Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Muhabbat (Part-II)...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Muhabbat (Part-II)...!!

    lover wali muhabat ka to pata nhe abi itna muje tahqeeq jari ahain372-haha

    dost wali muhbat k aptak muje apne dost sy byinteha muhabt hain bohat mger us ny hurt ker ker ker k muje pagal ker diya k raaton ko rooti rehti hon seenay main itna dard rethta hain asthema ka attack b ho jata daily aj kal aur usy pata tak nhe k us ki dost per kai gozer rahi dunya hain na wayse muje na bhookh bohat lgti dost wali muhabt main uffffffffff itna khati hon k lgta khain kha kh a k phat jaon g kia keron tension main bohat bhookh lgti hain kaha yeh jata ahin k jis ko tumhri qader neh dafa kero usy per main ayse nhe kash main aysi ho jaon khair jo lover wali muhabat hain wo to filhal ................................. :garmi:us ki koi tension nhe hain372-haha372-haha372-haha:slam1:
    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: Muhabbat (Part-II)...!!

      Originally posted by Mr.Khan View Post
      Muhabbat koi cheez nahi , muhabbat ek ehsaas ka naam hai jise sirf muhabbat karne wale hi mehsooos kar sakte hen :rose
      par shair maiN to tha muhabbat kia cheez hai :hairdrayer: apni batoN say mukar rahay ho tum loog :honh:

      Originally posted by ashi View Post
      lover wali muhabat ka to pata nhe abi itna muje tahqeeq jari ahain372-haha

      dost wali muhbat k aptak muje apne dost sy byinteha muhabt hain bohat mger us ny hurt ker ker ker k muje pagal ker diya k raaton ko rooti rehti hon seenay main itna dard rethta hain asthema ka attack b ho jata daily aj kal aur usy pata tak nhe k us ki dost per kai gozer rahi dunya hain na wayse muje na bhookh bohat lgti dost wali muhabt main uffffffffff itna khati hon k lgta khain kha kh a k phat jaon g kia keron tension main bohat bhookh lgti hain kaha yeh jata ahin k jis ko tumhri qader neh dafa kero usy per main ayse nhe kash main aysi ho jaon khair jo lover wali muhabat hain wo to filhal ................................. :garmi:us ki koi tension nhe hain372-haha372-haha372-haha:slam1:
      ashi :shyy:

      u apnay dost ki piTai kardo. jo u say naraz hai woh :fight:
      That's Enough...!!

      Comment


      • #33
        Re: Muhabbat (Part-II)...!!

        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
        par shair maiN to tha muhabbat kia cheez hai :hairdrayer: apni batoN say mukar rahay ho tum loog :honh:



        ashi :shyy:

        u apnay dost ki piTai kardo. jo u say naraz hai woh :fight:
        nhe mazahir main kud ko to shyed mar b sakti [per usy kuch nhe keh sakti kiyon k usy main ny dil o jan sy apna beta kaha hain per shyed main he galt the k usy wakia beta samjh liya usy meri zarot nhe usy to shyed un logo ki zarot jo jhot bol k usy impress ker rahin hain kabi to ALLAH ko mery ansoun per tares ay ega aur wo us ka naam b mery dil sy mita day ga
        ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

        sigpic

        Comment


        • #34
          Re: Muhabbat (Part-II)...!!

          muhabat itne assan nhe hoti chaye ek dost ki ho ya lover ki ager suchi ho to bohat mushkil hoti hain muhabat
          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

          sigpic

          Comment


          • #35
            Re: Muhabbat (Part-II)...!!

            Originally posted by ashi View Post
            nhe mazahir main kud ko to shyed mar b sakti [per usy kuch nhe keh sakti kiyon k usy main ny dil o jan sy apna beta kaha hain per shyed main he galt the k usy wakia beta samjh liya usy meri zarot nhe usy to shyed un logo ki zarot jo jhot bol k usy impress ker rahin hain kabi to ALLAH ko mery ansoun per tares ay ega aur wo us ka naam b mery dil sy mita day ga
            372-scare

            tension not mention not just mitti pao 372-shed woh laiq bacha hota to u jesi amma ko kabhi disheart nai karta 372-shock
            That's Enough...!!

            Comment


            • #36
              Re: Muhabbat (Part-II)...!!

              khan ada meri bhabi kahan:shyy: hain aj kal nazer nhe arhi hain werna wo u ko batati zera:fight:
              ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: Muhabbat (Part-II)...!!

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                372-scare

                tension not mention not just mitti pao 372-shed woh laiq bacha hota to u jesi amma ko kabhi disheart nai karta 372-shock
                kash usy b yeh ihsas hota k us k byhisi ki waja sy mer raha hain koi her roz :donno:
                ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: Muhabbat (Part-II)...!!

                  Originally posted by ashi View Post
                  kash usy b yeh ihsas hota k us k byhisi ki waja sy mer raha hain koi her roz :donno:
                  tawaq'qo'at nahe rakhni chaheay bachay teddy muhabbat karo, muhabbat milay to theek warna kisi aur say kar lo 372-shock
                  That's Enough...!!

                  Comment


                  • #39
                    Re: Muhabbat (Part-II)...!!

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    tawaq'qo'at nahe rakhni chaheay bachay teddy muhabbat karo, muhabbat milay to theek warna kisi aur say kar lo 372-shock
                    han jeb me ka koi lover ho ga us k sath aysa he jkkeron g372-haha

                    aur dost bar bar na milty hain na he un sy bar bar muhbat ki jati han tawaqoaat wakai he nhe rekhni chaye the muje per bus pagal hon na rekh li yeh rishty bohat piyre bohat masoom aur paak hoty hain jo bina kisi laluch k banye jaty peer syhed dunya ko hum jayse logo ki zaroet ne hain na:tasali:
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: Muhabbat (Part-II)...!!

                      Originally posted by ashi View Post
                      han jeb me ka koi lover ho ga us k sath aysa he jkkeron g372-haha

                      aur dost bar bar na milty hain na he un sy bar bar muhbat ki jati han tawaqoaat wakai he nhe rekhni chaye the muje per bus pagal hon na rekh li yeh rishty bohat piyre bohat masoom aur paak hoty hain jo bina kisi laluch k banye jaty peer syhed dunya ko hum jayse logo ki zaroet ne hain na:tasali:
                      ziadah jazbati na ho lakRi :fight: yeh batao bakra u nay khud giraya tha na
                      That's Enough...!!

                      Comment


                      • #41
                        Re: Muhabbat (Part-II)...!!

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        par shair maiN to tha muhabbat kia cheez hai :hairdrayer: apni batoN say mukar rahay ho tum loog :honh:


                        wogh cheez as a noun use kiya gaya hai

                        Comment


                        • #42
                          Re: Muhabbat (Part-II)...!!

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          ziadah jazbati na ho lakRi :fight: yeh batao bakra u nay khud giraya tha na

                          nhe main ny to usy galay lagaya tha akheri bar 4 bakry thay per muje passand ek he tha aur main ny ek majh ki movi banai the zibah hoty per pata nhe mobile main rocording ka button badna bhol gai aur jazbati to man bohat hon ek din jan lay lain g bachi ki yeh jazbaaat kal mohay naas peetay
                          ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                          sigpic

                          Comment


                          • #43
                            Re: Muhabbat (Part-II)...!!

                            پہلے تو یہ پتا چلے کہ محبت آخر ہے کیا ؟؟؟؟؟؟؟؟
                            پھر یہ سمجھنے میں بھی آسانی رہے گی کہ* آیا محبت ہوجاتی ہے یا کرنی پڑتی ہے اور اگر ہوجاتی ہے تو پھر اس کے کیا محرکات ہیں اور اگر کرنی پڑتی ہے تو کن وجوہات کی بنا پر ایسا کہا جاتا ہے ؟؟
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #44
                              Re: Muhabbat (Part-II)...!!

                              Walaikum Assalaam

                              Janaab jab baat mohabbat ki hay tou Part ONE ho yaa TWO.. humari moujood hona tou aik laazmi juzz hojaata hay :lol

                              Abbi2Cool hum batatay hain kay ISHQ kia hay, aur yeh kaisay farmaya jaata hay... Ishq Farmanay ki cheese hay tou hum nay bhi farmaya hay, BaRi shaistagi say farmaya hay, BaRay saleeqay say farmaya hay, Na Ikhlaaqi Iqdaar ko pamaal kiya, na mashray ki koi dewaar girayi, Na Islami hudood ki khilaaf warzi ki.. Intihayi shareefana aur raazdaraaana andaaz say farmaya hay kay kisi ko kan-o-kan khabar na hoyi, Na waldain ko, na dost ahbaab ko aur naa hi un haseenayoon ko jin kay ishq main hum kuch arsay mubtala rahay... Na kabhi khudh Izhar-e-Ishq kiya aur naa kisi Naama Bar ki khidmaat haasil keen.. aur naa kisi payaanbar ki... Waisay bhi bhala zaban-e-ghair say kiya sharaah Arzoo kartay bilwaja publicty hojaati... humesha mohtaat zindagi guzaari

                              Cut Gayi Ahtiyat-e-Mohabbat Main Umr
                              Hum Say Izhar-e-Mudua Naa Huwa.....!

                              Sharafat aur raazdaari ka taqaaza bhi yeh hi tha, waisay bhi hum nahin chatay thay kay humari waja say kisi ki naik naami mutaasir ho, kisi ka mustaqbil tareek ho, kisi ka rishta khatayi main paRay, Koi raqaabat ki AAG main jalay!

                              Hum nay bohat mohtaat zindagi guzaari hay, jo kaam bhi kiya soch samajh kar kiya Yehi waja hay kay humesha do do Ishq saath saath faramayay taakay kabhi naakami ki surat main dil per bura asar naa paRay, zehni sadma naa poohnchay.. waisay bhi douran-e-ishq hum nay humesha apni jismaani aur zehni sehat ka baRa khayal rakha, Kabhi deewanay na huway humesha Qais ki aabru ka paas kiya, Kabhi Sehra nurdi naa ki kartay bhi kaisay aaaas paas kahin sehra hota tou shera nurdi kartay..

                              Ishq humaray liye bohat sudmand saabit huwa, Hum nay Ishq say bohat kuch seekha, Shab Baidaari seekhi, Subha Khaizi Seekhi, Musawari Seekhi, Dast Shanaasi Seekhi, SHAYERI seekhi, YOGA ki ibtidayi Mashqain Seekheen Yaani Gheri Gheri Sansain Laina.. Baaz Kam AQAL issay aahain bharna kehtay hain.. aur sab say baRi baat tou yeh hay kay khud aagahi seekhi... Ishq farmanay say pehlay naa libaas ka hosh tha, na baal sawarnay ka saleeqa, na chalnay phirnay ki tameez aur naa baat karnay ka dhang.. Ishq naa farmatay tou NaksuRiya hi rehtay.. yeh jo aaaj hum khush libaas hain, yeh jo chaal main tumkanat hay, yeh jo chehray per rounaq hay, yeh jo andaz-e-Takalam hay, yeh jo hoontoon pay tabassum hay yeh sab faizan-e-Ishq hay!!!
                              sigpic

                              Comment


                              • #45
                                Re: Muhabbat (Part-II)...!!

                                Originally posted by Mr.Khan View Post
                                wogh cheez as a noun use kiya gaya hai
                                very noun sense pa je

                                Originally posted by ashi View Post
                                nhe main ny to usy galay lagaya tha akheri bar 4 bakry thay per muje passand ek he tha aur main ny ek majh ki movi banai the zibah hoty per pata nhe mobile main rocording ka button badna bhol gai aur jazbati to man bohat hon ek din jan lay lain g bachi ki yeh jazbaaat kal mohay naas peetay
                                u nay bakray ko galay lagaya woh to wesay he qurban hogaya hoga 372-haha

                                u aik jagah qaim raho, kabhi khud bachi ban jati ho kabhi dosroN ko bacha bana layti ho

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                پہلے تو یہ پتا چلے کہ محبت آخر ہے کیا ؟؟؟؟؟؟؟؟
                                پھر یہ سمجھنے میں بھی آسانی رہے گی کہ* آیا محبت ہوجاتی ہے یا کرنی پڑتی ہے اور اگر ہوجاتی ہے تو پھر اس کے کیا محرکات ہیں اور اگر کرنی پڑتی ہے تو کن وجوہات کی بنا پر ایسا کہا جاتا ہے ؟؟
                                yahe to maiN poch raha hoon, kia hai kioN hai kesay pata chalta hai kay hai par koi bata he nai raha :donno: sab nay aiveen vote kardeay kay hoti hai pata kisi ko bhi nahe :fight:

                                chalo batao sub warna abhi aabi bhai lecture day daiN gaiy 372-scare
                                That's Enough...!!

                                Comment

                                Working...
                                X