Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lalooo Larke

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Lalooo Larke

    Ab main itna bhi moonphat aur badtameez nahin kay khala jee say zaban laRayoon :)

    Originally posted by Momo@Khala View Post
    KIYA MATBAAAL he tumhara :hairdrayer:
    sigpic

    Comment

    • #62
      Re: Lalooo Larke

      Originally posted by Momo@Khala View Post
      :alhamd:

      :fight:
      khala je kahaN ja rahe ho khalo kay pechay pechay :kionn:
      That's Enough...!!

      Comment

      • #63
        Re: Lalooo Larke

        Originally posted by Momo@Khala View Post
        Pyari bachiyooo, aaj mai tum logou ko Larko ki Asliyat bataane jarahi hoon.

        Shayed ke tum larkioy ki aankhain khul jaien aur tum in pagal Laloo larkou ki baatou me naa aajou.

        Shadi se pehle yeh Lalooos chalaangai lagaa rahe hote hain...

        "hum yeh kerain ge wo kerain ge... tumhare liye chand sooraj Todh layen gai..." :garmi:
        .....tum kaho gi to apni Jaan apni Hateli me daal ker tum ko de dain ge "

        aur yeh aam sa dialouge jo yeh bol bol ke nahi thakte hain...

        "......mai tumhare baghir MARRRRR jaounga... tumhare siwaa mai kisi ke baare me soch bhi nahi sakta. "

        Lekin Haqeekat yeh he ke yeh Laloo "Bawlou" ki assliyat foraaannnn shadi ke baad Khull jaati he.

        Jab in ko apni passand larki mil jaati he.. to saaaaaaari bimaari thik hojati he.. aur kuch Arsse ke baad in ki assliyat saamne ajaati he.

        Pehle baat kerte the soorah chand todhne ki... aur shadi ke baad ...
        Kitchen me jaaker pani (water) tak Khud nahi pi sakte...

        Marne jeene ka sawaal to gaya "DUSTBIN" mai - ab to in ko sirf fiker he to apne Khaane ki, apne chiezou ki aur apne dostou ki.

        Jis ko apne Ghar me lana tha... usko decoration
        piece ki tarah sajaa liya apne ghar me....
        ab wo jaane aur Ghar.

        Kisi larki ko dehkne ka tassawur jo pehle nahi ker sakta tha... ab wo maloom hota he... ke kitni Hazaaaarou "Saheliyaa" Paal raha hota he

        TOBAA TOBAA kitne baree JHOOTE hote hain yeh Larke..

        Aaoau aaj mil ker in ki ACHI TARAH se DULHAAAI kerain hathora
        372-haha372-haha

        Lagta hai keh Khala ney apney dil ki bharrhas nikali hai 372-haha

        Khala khair to hai? kya ghar mein koi baat to nahin hui??? :donno:
        مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
        نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

        Comment

        • #64
          Re: Lalooo Larke

          Originally posted by Admin View Post

          khala nay khud to shadi kar li ab humaiN nasehataiN kar rahe haiN :fight:
          That's Enough...!!

          Comment

          • #65
            Re: Lalooo Larke

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

            Khala ka masla kuchh aur hi lagta hai - lagta hai ussey aasmano key taarey nahin miley - ab bechari khala ko kaun btaey keh aasman door hai aur patrol mehnga ho geya hai - wahan tak jana mumkin nahin :fly:
            مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
            نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

            Comment

            • #66
              Re: Lalooo Larke

              Originally posted by Admin View Post
              Khala ka masla kuchh aur hi lagta hai - lagta hai ussey aasmano key taarey nahin miley - ab bechari khala ko kaun btaey keh aasman door hai aur patrol mehnga ho geya hai - wahan tak jana mumkin nahin :fly:
              wesay yeh naqabil e pora honay walay waday kartay kioN haiN loog :garmi:
              That's Enough...!!

              Comment

              • #67
                Re: Lalooo Larke

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                wesay yeh naqabil e pora honay walay waday kartay kioN haiN loog :garmi:
                Kehtey hain woh wadah hi kya jo poora ho jaey - to shayid isi liyey :think:
                مجھے تلاش نہ کر ذوقِ بیخودی سجود
                نظر کی چند شعاعوں میں گھر گیا ہوں میں

                Comment

                • #68
                  Re: Lalooo Larke

                  Waqayi sahi kaha aap nay kay waada karain tou ussay poora karain.... magar khala jo baat keh rahi hain aisa baatain laRkiyon ko khudh bhi pata hain magar kehtay hain na kay Mohabbat andhi hoti tou yeh sab baat waqti tour per bohat achi lagti hain aur shiddat-e-jazbaat aur laRkay say naarazgi ka darr aur uss kay saath saath laRki ki fitri sharam usay zaban khoolnay say qasir rakhti hay aur woh apni mehboob kay kiye huway waadoon per ankh bandh kar kay yaqeen kar laiti hay..... magar yeh waaday srif aur srif laRki ko impress karnay aur uss ko apna bananay kay liye hotay hain, kuch log azrah-e-mazaq bhi kehtay hain.... aur kuch log fitratan jhoot kehnay kay aadi hotay hain.

                  Main srif itna hi kahoon ga, kay yeh sab cheezain bohat hi nazzuk hoti hain, laRki kay naazuk dil ko touRnay aur usski hansti khelti zindagi ko ansoyoon ki nazar karnay kay liye kaafi hoti hain...

                  Mohabbat ya duniya ka koi bhi rishta hoo usski sab say aham ASAAS hoti hain TRUST ya BHAROSA, agar trust toot jayay tou dil bhi toot jaata hay aur khoon kay ansoo rota hay, aur kisi ka dil touRnay Khana-e-Kaaba ko hadam karnay say bhi bhaR kar hay... kiyonki iss ki maafi ALLAH SWT kabhi nahin dain gain jab tak kay woh shakhs khudh aap ko na maaf karday!

                  May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                  Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                  wesay yeh naqabil e pora honay walay waday kartay kioN haiN loog :garmi:
                  sigpic

                  Comment

                  • #69
                    Re: Lalooo Larke

                    hay khala a sa b hota hai:tasali:

                    Comment

                    • #70
                      Re: Lalooo Larke

                      Originally posted by thefire1 View Post
                      Waqayi sahi kaha aap nay kay waada karain tou ussay poora karain.... magar khala jo baat keh rahi hain aisa baatain laRkiyon ko khudh bhi pata hain magar kehtay hain na kay Mohabbat andhi hoti tou yeh sab baat waqti tour per bohat achi lagti hain aur shiddat-e-jazbaat aur laRkay say naarazgi ka darr aur uss kay saath saath laRki ki fitri sharam usay zaban khoolnay say qasir rakhti hay aur woh apni mehboob kay kiye huway waadoon per ankh bandh kar kay yaqeen kar laiti hay..... magar yeh waaday srif aur srif laRki ko impress karnay aur uss ko apna bananay kay liye hotay hain, kuch log azrah-e-mazaq bhi kehtay hain.... aur kuch log fitratan jhoot kehnay kay aadi hotay hain.

                      Main srif itna hi kahoon ga, kay yeh sab cheezain bohat hi nazzuk hoti hain, laRki kay naazuk dil ko touRnay aur usski hansti khelti zindagi ko ansoyoon ki nazar karnay kay liye kaafi hoti hain...

                      Mohabbat ya duniya ka koi bhi rishta hoo usski sab say aham ASAAS hoti hain TRUST ya BHAROSA, agar trust toot jayay tou dil bhi toot jaata hay aur khoon kay ansoo rota hay, aur kisi ka dil touRnay Khana-e-Kaaba ko hadam karnay say bhi bhaR kar hay... kiyonki iss ki maafi ALLAH SWT kabhi nahin dain gain jab tak kay woh shakhs khudh aap ko na maaf karday!

                      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN

                      Very true :thmbup: bohat sahi likha he aapne !

                      Comment

                      • #71
                        Re: Lalooo Larke

                        Originally posted by Admin View Post
                        372-haha372-haha

                        Lagta hai keh Khala ney apney dil ki bharrhas nikali hai 372-haha

                        Khala khair to hai? kya ghar mein koi baat to nahin hui??? :donno:

                        meri cute si momo ka mazaqq mat uraaiye - Admin Uncle :fight:

                        Comment

                        • #72
                          Re: Lalooo Larke

                          Originally posted by Momo@Khala View Post
                          Pyari bachiyooo, aaj mai tum logou ko Larko ki Asliyat bataane jarahi hoon.

                          Tassali rakho momo :tasali: mai blind nahi hongi - tumhara saayea mere aas pass hi jo he :haey:
                          Last edited by *Samra*; 3 December 2009, 15:47.

                          Comment

                          • #73
                            Re: Lalooo Larke

                            Samra jee, mohabbat andhi hoti hay aisa kisi nay kaha hay tou ghalat nahin kaha hay.... jab waqt aayay ga aur waqayi kisi ki mohabbat jado kar jayay gi tou phir beenayi kahan khoo jayay gi pata bhi nahin chalay ga.... yeh sehar-e-mohabbat jab chalta hay tou dana say dana shakhs bhi apnay ehsaasat aur jazbaat per qaboo paanay say qaasir rehta hay aur shayer yoon bayan karta hay..

                            Pehlay Sab Hi Ghabraatay hain
                            Per aakhir Lay hi aatay hain
                            iss kaafir per imaan.........!!!
                            Last edited by thefire1; 5 December 2009, 10:51.
                            sigpic

                            Comment

                            • #74
                              Re: Lalooo Larke

                              :behosh:

                              Comment

                              • #75
                                Re: Lalooo Larke

                                Originally posted by Momo@Khala View Post
                                Pyari bachiyooo, aaj mai tum logou ko Larko ki Asliyat bataane jarahi hoon.

                                Shayed ke tum larkioy ki aankhain khul jaien aur tum in pagal Laloo larkou ki baatou me naa aajou.

                                Shadi se pehle yeh Lalooos chalaangai lagaa rahe hote hain...

                                "hum yeh kerain ge wo kerain ge... tumhare liye chand sooraj Todh layen gai..." :garmi:
                                .....tum kaho gi to apni Jaan apni Hateli me daal ker tum ko de dain ge "

                                aur yeh aam sa dialouge jo yeh bol bol ke nahi thakte hain...

                                "......mai tumhare baghir MARRRRR jaounga... tumhare siwaa mai kisi ke baare me soch bhi nahi sakta. "

                                Lekin Haqeekat yeh he ke yeh Laloo "Bawlou" ki assliyat foraaannnn shadi ke baad Khull jaati he.

                                Jab in ko apni passand larki mil jaati he.. to saaaaaaari bimaari thik hojati he.. aur kuch Arsse ke baad in ki assliyat saamne ajaati he.

                                Pehle baat kerte the soorah chand todhne ki... aur shadi ke baad ...
                                Kitchen me jaaker pani (water) tak Khud nahi pi sakte...

                                Marne jeene ka sawaal to gaya "DUSTBIN" mai - ab to in ko sirf fiker he to apne Khaane ki, apne chiezou ki aur apne dostou ki.

                                Jis ko apne Ghar me lana tha... usko decoration
                                piece ki tarah sajaa liya apne ghar me....
                                ab wo jaane aur Ghar.

                                Kisi larki ko dehkne ka tassawur jo pehle nahi ker sakta tha... ab wo maloom hota he... ke kitni Hazaaaarou "Saheliyaa" Paal raha hota he

                                TOBAA TOBAA kitne baree JHOOTE hote hain yeh Larke..

                                Aaoau aaj mil ker in ki ACHI TARAH se DULHAAAI kerain hathora
                                Khala mere paas itna time nahi he, mujay shortcut mein batao ke aakhir tum kehna kia chah rahi ho
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X