Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghussa

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ghussa

    السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

    aisa koi bhi nahiin hai jis ko Ghussey ka pata na ho..aj ap k ghussey k baarey main hum jan'na chahtey hain

    1. Ghussa kya hai??
    2. Ap ko ghussa ata hai??
    3. Ap k Ghussey k marahil kya kya hain??
    4. Ap ko Ghussa kiin baatoon par ata hai??
    5. Apney Ghussey ka izhaar kis tarah sey kartey hain??
    6. Ap apney Ghussey ko control karney ki koshish kartey hain YA be'lagaam ghorrey ki tarah chorr detey hain??
    7. Ghussey ko kum karney k liye kya kartey hain??
    8. Ghussey key social relations par kya asraat hotey hian??

    ab ap thandey dimaagh sey in sawaloon k jawab dejiye nai tu mujhey ghussa ajaye ga..372-shed
    .......................!!!!!

  • #2
    Re: Ghussa

    au:
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment

    • #3
      Re: Ghussa

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
      au:
      kya howa...jawab kyun nai diya........372-shed
      :laarai::laarai:hathora
      .......................!!!!!

      Comment

      • #4
        Re: Ghussa

        mujay to itnay question dekh ke ghusa aanay lag gaya he :fuming:
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: Ghussa

          wasalam :rose

          ghussa.... hmmmm... jaldi nahi aata... aata hai tu bauaht aata hai.... chup rehti ho.... jis per ghussa ho usey bauaht tameez se Mukhaatib karti ho... itni izat to me friendly relation mein bhi nahi di hoti usey... ::lpop:

          haan yeh hai jis ka ghussa usi per utaarti ho na khaane per, na us se jore logo per, na hi kisi or cheez per... :lpop:

          ghussa control karne aana chahiye.....

          social relation mein tu... depend karta hai kis noiyat ka rishta hai or aap ka kaisa panga howa hai... .. or rishto ki buniyaad mazbooot ho tu ghussa, aandhi tufaan kuch nahi bigaar sakte us rishte ka ... ager buniyaad hi kamzor hai tu bei ghussa hi kya kisi bhi mamoli wajah se rishte bigar sakte hain :lpop:

          Comment

          • #6
            Re: Ghussa

            Originally posted by bhataktii rooh View Post
            السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

            aisa koi bhi nahiin hai jis ko Ghussey ka pata na ho..aj ap k ghussey k baarey main hum jan'na chahtey hain

            1. Ghussa kya hai??
            2. Ap ko ghussa ata hai??
            3. Ap k Ghussey k marahil kya kya hain??
            4. Ap ko Ghussa kiin baatoon par ata hai??
            5. Apney Ghussey ka izhaar kis tarah sey kartey hain??
            6. Ap apney Ghussey ko control karney ki koshish kartey hain YA be'lagaam ghorrey ki tarah chorr detey hain??
            7. Ghussey ko kum karney k liye kya kartey hain??
            8. Ghussey key social relations par kya asraat hotey hian??

            ab ap thandey dimaagh sey in sawaloon k jawab dejiye nai tu mujhey ghussa ajaye ga..372-shed
            Ans 1...ghusaaa Dimaghii Khallal kaa naam haii..:think:
            Ans2....zarroorat sayy Ziadaaa...:fight:
            ans 3...aik damm aataa haiii no marahill..
            Ans..4..joo batain merray Mizzaj kay khillaf hoo:D
            ans5...kaii tareeqqay haiin moqaa kay mutabiq..:hathora
            ans 6...karrtaa hoo..a lit bit:D
            ans 7...Khamoosh hoo jattaa hoo...
            Ans 8....assrrat bohht khoofnnak hoottay hainn
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment

            • #7
              Re: Ghussa

              Originally posted by bhataktii rooh View Post
              السلام عليكم و رحمة الله و بركاته

              aisa koi bhi nahiin hai jis ko Ghussey ka pata na ho..aj ap k ghussey k baarey main hum jan'na chahtey hain

              1. Ghussa kya hai??
              2. Ap ko ghussa ata hai??
              3. Ap k Ghussey k marahil kya kya hain??
              4. Ap ko Ghussa kiin baatoon par ata hai??
              5. Apney Ghussey ka izhaar kis tarah sey kartey hain??
              6. Ap apney Ghussey ko control karney ki koshish kartey hain YA be'lagaam ghorrey ki tarah chorr detey hain??
              7. Ghussey ko kum karney k liye kya kartey hain??
              8. Ghussey key social relations par kya asraat hotey hian??

              ab ap thandey dimaagh sey in sawaloon k jawab dejiye nai tu mujhey ghussa ajaye ga..372-shed
              Waise mujay ghussa bohat aata he :hairdrayer:
              :thmbup:

              Comment

              • #8

                Walekum Salam:hii:
                ghusa aik bohat hi buri cheez he,mujhe ata he na insafi par or kabhi kabhi bohat ata he to me rone lagti hun,kal bhi aya tha to wazoo kia 2 nafel parhe or Allah se madad mangi.lekin mera ghusa khatam bhi bohat jaldi ho jata he.kam karne k leay khud ko samjhati hun ese
                or ghuse shaks ko log pasand nahi karte to asraat bhi zaher he ache nahi parte social relations par

                Comment

                • #9
                  Re: Ghussa

                  Originally posted by unity View Post

                  372-haha372-haha372-hahamujay maza aaya
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ghussa

                    ghussay ka bus na hi pouchoo
                    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ghussa

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      372-haha372-haha372-hahamujay maza aaya

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ghussa

                        waalikum asslam wr wb

                        gussaaaaaaaaaaaaaaaaaa hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm /hmmm
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ghussa

                          Originally posted by Aanchal View Post
                          ghussay ka bus na hi pouchoo
                          Chalo nahi poochta, ub batao:hairdrayer:
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ghussa

                            Originally posted by unity View Post
                            Tum rooti hui kis churail jesi lagti ho :hoho:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #15
                              Re: Ghussa

                              Originally posted by saraah View Post
                              waalikum asslam wr wb

                              gussaaaaaaaaaaaaaaaaaa hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm /hmmm

                              Maza nahi aaya tumharay jawaab ka :laarai:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X