Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

**I have learnt today:………….!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Originally posted by unity View Post
    haan har koi khud se hi kuch seekhta he

    Rita, phir yeh jhoot log kyun boltey hain keh doosron sey seekhna chahiyey?
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • Originally posted by Masood View Post
      Rita, phir yeh jhoot log kyun boltey hain keh doosron sey seekhna chahiyey?
      jhoot to naho hota,bas ghalat fehmi hoti he insan ko k doosron se bhi seekh raha he,jab k asal me apne se seekhta he,apne tajurbaat se

      Comment


      • Originally posted by unity View Post
        jhoot to naho hota,bas ghalat fehmi hoti he insan ko k doosron se bhi seekh raha he,jab k asal me apne se seekhta he,apne tajurbaat se
        Yani iska matlab hai keh har aaney wala insaan apni umer sirf apney zaati tajarbaat mein guzar dey aur duniya mein doosrey arbon insaano sey kuchh na seekhey?? :think:
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • Originally posted by Masood View Post
          Yani iska matlab hai keh har aaney wala insaan apni umer sirf apney zaati tajarbaat mein guzar dey aur duniya mein doosrey arbon insaano sey kuchh na seekhey?? :think:
          lagta to esa hi he warna itni ghaltyan kiun kare

          Comment


          • Originally posted by unity View Post
            lagta to esa hi he warna itni ghaltyan kiun kare
            Aisa kya sari duniya mein hota hai?:think:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • Originally posted by Masood View Post
              Aisa kya sari duniya mein hota hai?:think:
              nahi esa serf hamari taraf zeada hota he

              Comment


              • Originally posted by unity View Post
                nahi esa serf hamari taraf zeada hota he
                Good conclusion. Hamara har nizaam hi wakhri type ka hai 372-haha - Warna Quran-e-Paak mein bhi sab sey ziyada ziker maazi ki qaumon ka kiya geya hai keh insaan un sey sabaq seekhey - magar hamarey haan yeh kaha jata hai keh jab tak khud na aazmao - us sey sabaq na seekho 372-haha372-haha
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Originally posted by Masood View Post
                  Good conclusion. Hamara har nizaam hi wakhri type ka hai 372-haha - Warna Quran-e-Paak mein bhi sab sey ziyada ziker maazi ki qaumon ka kiya geya hai keh insaan un sey sabaq seekhey - magar hamarey haan yeh kaha jata hai keh jab tak khud na aazmao - us sey sabaq na seekho 372-haha372-haha

                  Comment


                  • Originally posted by unity View Post
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Originally posted by Masood View Post

                      Comment


                      • Originally posted by unity View Post
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Originally posted by Masood View Post
                          apney apney munh aur apni apni baatein - koi kisi sey kuchh nahin seekhta :)
                          kyun nahi seekhta...

                          Comment


                          • Sirf 2 cheezen laa-mehdood hen, ek qaina'at dosri insaan ki himakaten...

                            Comment


                            • Originally posted by Mr.Khan View Post
                              Sirf 2 cheezen laa-mehdood hen, ek qaina'at dosri insaan ki himakaten...

                              Comment


                              • Today

                                Allah sey Hamesha wo talb karoo

                                jo tumhrey haq mein behtar wo

                                Na k wo jo tum cahtey ho

                                Ho sakta hai tumhri cahta buth kam ho

                                aur tumhra haq buth ziada
                                I aM Not a complete Idiot......Some parts are Missing........

                                Comment

                                Working...
                                X