السلام عليكم و رحمة الله و بركاته
Taqreebun 4 saal pehley hum Pak summer vacations guzarney gaye they wahan humein baba ki ek cousin k haan Teherna parra ..me ne auntie se kaha
"Nahaney k liye garam paani miley ga"
unhoon ne hans k kaha
"tumhain is mosum mai bhi garam paani chaye...hum tu water heater is mosum mai off raktey hain"
phir unhoon ne apni betii ko kaha k
"jao is k liye garam paani tayar karo"
me ne ye sub sun'ney k bad kaha
"nai nai Auntie hum isi se kaam chala lein gey"
unhoon ne kaha
"Beta apna haq leney mai kabhi jhijhakna nai chaye...youn har baar qurbaanii k liye tayaar na hojaya karo"
ab ap bataye k yeh Qurbaani hai kya bala....???
or kya qurbaani dena ghalat hai ...????
agar haan tu qurbaani deney waaloon ka itnaaaaa barra naam kyun hota hai...????
or agar yeh sahii hai tu "Kya apna haq chorr dena sahee hai"....???
wassalam....:hii:

Comment