Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Feelings...

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Feelings...

    Originally posted by Z. View Post
    walaikum salam,
    jo log hassass hotey hein un ka dil saari feelings detect ker leyta hai
    Mujhey tau kabhi hanssi wali baat pe bhi rona a jata hai :-D aur roney wali baat kabhi mey bas hanssti rehti hun... :-D ab kuch log ho sakta hai meri in harkatoN pe mujhey pagal samjhein ... :guitar:, baat ye hoti hai k her banda mukhtalif baatoN pe apney tareekey sey react kerta hai ... jab tak aik insaan k pass dil hai uss mey kisi ehsaas ki kami nahi ho sakti hai....

    ayi baat samaj mey ... Mr. Peace Party
    matlab agur kisi ko kisi ki mout pe rona naa aae ya dukh na ho...
    sub has rahe ho aur ap ko samjh hi na aae k is me hasne wali kia baat he......same with rona...

    to yeh sub kia he:donno:...be'hissi??

    Comment

    • #17
      Re: Feelings...

      Originally posted by MSA View Post
      matlab agur kisi ko kisi ki mout pe rona naa aae ya dukh na ho...
      sub has rahe ho aur ap ko samjh hi na aae k is me hasne wali kia baat he......same with rona...

      to yeh sub kia he:donno:...be'hissi??
      Nahi... agar banda kisi ki maut per hanssney lagey ... ya kuch aur situation ho jiss mey aap ko lagey k wo opposite react ker raha hai tau phir uss ka haal zaroor pooch leyna chahiye ... :oldie:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #18
        Re: Feelings...

        Originally posted by Z. View Post

        Nahi... agar banda kisi ki maut per hanssney lagey ... ya kuch aur situation ho jiss mey aap ko lagey k wo opposite react ker raha hai tau phir uss ka haal zaroor pooch leyna chahiye ... :oldie:
        ...

        ya rab wo na samjhe he na samjhein gein meri baat
        de aur dil un ko jo na dein mujha ko zabaan aur....

        kher...thanks...Opposition Party...

        Comment

        • #19
          Re: Feelings...

          Originally posted by MSA View Post
          ...

          ya rab wo na samjhe he na samjhein gein meri baat
          de aur dil un ko jo na dein mujha ko zabaan aur....

          kher...thanks...Opposition Party...
          :lol

          tau kisi ki maut pe koi hanss sakta hai...?

          aur ghalat malat sheyr na sunaya karein Mr. peace party :oldie:
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #20
            Re: Feelings...

            Originally posted by Z. View Post
            :lol

            tau kisi ki maut pe koi hanss sakta hai...?

            aur ghalat malat sheyr na sunaya karein Mr. peace party :oldie:
            to rone aur hasne k beech me aik durand line bhi hoti he

            ohh acha..buhat dino baad use kia tha...372-scare

            Comment

            • #21
              Re: Feelings...

              Originally posted by MSA View Post
              to rone aur hasne k beech me aik durand line bhi hoti he

              ohh acha..buhat dino baad use kia tha...372-scare
              Tumharey ander kaun si feelings khatam ho gai hai?
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #22
                Re: Feelings...

                Originally posted by Z. View Post
                Tumharey ander kaun si feelings khatam ho gai hai?
                mein ne general sawal pocha he:lol:

                waise sare meri zati examples he

                Comment

                • #23
                  Re: Feelings...

                  Originally posted by MSA View Post
                  mein ne general sawal pocha he:lol:

                  waise sare meri zati examples he
                  aur mera khayal hai k mey ney bhi ap k general sawal ka aik bohot acha general jawab diya hai :oldie:

                  Peace Party
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #24
                    Re: Feelings...

                    Originally posted by Z. View Post
                    aur mera khayal hai k mey ney bhi ap k general sawal ka aik bohot acha general jawab diya hai :oldie:

                    Peace Party
                    aaho app ne aik bohot acha general jawab diya hai....:think:

                    Inqilabi Party

                    Comment

                    • #25
                      Re: Feelings...

                      Originally posted by MSA View Post
                      Asslam o Alaikum....

                      Ummid he sub kheriat se hounge...nahi bhi he to hojaein ge ajj nahi to kal...

                      kher...
                      Feelings mere khayal me kafi tarah ki hoti he....jaise sardi aur garmi ko feel kurna, apne problems ko feel kurna, dosre k maslo ko feel kurna, kisi ki kami ko feel kurna...ya kisi apne ki death hojae to us ko miss kurne ki feeling....kisi roone wali baat pe na roona...kisi hasne wali baat pe na hasi aana.....blah blah....

                      to app ko kia lagta he app me kisi feelings ki kami he??
                      Walekum Sala,:hii:
                      feel insan dil me karta he or zaruri nahi jo feel kar raha ho wo utna hi react bhi kare jitna feel kia
                      or mujh me kami nahi bulke zeyadati he feelings ki me zeada feel kar jati hun:garmi:

                      Comment

                      • #26
                        Re: Feelings...

                        Originally posted by unity View Post

                        feeling aur reaction, mutlab dono alug cheez he....:think:??
                        to feeling me reaction ki kami kyun ajati he??

                        Comment

                        • #27
                          Re: Feelings...

                          Originally posted by MSA View Post
                          feeling aur reaction, mutlab dono alug cheez he....:think:??
                          to feeling me reaction ki kami kyun ajati he??
                          haan dono alag cheez hen or kami is leay ajati he k ham jab khud par control karna seekh jate hen to jitna bhi feel karen act zeada nahi karte.jese choty bache mohabat,hasad,dard,khushi sab feelings ko bohat shidat se show karte hen.lekin inhi sab feelings par bare is tarah react nahi karte.to jese jese ham bare or samjhdaar hote hen apni feelings ko hide karna seekhte jate hen

                          Comment

                          • #28
                            Re: Feelings...

                            Originally posted by unity View Post
                            haan dono alag cheez hen or kami is leay ajati he k ham jab khud par control karna seekh jate hen to jitna bhi feel karen act zeada nahi karte.jese choty bache mohabat,hasad,dard,khushi sab feelings ko bohat shidat se show karte hen.lekin inhi sab feelings par bare is tarah react nahi karte.to jese jese ham bare or samjhdaar hote hen apni feelings ko hide karna seekhte jate hen
                            yeh control aur be'hissi do alug chez hui na??

                            Comment

                            • #29
                              Re: Feelings...

                              Originally posted by MSA View Post
                              yeh control aur be'hissi do alug chez hui na??
                              haan ye bhi do alag cheezen hen.aik to ham feelings hide kar lete hen to kuch log ho sakta he hamen behis samjh lein,lekin kahin kahin insan behis is leay bhi ho jata he k kabhi us ki feelings ki qadar nahi ki gai hoti,ya us ko buri tarah hurt kia gya ho ya is k elawa koi medical prob bhi ho sakta he.

                              Comment

                              • #30
                                Re: Feelings...

                                Originally posted by unity View Post
                                haan ye bhi do alag cheezen hen.aik to ham feelings hide kar lete hen to kuch log ho sakta he hamen behis samjh lein,lekin kahin kahin insan behis is leay bhi ho jata he k kabhi us ki feelings ki qadar nahi ki gai hoti,ya us ko buri tarah hurt kia gya ho ya is k elawa koi medical prob bhi ho sakta he.
                                :lol: theakh...

                                Thanks...:thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X