worst attitude can destroy it forever!!!!

                      Mera shumar bhi unhi logon main say hay jo zindagi main SUST RAWI ko nahin apnaatay, apnay maqaasid ko poora kartay hain aur zindagi bharpoor andaaz main jeetay hain kia pata aglay saal hum iss duniya main hoon ya na hoon aur humaray resolution srif aur srif diary main aik safhay per andhairay aur tareeki nazar hojayain!!!

                      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                      Fi Amaan ALLAH
                      I second you!

                      Zati taur per mey resolutions k khilaf nahi hun lekin resolutions sirf resolutions ban ker reh jayein iss k khilaf hun. Merey khayal mey insaan ko her rauz nahi tau alternately 10 min. khud ko deyney chahyein aur ye sawal zaroor kerna chahiye k mey ker kya raha hun, mujhey kerna kya hai, mey jin rasston pe chal raha hun wo mujhey meyri manzil pe pohancha bhi payein gey k nahi... etc

                      And yes struggle! (as you rightly said) , apney kisi bhi kaam mey kamyabi ka raaz sirf teen chaar aik baaton mey hota hai.
                      • Allah T'ala pe yaqeen
                      • Apney aap per yaqeen
                      • mehnat,lagan, aur muhabbat sey ki janey wali koshishein.

                      Ameen @ your du'a
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      Working...
                      X