Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aik din inqilaab aye ga

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Aik din inqilaab aye ga

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    :khi:
    Ustaad ho k shagird pe hanste he

    Comment


    • #47
      Re: Aik din inqilaab aye ga

      Originally posted by MSA View Post
      Ustaad ho k shagird pe hanste he
      mein muskura raha hoon apnay shagird ki nadaaniyoon per :khi:
      :thmbup:

      Comment


      • #48
        Re: Aik din inqilaab aye ga

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        mein muskura raha hoon apnay shagird ki nadaaniyoon per :khi:
        u ko lagta he me inqilab nai la sakta

        Comment


        • #49
          Re: Aik din inqilaab aye ga

          Originally posted by MSA View Post
          u ko lagta he me inqilab nai la sakta
          inqlaab kese laye ga, chal bata kitnay buchay paiday karay ga tu 372-haha
          :thmbup:

          Comment


          • #50
            Re: Aik din inqilaab aye ga

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            inqlaab kese laye ga, chal bata kitnay buchay paiday karay ga tu 372-haha
            :think:.. inqilab bacho na nahi mein ne lana he:think:..bacho ne to inqilab ka phal khana he

            Comment


            • #51
              Re: Aik din inqilaab aye ga

              Originally posted by MSA View Post
              :think:.. inqilab bacho na nahi mein ne lana he:think:..bacho ne to inqilab ka phal khana he

              Yani koi business kerne ja raha he Inqlab trading corporation ke through :think:
              :thmbup:

              Comment


              • #52
                Re: Aik din inqilaab aye ga

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Yani koi business kerne ja raha he Inqlab trading corporation ke through :think:
                sarmaya aap ka, jaaga app ki, bundae app k .... munafa hamara::shyy:

                Comment


                • #53
                  Re: Aik din inqilaab aye ga

                  Originally posted by MSA View Post
                  sarmaya aap ka, jaaga app ki, bundae app k .... munafa hamara::shyy:

                  Tu to bilkul zardari sahib wali baatein kerta he
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #54
                    Re: Aik din inqilaab aye ga

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Tu to bilkul zardari sahib wali baatein kerta he
                    u zardari ko itni izzut de rahe he...us ne sun lia to u ko rehman malik ki jaga appoint kur lena he

                    Comment


                    • #55
                      Re: Aik din inqilaab aye ga

                      Originally posted by MSA View Post
                      Assalam o Alaikum....

                      AIK DIN INQILAAB AYE GA

                      :lpop:

                      Originally posted by MSA View Post
                      Walaikum Assalam....

                      Uncil app ne 4 saalo me sirf thread hi lagaiy he??? ya apne threads aur apni thoery k lie kuch constructive kaam bhi kia he:donno:

                      kahein app is pe to yakeen nahi rakhte372-scare
                      "Pen is mightier than the SWORD"

                      That's Enough...!!

                      Comment


                      • #56
                        Re: Aik din inqilaab aye ga

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        :lpop:
                        :think:....
                        uncil mere khayal me aik zakhmi k lie yeh imp nahi hota k usse bataya jae k wo kyun zakhmi hua, kis waja se zakhmi hua, aur ainda kia ehtiat kure ga to zakhmi nahi hoga....us k lie jo cheez imp hoti he wo yeh k us ka zakhmmo pe marham lagaya jae na k aur takleef de jae...to "filhal" mere ikhtiar me jo 2'3 kaam he un me aik yehi he k me marham bunne ki koshish kuro...me jitne bhi jaga active ho net ho ya real life...me yahi koshish kurta ho..k apni bato'n aur amal se logo'n ko mayosi se nikalo...

                        aur inshaAllah mujhay umeed he jub me koi respectable position pe ho ga...to agur mulk k lie na ho saka to atleast small scale pe kuch zaror kuro ga.....inshaAllah...

                        filhal to yahi jawab he ummid he u koi aur sawal nahi kurein ge..

                        Comment


                        • #57
                          Re: Aik din inqilaab aye ga

                          Originally posted by MSA View Post
                          :think:....
                          uncil mere khayal me aik zakhmi k lie yeh imp nahi hota k usse bataya jae k wo kyun zakhmi hua, kis waja se zakhmi hua, aur ainda kia ehtiat kure ga to zakhmi nahi hoga....
                          matlab tum woh maseeha ho jo chahta hai kay banda baar baar zakhmi ho kar tumharay pass elaaj kay leay aaiy?? apni baat ki wazahat karo k kioN zarori nahe hai usay batana? usay batanay aur samjhanay say us ka kia nuqsaan hai?

                          Originally posted by MSA View Post
                          us k lie jo cheez imp hoti he wo yeh k us ka zakhmmo pe marham lagaya jae na k aur takleef de jae...to "filhal" mere ikhtiar me jo 2'3 kaam he un me aik yehi he k me marham bunne ki koshish kuro...me jitne bhi jaga active ho net ho ya real life...me yahi koshish kurta ho..k apni bato'n aur amal se logo'n ko mayosi se nikalo...
                          tumhari yeh post marham hai?? yeh to mujhay tasalli lag rahe hai, jesay koi zakhmi tumharay pass aya to tum nay kaha "fikar na karo aik na aik din tum theek ho jao gaiy"

                          Inqelaab aaiy ga = tasalli
                          Inqelaab kaisay aaiy ga = Marham
                          right or wrong ?
                          That's Enough...!!

                          Comment


                          • #58
                            Re: Aik din inqilaab aye ga

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            matlab tum woh maseeha ho jo chahta hai kay banda baar baar zakhmi ho kar tumharay pass elaaj kay leay aaiy?? apni baat ki wazahat karo k kioN zarori nahe hai usay batana? usay batanay aur samjhanay say us ka kia nuqsaan hai?
                            :think:...pehle wo sahi hojae phir batana chaie....

                            tumhari yeh post marham hai?? yeh to mujhay tasalli lag rahe hai, jesay koi zakhmi tumharay pass aya to tum nay kaha "fikar na karo aik na aik din tum theek ho jao gaiy"

                            Inqelaab aaiy ga = tasalli
                            Inqelaab kaisay aaiy ga = Marham
                            right or wrong?
                            mujhay yeh poem achi lagi to share ki he..bus...

                            Comment


                            • #59
                              Re: Aik din inqilaab aye ga

                              Originally posted by MSA View Post
                              :think:...pehle wo sahi hojae phir batana chaie....

                              mujhay yeh poem achi lagi to share ki he..bus...
                              in maiN mery sawaloN ka jawab kahaN hai
                              That's Enough...!!

                              Comment


                              • #60
                                Re: Aik din inqilaab aye ga

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                                in maiN mery sawaloN ka jawab kahaN hai

                                ap bhi kes se sawal pouch rhay ho ammu372-haha

                                Comment

                                Working...
                                X