Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    to kia tum meri doost ho :donno:
    let me edit it : Aman pasand Insaan dost
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #77
      Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

      Originally posted by Z. View Post
      let me edit it : Aman pasand Insaan dost
      Tum ager mujay doost kehti na to phir apna haal dekhti :hairdrayer:
      :thmbup:

      Comment

      • #78
        Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

        Originally posted by Z. View Post
        ummid mujh sey akeley cooking nahi ho rahi hai ...
        me aaj you ka rone mein saath de sakti ho

        Comment

        • #79
          Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

          Originally posted by ummid View Post
          me aaj you ka rone mein saath de sakti ho

          New ideaa....
          Roo Roo klarr Election campaighn chalaiiee jaieyy.....

          Awamii hamdardii hasill karrnnay kaa Munfrid ideaaa
          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

          Comment

          • #80
            Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

            Originally posted by Faro View Post
            time nahi mil raha yar:fight:
            tum nay mujhay kisi aur party ka bhaija aur khud koi aur party bana li....
            ab main kia kroon:shyy:
            For New Designers
            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

            Comment

            • #81
              Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

              Originally posted by *Rida* View Post

              u isi party mai raho baad ma mai bhi ajao gi isi mai:lolkuch bhi ho sakta hau chalo shrou ho jao kuch na kuch likhna:hairdrayer:

              Comment

              • #82
                Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                Originally posted by Faro View Post
                u isi party mai raho baad ma mai bhi ajao gi isi mai:lolkuch bhi ho sakta hau chalo shrou ho jao kuch na kuch likhna:hairdrayer:
                theek hai .....:exite:

                main bolooN

                Revolution

                Revolution

                Revolution....

                :bou:
                For New Designers
                وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                Comment

                • #83
                  Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                  Originally posted by *Rida* View Post
                  theek hai .....:exite:

                  main bolooN

                  Revolution

                  Revolution

                  Revolution....

                  :bou:
                  Revolutionary ideas do logo ko chalo u tu ini naik ...achi suchi kuri ho me ki tarhan :shyy:

                  Comment

                  • #84
                    Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                    Originally posted by Faro View Post
                    Revolutionary ideas do logo ko chalo u tu ini naik ...achi suchi kuri ho me ki tarhan :shyy:
                    sochnay kay liye waqt chahiyeee.....

                    waisay ksi party nay yeh nahin bataya keh agar jeet jain gay tu kia kia karain gay ....:nails:
                    For New Designers
                    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                    Comment

                    • #85
                      Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                      Originally posted by *Rida* View Post
                      sochnay kay liye waqt chahiyeee.....

                      waisay ksi party nay yeh nahin bataya keh agar jeet jain gay tu kia kia karain gay ....:nails:

                      soucho aur me Zinia se kaho gi kah dasay:taali:

                      Comment

                      • #86
                        Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                        Originally posted by *Rida* View Post
                        tum nay mujhay kisi aur party ka bhaija aur khud koi aur party bana li....
                        ab main kia kroon:shyy:
                        tum kisi party main na jaoo balkay dhakka maar razaakari ban jaoo :taali:
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #87
                          Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                          Rida or fari

                          Comment

                          • #88
                            Re: Pegham Elections: Revolutionary Ideas!

                            Iss sey pehley k ye elections khatam ho jayein , mey aap logon k sath kuch apni colourful sochein share kerna chahuN gi :oldie:

                            Insaan: Ham sab ka ta'luq jandaroN ki aik aeysi category sey hota hai jiss k individuals insaan kehlatey hien, jab ye insaan aik acha insaan banta hai tab Ashraful Makhluqaat kehlata hai. Insaan ka ashraful makhluqat bann-ney tak ka amal poora aik revolutionary amal hai. Ye revolution insaan ki soch sey shuru hota hai. Jo aap sochtey hein, wo aap kehtey hein, jo aap kehtey hein wo aap kertey hein, jo aap kertey hein wo aap ki adat ban jata hai aur aap ki adateiN aap ki shaksiyat.

                            Soch: Jaisey k iss saarey process mey soch sab sey ziada ehmiyat ki hamil hai iss liye ham thori deyr iss lafz soch pe concentrate kertey hein. Aap apni ankhein band karein aur apney bachpan mey chaley jayein, apney ibtedai seekhney ki zindagi mey, aap k pass aik list aa jaye gi un tamaam cheeezon ki jo k aik achey bachey mey hoti hain/ honi chahiyein. ye list do logon ki baaton sey banti hai: Aap k parents aur aap k teachers. waqt k sath sath aap ye list edit kertey rehtey hein, aap ney dekhna hai k ab iss list mey kya kya baatein maujood hein.

                            Tajziya: Insaan kitabon k sath sath jeetey jaagtey insano sey bhi seekhta hai. Jin logoN ko aap jantey hein un sey aap baat/debate/discussions sey seekh saktey hein. Jin logon ko aap nahi jantey hein un sey kaisey seekha jaye? Aeysey logon ko aap observe kerna shuru ker dein, ye dekhein k un ka apney ird gird k mahaul k sath kaisa rawiya/bartao hai. Insaano ki dunya sey bahar niklein tau aap qudrat ki doosri nishaniyon sey bhi kafi kuch seekh saktey hein jaisey parindey, subha sawerey un ki awaz kano ko kitni bhali lagti hai, ye apney din ka aghaz Allah T'ala ki hamd-o-sana sey shuru kertey hein aur shayad yahi ibadat un k ander itni energy, lagan aur talab paida ker deyti hai k wo apna sara din justuju mey guzaar detey hien.

                            Dil: sochney ka link dil sey hai, ye aap ka dil aap ko bata sakta hai k aya aap sahih soch rahey hein ya ghalat? Yad rahey, agar aap ki soch ghalat ho gi, tau aap ki baat bhi ghalat ho gi, aap ka amal ghalat ho ga, adateiN ghalat hon gi aur in sab ka asar aap ki shaksiyat pe ho ga. Iss liye iss dil ki hifazat kerna behad zaroori hai.

                            Akhri baat: over to you! Aap ney ye dekhna hai k aap apni soch sey aik behtareen insaan kaisey ban saktey hein.
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #89

                              • #90

                                Working...
                                X