Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

development of teachers , code of ethics

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • development of teachers , code of ethics

    salam pegham teddy

    teacher k zabta ikhlaq (yeh metlub hain an is ka)372-scare is ko kayse bahter banaaya ja sakta hain kiyon k aj kal pakistan ki ek azeeem tareeen :shyy::shyy:khubsort tareen :shyy:hasti ek azeeen ustani :smilie2: banay ki pori pori try ker rahi hain jo k namumkin nazer araha hain 372-haha372-haha



    so seriously seb ny apna points batany hain urdu main assan words main kisi ny angerizniyan nhe bolni kal is topic per presentation hain aur yeh batana hain k kia kai add keron points i samjh chalo yeh batain sary aj he baat dena plzzzzzzzzzzzzzz
    Last edited by chaand_nager; 8 December 2009, 07:35.
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

  • #2
    Re: development of teachers , code of ethics

    Originally posted by ashi View Post
    salam pegham teddy

    teacher k zabta ikhlaq (yeh metlub hain an is ka)372-scare is ko kayse bahter banaaya ja sakta hain kiyon k aj kal pakistan ki ek azeeem tareeen :shyy::shyy:khubsort tareen :shyy:hasti ek azeeen ustani :smilie2: banay ki pori pori try ker rahi hain jo k namumkin nazer araha hain 372-haha372-haha



    so seriously seb ny apna points batany hain urdu main assan words main kisi ny angerizniyan nhe bolni kal is topic per presentation hain aur yeh batana hain k kia kai add keron points i samjh chalo yeh batain sary aj he baat dena plzzzzzzzzzzzzzz
    w.salam,

    :think:

    me ko to aik he baat pata hai jo aaj kal k teacher maiN nahe hoti, woh yeh kay bachooN ko bach'cha he samajhna chaheay, matbal teachers bachoN ko aisay paRha rahay hotay haiN jesay bachoN ko pehlay he sub kuch pata hai, aur un kay na samajh'nay par ghussa kartay haiN kay "itni" si baat tumhaiN samajh kioN nahe aa rahe, woh baat teachers ko is leay "itni" si lagti hai kioN kay unhaiN "maloom" hota hai, laikin teachers ko yeh bhi sochna chaheay kay agar bachay ko yeh sub maloom hota to woh un kay pass aata he kioN
    That's Enough...!!

    Comment

    Working...
    X