Asalam alaikum,
jis tarhan aik mulk k liye kuch qawaid, asool kuch limits muratab kiye jatey hein aur phir wahan rehney waley unhi asooloN pe rehtey hein warna un ka chalaan ho jata hai :-D :-$
Issi tarhan her insaan apni zaat k liye kuch limits muratab kerta hai. Aur her insaan ki limit doosrey insaan sey mukhtalif bhi ho sakti hai. Kya Aap ki zindagi k kuch limits hein? Aya wo aap ney khud muta'in kiye hein ya aap k barhon ney ya mazhab ney? ya phir you simply follow your state limits?
I hope mera sawal wazeh ho ga :-$

Comment