Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**why.....?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: **why.....?

    Originally posted by Sky angel View Post
    hum juz ye kehty hain k hmai farq ni parta ya is sy koi farq ni parna chaiey but a sa nai hai
    hmai bilkul farq parta hai is bat sy k hm kisi par trust karien
    n wo bharosa tor dia jay
    aur jhot to kisi b relation mai insan bardasht nai kar skta

    in short
    bus ni na hota bardasht372-shed
    ho sakta hai ... thora bauaht dukh tu hota hi hai as we all are human being... per I think "I cant stand it" jaisi koi cheez nahi hoti....
    Last edited by ummid; 11 December 2009, 16:25.

    Comment


    • #17
      Re: **why.....?

      Originally posted by ummid View Post
      Asalamaalaikum
      و عليكم السلام و رحمة الله

      har "Y" ka jawab "Z" nai hota..is liye abhi rehney detey hain..:hairdrayer:
      .......................!!!!!

      Comment


      • #18
        Re: **why.....?

        Originally posted by ummid View Post
        Asalamaalaikum

        ummid hai aap sub khairyat se honge :d1:

        abhi ek reply mein parha ke "jhoot bardasht nahi hota..." usi thread mein kisi ne yeh bhi kaha ke "koi trust na kare tu bardasht nahi hota..."...:fight:

        aise kyun??? :donno:

        koi hum se jhoot bole tu kya, woh kyunaisa nahi kar sakta?? :donno:

        koi hum per trust na kare tu woh us ki marzi.... hume kyun bardasht nahi hota.... ??

        koi dhoka de tu hum kyun sad hojaate hain... kya humare liye yeh baat kaafi nahi hoti ke hum dhoka dene waalo'n mein se nahi....

        hum kyun dosro ki apne mutaaliq raaye ko le ker itne conscious hote hain..... jub ke dosre humari life mein koi khas role play bhi na karte ho...

        ?????
        Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wabarakatahu

        Aisa Is liaay kay Jub koi hum say related hota hai ya hum un say mohabbat kartay hain to jub wo jhoot boltay ya trust naheen kartay hum pay to hamain bura lagta hai. Us waqt bhi bura lagta hai jub koi jhoot bol kar aap ko phansa deta hai ya mujrim bana deta hai to yaqeenan ussay bardasht karna mushkil hota hai.

        Jub koi hamari suchchi baat ka trust na karay to bhi takleef ponhachti hai to zahir hai bardasht karna to mushkil ho ga na.

        Yay to achchi baat hai kay hum dhoka denay walon ya jhootay logon main say naheen hotay laikin aisay logon ki baton ki wajah say baaz dafa nachaqiaan ya ghalat fehmiaan aur baaz dafa ho jati hain or baaz dafa to talluqaat kharab ya khatm ho jaatay hain.

        Agar aap suchchay hon to kisi ka jhoot sunna bhi aap ko pasand naheen ata. Chund aik baar to chal jaata hai laikin musalsal jhoot suntay rehna yani khilaaf e fitraat baat suntay rehna aur bardaasht karna aik hud tuk ho sukta hai laikin aik hud kay baad bardaasht khatm ho jati hi.
        Subhan Allah

        Comment


        • #19
          Re: **why.....?

          Originally posted by Faro View Post
          tum dance karti hoi kitni achi lag rhi ho aamir khatoon372-haha
          Originally posted by unity View Post
          dance bohat acha laga apka:lpop:
          Aap dono ub mujay inaam de sakti hein :hairdrayer:

          Originally posted by ummid View Post
          farq kyun parta hai
          dur kyun lagta hai

          gala sookhta hai tu coke kyun nahi peete
          Coke peenay se kia ho ga, khansi lag jaye gi, flue ho jaye ga, phir doctor ke paas jana paray ga, doctor teeka lagaye ga, phir us teekay se dur lagay ga, aur phir gala khushk ho jaye ga :shyy:
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: **why.....?

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Aap dono ub mujay inaam de sakti hein :hairdrayer:


            ya lo inaam

            Comment


            • #21
              Re: **why.....?

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Aap dono ub mujay inaam de sakti hein :hairdrayer:
              ya lo inaam

              Comment


              • #22
                Re: **why.....?

                Originally posted by Faro View Post
                ya lo inaam
                Originally posted by Faro View Post
                ya lo inaam
                Tum dono kub se ho gai. Kahin tum bhaingi to nahi ho gai 372-haha
                :thmbup:

                Comment


                • #23
                  Re: **why.....?

                  Walaikum Assalam...


                  phir Why mila ???

                  Comment


                  • #24
                    Re: **why.....?

                    Originally posted by ummid View Post
                    Asalamaalaikum

                    ummid hai aap sub khairyat se honge :d1:

                    abhi ek reply mein parha ke "jhoot bardasht nahi hota..." usi thread mein kisi ne yeh bhi kaha ke "koi trust na kare tu bardasht nahi hota..."...:fight:

                    aise kyun??? :donno:

                    koi hum se jhoot bole tu kya, woh kyunaisa nahi kar sakta?? :donno:

                    koi hum per trust na kare tu woh us ki marzi.... hume kyun bardasht nahi hota.... ??

                    koi dhoka de tu hum kyun sad hojaate hain... kya humare liye yeh baat kaafi nahi hoti ke hum dhoka dene waalo'n mein se nahi....

                    hum kyun dosro ki apne mutaaliq raaye ko le ker itne conscious hote hain..... jub ke dosre humari life mein koi khas role play bhi na karte ho...

                    ?????
                    yeh ap ne sawal kiya hai yah jawab diya hai

                    Comment

                    Working...
                    X