Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ROSHNI Party Introduction

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: ROSHNI Party Introduction

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    daag to chala jaye ga
    per yeh waqt dubara nahi aaye ga :hairdrayer:
    kuch acha kiurne me agur dagh lag jae to dagh to achae hote he na

    Comment

    • #62
      Re: ROSHNI Party Introduction

      Originally posted by MSA View Post
      kuch acha kiurne me agur dagh lag jae to dagh to achae hote he na
      Zardari isi baat pe kaim ho gaya he. Us ki izat mein kitnay daag lag gaye, lekin wo yehi kehta he daag to achay hotay hein :hairdrayer:
      :thmbup:

      Comment

      • #63
        Re: ROSHNI Party Introduction

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Zardari isi baat pe kaim ho gaya he. Us ki izat mein kitnay daag lag gaye, lekin wo yehi kehta he daag to achay hotay hein :hairdrayer:
        dagh'daar hogaya he...itna to surf excel bhi nahi he372-scare

        Comment

        • #64
          Re: ROSHNI Party Introduction

          jaago jaago leadron election ki tareekh nazdeek aa gai

          Comment

          • #65
            Re: ROSHNI Party Introduction

            Thefire1 Abey apni Age chuppppa rahey hain us sey farig hun gey to election per tawjoo dayin gaey :lol
            I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

            Comment

            • #66
              Re: ROSHNI Party Introduction

              Hum xinda qoum he
              pa'inda qoum he...
              hum sub ki he phechan
              hum sub ka pakistan pakistan pakistan

              Comment

              • #67
                Re: ROSHNI Party Introduction

                @Tanha, main nay umar kab chupai hay, meray interview main bhi saad saaf bataya hay bas jab iss site per register kia tha tab year of birth nahin likha tha :)

                Assalaam-O-Alaikum meray azeez dostoon aur sathiyoon

                Mujhay leadership ka shouq nahin aur naa hi main nay yeh PARTY kisi leadership yaa apni supermacy dikhanay kay liye banayi hay, mera maqsad srif aur srif aap sab say achi achi baatain seekhna aur seekhana hay, mujhay aap kay VOTE ki nahin aap ki INFORMATION aur KNOWLEDGE ki zaroorat hay, main nay iss election main JEETNAY kay liye nahin lia, main aik naya member hoo aur samajhta hoon kay iss election kay zaryeh main aap sab kay qareeb aasakta hoon aur aap sab say bohat kuch seekh sakta hoon magar aaj kal masroofiyat kay bayis main Gup Shup main regular nahin ho pa raha jiss ka mujhay bhi shadeed ehsaas hay, main aap sab ko hurt tou nahin karna chahta magar aap say request karta hoon kay meray iss kaam ko jaari-o-saari rakhain, aur meri jagah koi bhi iss mansab ko sanbhal rahay main filhaal iss ko jaari nahin rakh sakta.

                Fi Amaan ALLAH
                sigpic

                Comment

                • #68
                  Re: ROSHNI Party Introduction

                  Originally posted by thefire1 View Post
                  Kaisay VOTE maangoon, chalain KOSHISH karta hoon.....

                  Main nihayat hi leader hoon jo leadership per bharoosa nahin rakhta kiyonki bila kisi imtiyaaz kay

                  hum :lot: ki siyasat per yaqeen nahin rakhtay aur apnay :rulz: ki paasdaari kartay hain.

                  Humain :vote: day kar :thankyou: ka mouqa dain, humain poori umeed hay kay

                  Tou aagay bhaRoo members aur mujhay :vote:

                  bravo bravo:hii:

                  last action cutt
                  innay gussay say nahi na mangtay

                  aisay bolen

                  aagay barho behno bhaiyo :fight::laarai:

                  aur sharafat say mujhe vote do
                  Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                  Comment

                  • #69
                    Re: ROSHNI Party Introduction

                    Originally posted by thefire1 View Post
                    @Tanha, main nay umar kab chupai hay, meray interview main bhi saad saaf bataya hay bas jab iss site per register kia tha tab year of birth nahin likha tha :)

                    Assalaam-O-Alaikum meray azeez dostoon aur sathiyoon

                    Mujhay leadership ka shouq nahin aur naa hi main nay yeh PARTY kisi leadership yaa apni supermacy dikhanay kay liye banayi hay, mera maqsad srif aur srif aap sab say achi achi baatain seekhna aur seekhana hay, mujhay aap kay VOTE ki nahin aap ki INFORMATION aur KNOWLEDGE ki zaroorat hay, main nay iss election main JEETNAY kay liye nahin lia, main aik naya member hoo aur samajhta hoon kay iss election kay zaryeh main aap sab kay qareeb aasakta hoon aur aap sab say bohat kuch seekh sakta hoon magar aaj kal masroofiyat kay bayis main Gup Shup main regular nahin ho pa raha jiss ka mujhay bhi shadeed ehsaas hay, main aap sab ko hurt tou nahin karna chahta magar aap say request karta hoon kay meray iss kaam ko jaari-o-saari rakhain, aur meri jagah koi bhi iss mansab ko sanbhal rahay main filhaal iss ko jaari nahin rakh sakta.

                    Fi Amaan ALLAH
                    baba g kitthon bz ho tussi
                    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                    Comment

                    • #70
                      Re: ROSHNI Party Introduction

                      Bibi jee bas mashgoolaat-e-zindagi insaan ko baaz auqaat itna bayhis bana daitay hain kay usay dosroon ki awaazain iss zindagi kay shour-o-ghul main bilkul sunayi nahin deti, inhi haalaat say main aaj kal do chaar hoon, umeed hay yahan koi member iss mansab per apnay faraiz anjaam dainay kay liye razamand hojayay ga!!!

                      Warna ForumAdmin say request kar kay iss thread ko DELETE karwaana paRay ga :)
                      sigpic

                      Comment

                      • #71

                        ....koi competitor hi nahi mila me ko

                        Comment

                        • #72
                          Re: ROSHNI Party Introduction

                          kia hooo gaia hai chacha

                          Tu Falcons rakh laey sari key sari sab members muje samiat tarey hoey aur bol
                          I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                          Comment

                          • #73
                            Re: ROSHNI Party Introduction

                            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                            Comment

                            • #74
                              Re: ROSHNI Party Introduction

                              Originally posted by Aanchal View Post

                              Daant mein dard hai aap k:shyy:
                              I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                              Comment

                              Working...
                              X