Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
selection
Collapse
X
-
Re: selection
Bohat achi baatain kahiin aap nay
Mohabbat kay maamaly main itna hi kahoon ga kay bharosa ho ya na hoo yeh jazba azal say hay aur abad tak rahay ga, ....
Aur Izzat paana ki nahin aap IZZAT ki hifaazat ki baat kar rahi hain,.... aur aisi baat kiyon kar rahi hain kiyonki aap apnay waalid say bohat MOHABBAT karti hain aur apni kisi bhi ghalti say unhain takleef nahin poohanchana chahti.... agar MOHABBAT na hoti tou IZZAT ki hifaazat ka jazba bhi nahin hota... Care bhi nahin hota, walid ka ehtiraam bhi nahin hota.... aap ka wajood hi nahin hota!!! ghour kijeye ga, khush rahyeh :)
Originally posted by bhataktii rooh View Post:kmubarak:
@
SHOHRAT
hamarii nazar mai ye zyada achii nai kyunki hamein gum'naam zindagii guzarna passand hai...
DOULAT
yeh tu ani jaani cheez hai...
wo kehtey hain na.."Haath ka mail"
or phir yeh tu fitna hai najaney insaan se kya kuch kara letii hai kis had tak pohoncha detii hai...
MUHABBAT
is dunya ki muhabbat par hamein bharoosa nai hai...
roohani ki baat yahan nai karein gey baat lambii hojaye gii...
bus ye dunyavii jo hoti hai ..nai pata chalta kub wo banda ap se ya ap us se nafrat kar lein..in short zayil dunya ki muhabbat bhi zayil hoti hai
IZZAT
hamarey baba ne hamein naseehat kii thii
"beta har qadam ut'haney se pehley yaad rakhna k tumharey baba ne zindagii mai hamesha safaid kaprrey pehney hain or tum ne in par kabhi daagh nai lagney dena...merii eklotii betii ho tum yaad rakhna apney baba ki izzat tumharey haath mai hai...mai sirf is dunya waloon ki nazar mai marney jaa raha hoo magar mai zinda rahoon ga us waqt tak jab tak merey bac'hey merey naam k saath jurri izzat ko zinda rakhein gey"....
bus isi liye humein is dunya mai sirf izzat chaye....sigpic
Comment
-
-
Re: selection
Originally posted by bhataktii rooh View Postbaba u kuch bhi select kar lo ...koi poochey ga nai mod jo ho....:embarasse
chalye shabash jawab den , u ne multiple choice ka option rakh hai na is liye u se poch raha hon ke kitne option select karne hen :hii:
Comment
-
Re: selection
Originally posted by Mr.Khan View PostPolitical answer dene ka rights sirf hume hai u ko nahi
chalye shabash jawab den , u ne multiple choice ka option rakh hai na is liye u se poch raha hon ke kitne option select karne hen :hii:
ye thread me ka nahin hai...hum tu khud mehmaan baney baiThey hain...:hairdrayer:.......................!!!!!
Comment
-
Comment