As Salam o Alaikum,
agar kisi kay leay Dil maiN aih'teraam, izzat, muhabbat, cha'hat ya aqeedat ho to kia us kay leay zubaan say koi ghalat baat ada ho sakti hai??
Ghalti say??
sawal samajh kar jawab dayna hai :oldie:
example: aap kay dil maiN kisi kay leay muhabbat hai to kia aap ki zubaan us banday kay baray maiN phisal bhi sakti hai? matbal aap kahaiN dil maiN bohot izzat the par ghalti say zuban phisal gai? samajh gaiy na :think:
kia aisa mumkan hai

Comment