Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

PG Election 2009-10

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • PG Election 2009-10

    Assalamalikum
    members PG kay elections ka aghaaz hota hai :d1:
    koi bhi member apni party bana sakta hai ..party ka manshoor or maqasid batian ..or jin jin ko aap ki party pasand ai wo aap ki party main shamil hoo jaian gay or aap ki party kay narry lagaian gay :lol:

    Rules..
    aik member sirf aik party bana sakta hai ...
    apnay maqasid batian ...jis bhi topic pay aap ki party hoo..
    party ko yeh bhi batana hoga ke members aap ko vote kyun dein?:garmi:
    aap kisi ko zabrdasti nahi kar sakte vote dene ka haq her baaligh member ko hai :D
    koi fazool baat nahi karni
    ulti seedi party ko intazamiya cancel bhi kar sakti hai ..

    kuch pouchna hooto abhi pouch laian rules main changings hoo sakti hain :d1:

    pehlay ayie or pehlay vote paiye :D
    yeh fun elections hein kamzaur dil waley hissa leney sey perhaiz karein :smilie2:
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: PG Election 2009-10

    Originally posted by Aanchal View Post
    yeh fun elections hein kamzaur dil waley hissa leney sey perhaiz karein :smilie2:
    OK :smilie2:
    Last edited by RulzZ; 10 December 2009, 23:45.
    That's Enough...!!

    Comment

    • #3
      Re: PG Election 2009-10

      Originally posted by Aanchal View Post
      vote dene ka haq her baaligh member ko hai :D

      aap to phir vote cast nahi ker sakyin gaey
      I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

      Comment

      • #4
        Re: PG Election 2009-10

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
        OK :smilie2:
        372-haha

        Comment

        • #5
          Re: PG Election 2009-10

          abhi tak kisi ne bhi party nehi banai kia

          Comment

          • #6
            Re: PG Election 2009-10

            thinkingg

            Comment

            • #7
              Re: PG Election 2009-10

              sochte hain :D

              :lol

              Comment

              • #8
                Re: PG Election 2009-10

                Originally posted by ummid View Post
                sochte hain :D

                :lol

                Souch lia:d1:

                mai apni party bana rhi hon kon kon me ki party mai ha:hairdrayer:

                Comment

                • #9
                  Re: PG Election 2009-10

                  Walaikum Assalaam Aanchal

                  Bohat hi acha idea hay hope it works well.

                  Main bhi apni aik PARTY bananana chahta hoon aur meri party ka Naam hoga ROSHNI aur uss ka symbolic sign hoga AAG!!!!

                  Ab Jiss Kay jee main aayay wohi payay ROSHNI
                  Hum Nay Tou DIL Jala Kay Sar-e-Aam Rakh Diya
                  Humari party kay MANSHOOR darja zail hay....!

                  1. Sab say pehlay har umar kay logon ko TALEEM ki ROSHNI say arahasta karna hay.
                  2. Logon kay dilooon main Islam ki ROSHNI paida karni hay.
                  3. Maa, Baap, Buzargoon, teachers aur apni umar say baRoon say Mohabbat ki ROSHNI aur bachoon say pyar ki ROSHNI
                  4. Logon ki mushkilaat ko sunn kar unki zindagiyon main apnay ilm, mohabbat aur lagan say khush-haali ki ROSHNI paida karni hay.
                  5. Logoon ko hunar kay fun say jinn main IT related information hain, web designing, software hardware information, software installations, likhnay kay hunar, silayi, gardening, fashion designing, say ROSHNAS karana.
                  6. Logon main Siyasi nazaryoon ko ujaagar karna aur unhain HAQ aur BAATIL main farq say ROSHNAAS karwaana.
                  7. Sachayi ki talqeen aur Jhot kay nuqsaanaat say ROSHNAAS karwaana

                  Mehaz yeh kay har woh kaam jiss say aap ka apna ZAMEER mutmayin hoo aur jiss say aap kay dil aur dimagh ROSHAN hojayain uss say aap sab ki zindagi main ROSHNI paida karna!!!!

                  Tou aagay baRhyeh aur iss kar-e-khair main baRh chaR kar hissa lain, Election main kamyaabi kay baad main apni party kay mukhtalif Ministers ka elaaan karoonga!!!

                  May ALLAH SWT LIGHT and GUIDE our ways.

                  Khush rahyeh

                  Fi Amaan ALLAH
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: PG Election 2009-10

                    Originally posted by thefire1 View Post

                    theek hay ap ko vote lena hay to rishwat do
                    nhi to mera wo jjon party ko jaye ga

                    Comment

                    • #11
                      Re: PG Election 2009-10

                      :think:

                      Comment

                      • #12
                        Re: PG Election 2009-10

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        OK :smilie2:
                        ammu aap nay apni job chhor dee hay kya:lol :lol
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: PG Election 2009-10

                          Wa Alaikum Assalam ,

                          hmm me ki taraf se sab parties ko advance mein good luck :d1:
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: PG Election 2009-10

                            Rishwat waghaira tou main nahin day sakta, albatta itna zaroor kahoon ga kay aap ko meri party join kar kay shayed doulat-o-khazaanay naa milain magar aaap ka ZAMEER aap say bohat mutmayin rahay ga, main chahta hoon kay meri party na srif PEGHAM kay members ki falah-o-behbood kay liye kaam karay balkay hum mulk main har uss shaks ki madad karain jo kam zarayay honay kay bayis taleem kay zaiwar say Mehroom rehtay hain...

                            Pata nahin shayed iss ELECTION ka kia matlab hay GUPSHUP main, but I think I am taking it very seriously and anticiapte your support and cooperation.

                            Aap ka apna thefire1 - ROSHNI ka PEGHAM!!!

                            Originally posted by naveed iqbal View Post
                            theek hay ap ko vote lena hay to rishwat do
                            nhi to mera wo jjon party ko jaye ga
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: PG Election 2009-10

                              naye aghaaz pe mubarak

                              Comment

                              Working...
                              X